Chapter 10 (Part-1): Bondita In Grave Danger

3.3K 146 10
                                    

Anirudh and Bodita came home but both had frowned faces.

"Bahu, Anirudh sunvahi kesi thi? Sabhkuch thik hua na vahapar? Aur... tumdono mai se...." - Trilochan Kaka

"Kaka Sasur Ji, Ashirvad dijiye mujhe." - Bondita

"Haa bahu, mera ashirvad toh hamisha hi tumhare.." - Trilochan Kaka

Kaka stopped uttering as soon as he saw Anirudh's moan as well as frowned face.

"Mai aaj jit gayi Kaka Sasur Ji! Aaj maine sabhko bata diya ki abhi stri kamzor nahi hai. Voh bhi abhi apne hak ke liye ladh sakti hai!" - said Bondita proudly

Trilochan Kaka went towards Anirudh.

"Tum thik toh hona Anirudh?" - Kaka

"Pata nahi Kaka, aaj apne aapko bohot hara hua mehsus kar raha hu agar kisiko ko apni jeet manani hai, manane dijiye usse. Please! Mai study mai hu koi mujhe aakar disturb na kare." - said Anirudh in his mild, deep, sorrowful voice.

Trilochan Kaka went towards Bondita.

"Bahu kya hua hai Anirudh ko?" - Kaka

"Kaka Sasur Ji unhe lagta hai ki unke alava koi sahi ho hi nahi sakta. Mujhe laga ki case khatam honeke badh ham dono ke beech koi bhi takrar nahi rahegi. Mujhe kya malum tha ki Pati babu ko apni har manna kabhi manjoor nahi hoga. Aap dariye mat Kaka Sasur Ji, chote nahi hai Pati babu kuch dino badh samajh jayenge." - saying this Bondita left

"Durga maa.. kya hogaya hai indono ko mere Ram-Sita jesi jodi mujhe bikharti hui dikh rahi hai. Trilochan Roy Chaudhary naam hai hamara, zamindar hai ham itna jaldi har nahi man sakte koi na koi rasta nikalna hi padega!" - said Trilochan Kaka

It had been two days already. Both Anirudh and Bondita had did their level best to avoid eachother as complete strangers.
It was a bright morning at Roy Chaudhary Mansion. Anirudh was engrossed in his book while sipping his coffee while Binoy uncle was busy reading his newspaper and having his tea. Trilochan Kaka sitting at a distance had his eyes stuck on Anirudh. All his mind contained was how to reconcile the barrister couple. Again when Kaka was in his deep thoughts, Batuk interfered.

"Kya soch rahe ho Kaka?" - Batuk

Batuk's words again freaked Kaka out.

"Batuk, tumhe kya lagta hai hamare kanpur mai hadtal hai kya jo tum itne nazdeek aakar bolte ho!" - uttered angry Kaka

"Sachi hai kya Kaka?" - replied Batuk teasing Kaka

"Tum...!! Tumko mai badhmai dekh lunga pehle mere kanpur ka choro aur tumhare dimagpur ka socho ki kese abhi Anirudh aur tumhari Bondita Bodi ko milvaya jaye.." - Kaka

"Ye dimagpur koi jagah ka naam hai kya Kaka Sasur Ji?" - uttered curious Swabhagyawati who came to give Kaka his spice filled tea.

"Tumhare pas agar dimagpur hota toh tum hamse ye prashn karti Swabhagyawati?" - said Kaka furiously

"Kaka, ki baat par gaur na kare unki umar hochuki hai. Dekhe char pach bal bhi safed hogaye hai!" - replied Batuk to Swabhagyawati

Batuk's words made Kaka frown while Batuk again retreated with his innocent mouse look.

"Abhi ye socho ki in dono ke bich sulhua kese karvai jaye.." - Trilochan Kaka

Bondita entered the hall while Anirudh shifted his gaze to other side which Bondita noticed. Bondita went towards Trilochan Kaka.

"Kaka Sasur Ji, mai aaj Devipur ja rahi hu, maa se milna hai aur Pati babu ne jo aam ke bagh ki zimedari di thi unko uske kuch legal kagzat ka muvayna karna hai. Mai jakar sham pach baje tak aajaungi." - Bondita

"Thik hai bahu tum jao.. par haa eek bar Anirudh ko bhi batakar jana shayad usne suna nahi kuch" - Trilochan Kaka

Although they were in the same hall and Kaka - Bondita's converstation was too clear to be heard by all still Kaka asked Bondita to inform Anirudh about her outing just in case that the couple would atleast talk. Bondita went towards Anirudh while Binoy uncle just acted as if he was less interested in the senseless ruckus created in the house.

"Sabh sunliya maine Kaka. Jisko jaha jana hai jane dijiye. Log abhi kafi bade hogaye hai tark pe tark karke dusron ko nicha dikhane lage hai. Yese logonko kisiko batakar Jane ki zarurat hai kya!" - Anirudh

"Kaka Sasur Ji keh dijiye Pati babu se tark karna unhone hi mujhe sikhaya hai aur ye duaron ko nicha dikhaneki baat kahase aayi bichmai?" - Bondita

"Kaka, mujhe kisise bhi baat nahi karni. Mai study mai ja raha hu." - Anirudh

"Mujhe bhi koi shauk nahi kisise baat karneka Kaka Sasur Ji. Mai bhi nikal rahi hu Devipur ke liye." - Bondita

Bondita left for her village mean while the trio: Kaka, Batuk and Swabhagyawati were still there pecking their brains to find a way to reconcile the barrister couple.

"Kaka kyu na ham kuch der badh dada ko bole ki Bondita didi ke gharse phone aaya tha aur unki maa bol rahi thi ki Bondita didi kafi derse ghar nahi lauti?" - Swabhagyawati

"Wah! Bodhi kya idea diya hai! Kaka aapko yaad hai jabh Bodi ghar chorkar gayi thi Anirudh Dada unka picha karte Kolkata pohochgaye the.." - Batuk

"Tumne sahi kaha Batuk! Bhale hi ye dono abhi eek dusrese ruthe hue hai par Anirudh ko agar pata chalega ki Bondita ko kuch hua hai toh voh bhagte chala jayega! Swabhagyawati, tumhare pas sachmai dimagpur hai!" - Trilochan Kaka said smiling

Trilochan Kaka and Batuk left to execute their plan meanwhile Swabhagyawati was still busy thinking what and where is dimagpur

Anidita: Responsibility Or Love?Where stories live. Discover now