Part 43

514 38 7
                                    

Next day, with the sun light falling directly on Ram's face, he stirred in his sleep, he stretched his hand and wanted to get the similar touch on his other side but didn't find that, and when he didn't get that he opened his eyes and saw Priya was not on the bed. He smiled and got up from the bed and looked at his watch which was showing it was already quarter to eight. He get up from the bed but while getting up he noticed some red marks on the pillows, he came closer and looked into it and understood it was sindoor. Ram smiled in his heart. He came to the bathroom and in the mirror he saw sindoor marks all over his kurta. His lips automatically curved into smile, and he freshnd up thinking his and Priya's last night. In the mean time Priya came back to her room from downstairs. She came in and at the same time Ram also came out from washroom, both see each other.

Priya smiled and greeted, good morning Mr. Kapoor.

Ram - good morning, waise subah subah kyun uth gayi tum?

Priya - aap shayad bhool gaye hain ki kal raat ko iss ghar me ek shaadi huyi hain aur shaadi ke baad bhi kuch rasm hote hain, jo nibhana parta hain

Ram - janta hoon, yaad hain mujhe par unn sabke liye tumhe pareshaan hone ki zaroorat nahi hain, Bansi kaka, Gopal kaka hain na!

Priya - jee nahi, sab mujhe hi karne parenge kyun ki main iss ghar ki badi bahu hoon, mera bhi kuch farz hain, zimmedariyan hain

Ram coming close to her, aur mere liye bhi toh aapka farz hain, zimmedari hain, after all main aapki patidev hoon saying this he nuzzled her neck.

Priya - chhodiye mujhe Mr. Kapoor, abhi bohot kaam hain

Ram - achha, kal raat ko toh chhodne nahi de rahi thi, aur ab...

Priya shyed and said, kal raat kuch aur baat thi

Ram - sach me Priya, kal raat ki baat kuch aur hi thi, hearing this Priya looked at him and Ram continued by showing his kurta, said, kal raat bohot alag tha. Ab Priya ko bohot sharam aa rahi thi, and she said,

Priya - aap plz, koi dusra kurta pehen lijiye, main nikal deti hoon, isse chhor dijiye, main saaf kar deti hoon.

Ram - relax Priya, itni badi baat bhi nahi hain

Priya - aap plz fresh ho jaiyye, sab aate hi honge

Ram kissed on her forehead and said, yes ma'am.

After half an hour later all gathered in the hall. Everyone came from Lalaji di kothi and gathered here for breakfast. Saumya ka aaj pehli rasoi hain so everyone is excited, haala ki Saumya kai baar khana bana chuki hain par phir bhi Saumya Kapoor ke hisaab se aaj pehli baar hain. Priya was in the kitchen when Saumya came in. Priya smiled at her and also wished her. At that time no one was in kitchen and Priya can see some red marks on her shoulder, she smiled and asked her

Priya - mere dewaar ne zyada pareshan toh nahi kiya na?

Saumya blushed, couldn't say anything and kept looking down

Priya came to her and lift her chin up and said, main bohot khush hoon tum dono ke liye, bas aise hi khush rehena dono. Saumya hugged Priya. After some time both were engrossed in chatting when Krishnaji came in

Krishnaji - arrreee tum dono kya kar rahe ho, aur Priya, tum mujhe bula leti, main tumhe madad kar deti

Priya - nahi ma, bas ho gaya hain

Krishnaji - Priya, aaj Saumya ko kuch meetha banana hain breakfast me

Priya - haan maa, bas arrangements ho hi gaya hain

Krishnaji - achha beeji keh rahi thi ki aaj ki subah ka pooja Rishabh aur Saumya karenge, to tum zara dekh lo beta.

Priya - jee ma, main dekhti hoon

Second Chance ( Thread 2 ) Where stories live. Discover now