Final hearing

342 21 2
                                    

Rhea- tumne ye sab kaise kiya.

Akshu- tumhe kya laga achaanak se humne tumhe prank kiya itna saara jabki baki time hum chup the bhoot aaya tha kya humpe. Hum sab jaante the ki tum short tempered ho tabhi toh gusse main mujhe sab bata diya ki paper's forged h but us time i didn't record par abhi jab you were proudly apne karnamo ka bakhaan kar rahi thi tab ye sab live telecast ho raha tha on t.v.

Rhea- toh tumne vo pranks sab jaan bhuj kar kiya

Akshu- so that tum bhadko aur gusse main yaha aao aur apne gunah khud kabool karo are i am disappointed cause abhi bohot saare pranks bache the par tum bohot jaldi instigate ho gayi yarr. Kash aur thoda time leti toh hum aur tumhare mazee lete anyways jo ho gaya so hogaya.

Ab toh tumhara khel khatam. Vaise planning plotting sab achi thi tumhari par afsoos tumhara panga humse pada tha.

Rhea- Main tumhe zinda nahi chodungi.

Akshu- tum kyu ye bhul rahi ho rhea ki abhi bhi is room main cameras lage hue h. Tumpar ek aur charge lag jayega attempt to murder vaise tumhe kya farak padega tum toh already andar jaane wali ho. Hoh bhi lamba. Pata h is waqt mujhe na CID ke ACP Pradyuman ki ek line yaad aa rahi h "ab toh tumhe phassi hi hogi"

Saying this akshu starts to laugh.

Rhea- tum

Akshu- what i was toh just saying the truth. Kuch galat kaha kya.

Saying this akshu left from there and rhea was going to destroy the things in the office but before she can move she felt something cold in her hand. She looked at her hand to see handcuffs and police standing there.

Akshu- aapko laga main aapko chod kar chali gayi are main toh inhe bulane gayi thi. Sab taiyari karke rakhi thi maine. Kya dialogue tha aapka haa i came prepared.

The police left with rhea and akshu aaru and krishna waving her bye. The three of them hugged each other after she left.

Akshu- finally she left we proved our papa's innocence. We did it.

The three of them jumped saying we did it. And start to laugh.

Aarohi- Akshu ye toh ho gaya ab kya karna hai.

Akshu- Aaru abbus ghar chalte h sab ko ye khush khabri sunane sab ne is incident ke baad toh news dekhna chod diya h ab Finally sab dekhenge voh bhi itni achi khabar.

Saying this they went to Goenka's and ask Birla's also to come there. When they reached Goenka's they see everyone sitting gloomy in the living room.

Akshu- bade papa.

Manish shot his head up to witness his three princess smiling happily. Akshu aaru and krishna run and hug Manish with joy.

Manish- kya hua tum log itne khush kyu ho kya koi saboot mil gaya h kya rhea ke khilaf. Kuch aisa mila h kya jis se mere kartik ke upar lage ilzaam hat jaye. Bolo na bachoo kya hua h.

Aarohi- Bade papa aisi khabar h ke aap sab khushi ke maare dance karne lagoge.

Manish- beta toh batao na.

Krishna- Abhi nahi ek baar sab ko aa jane do.

Manish- thik hain.

Akshu- Bade papa tab tak hum kachoriya bana ke late h aur kuch mitha bhi.

Akshu and krishna went in the kitchen for cooking and aaru went to call naitik and other members from there rooms.

Naitik- Aaru beta bata toh kya baat h bus kab se bol rahi h niche chalo batati hu bata na.

Abhira Where stories live. Discover now