...𝑪𝒉𝒂𝒑𝒕𝒆𝒓 34 (2)...

102 5 0
                                    

(On call)
Mallika - Hello!!
Shrisha - Hello!!
Mallika - Kya hua??
Shrisha - Bhul gayi kya tu muze kuch btane wali thi..abhi just bhaiya se baat ki maine
Mallika - Achh..tu thi kya..
Shrisha - Matlab??
Mallika - Kuch nhi!!
Shrisha - Tuze kuch puchu kya mai sach sach btana??
Mallika - Haa bol..
Shrisha - Tuze meri kasam hai sach btana bilkul sach...
Mallika - Haan na, tuze kasam dene ke alawa kuch aata bhi hai...
Shrisha - Tuze mere bhai se pyaar hogya hai na..??
(No response because she was in shocked like yeh kya puch liya ab sach btana hi hoga)
Shrisha - Mallika..hello?? Hello?? HELLO??..(in louder voice)
Mallika - H..haan!!
Shrisha - Kya sach mai??
Mallika - Kyaa??
Shrisha - Abhi toh tune kaha haan matlab tu mere bhai se pyaar karti hai na..
Mallika - Nhi..
Shrisha - Mikku..sach bol..aur I know you are unknown from this feeling but muze pta hai..
Mallika - Isliye mai tuzse baat karna chahti thi..
Shrisha - Matlab tuze lagta hai na ki tu bhai se pyaar karti hai..
Mallika - I think..
Shrisha - Think nhi hai..
Mallika - Par..(cuts)
Shrisha - I am too happy to hear this..
Mallika - Kyaa??
Shrisha - Haan tum dono jab yaha the na tab muze tum dono ki jodi bohot jyada pasand thi aur abhibhi hai aur hamesha rahengi..
Mallika - Shrii, kya mai sach mai..??
Shrisha - Haan, meri maa tuze pyaar hogya hai aur I know koi bhi tabhi pyaar ki baat karta jab usse kisi insaan ke liye Dil mai kuch feel hota jaise tuze mere bhai ke liye hua..
Mallika - Par kya wo muzse...
Shrisha - Wo toh mai nhi janti but jo sakta hai..tu apni feelings confess karde
Mallika - Kyaa?? Mai kaise??
Shrisha - It's okay mai hi tera hausla badaugi aur tu feeling confess karengi apne..
Mallika - Aree par..(cuts)
Shrisha - Mallika...mere bhai tuzse pyaar karte yaa nhi karte yeh baat lekar agar tu baith jayengi toh ek din bhai kisi aur se shaadi kar lenge tere pas time hai abhi feeling confess karde warna..(cuts)
Mallika - Nhi..
Shrisha - Kyaa nhi..
Mallika - I mean ki mai unko bataungi
Shrisha - Yeh hui naa meri Mallika wali baat..
Mallika - Thank you!!
Shrisha - Welcome 🤗
(Call end)
.
.
.
.
.
(Next parts will interesting)
Radhe Radhe ✨
Please do vote and comment 🙏







𝑨𝒍𝒘𝒂𝒚𝒔 𝑳𝒐𝒗𝒆 𝑾𝒊𝒏𝒔 💖 (Editing)Where stories live. Discover now