Chapter 19

1.3K 88 2
                                    

325-342
The two Constables were around Mom and Shebnaaz.. Paras wasn't allowed to speak..

"Paras tujhe bolne ki ijazat nai hai.. Chup chaap sun aur nikalna hai fir.." Roared Aarav.. Sidharth was tempting to come out but wanted his sherni to fight..

"Paras, Mai ghar ke andar aayi thi to maine dekha tha ke kaise tum sab sath rehte the.. Shehnaaz ke baare me tab bhi tumne galat bola.. Maine wo time kuch nai kaha.. Lekin is baar tumne meri Bahu se zyada Meri Beti pe ungli uthane ki koshish kiya aur fir mere bete ki zindagi ke sath khelne ki koshish kiye.. Ek Baat yaad rakhna.. Wo Sidharth Shukla hai.. Usko todna itna asaan nai hai.. Jab tak mai aur Shehnaaz uske sath hai uska koi baal bhi baaka nai kar sakta.. Tum bhi apni Maa ke iklaute bete ho.. Zara socho

agar tumhare upar koi aisa drug ka Vaar karta to tum seh paate? Wo To Sidharth Tha wo nikal aaya.. Sidharth aur Shehnaaz se hazaro meel door rehna.. Mere bacho ke aas pass bhi mat aana.. Wo dono tumko kabhi pareshan nai karenge. Unke pass time hi nai hai itna.. Apni jail wali life me seekh lena thoda insaniyat.. Acha hoga aane wali zindagi ke liye." Said Mom in one go..

Paras was making bad faces and Shehnaaz couldn't control herself..

She came forward and slapped Paras left and right.. As Sidharth saw that she wasn't stopping he came out of the car and pulled her away.." Bas bas Baby shant ho ja.. Bas hua..." He dragged her to the car and Mom followed too.. Sidharth turned around and glared at Paras and left..

He wrapped his arms around her and held her close to his heart..

"Shehnaaz bas baby.. Itna nai bhadakte.. Bas kar meri Jaan.."

"Maine socha tha tera khoon Sidharth ke andar gaya hai to wo shant ho jaega.. Lekin yaha to ulta hi ho gaya.. Khoon tu di hai lekin Sidharth ke asar tere andar aa rahe hai.." said Mom..

Sidharth got confused as he heard the blood thing...

"Ek second.. Ye Khoon ka kya baat hai?"

Asked Sidharth..

Shehnaaz looked at Mom as she started to speak..

"Wo tujhe khoon ki zarurat thi to maine diya tujhe.. Tu aankhein nai khol raha tha.. Dedi maine.." told Shehnaaz..

"Kitna di?" asked Sidharth..

"Zyada nai di Sidharth.. Tu relax kar.."

"Shehnaaz sawal ka jawab do.."

"Sidharth beta araam se.." said Mom..

"Maa mai araam se hi hu.. Maine bas ek sawal pucha.."

Shehnaaz finally decided to answer.

"2 bottle"

"Yar pehle batana nai hota? Tu khai hai barabar?"

"Ha Sidharth.. Maa ko pata hai.. Unhone diye barabar khana.. Tu kyu itna pareshan ho raha hai.. Chill kar na Bebu.."

She said as she held his hands in hers and kissed it..

Mom was quietly observing these love birds who were being extra caring and in love with each other.. How in the beginning Sidharth was calming Shehnaaz and later how Shehnaaz was controlling Sidharth..

Aadith had already started driving and they were on the way home..

Once home they all went up and Mom went to her room to rest..

Sidharth called the maid and asked her to make a glass of dry fruit milk 🥛 for Shehnaaz and a bowl of fruits for Sidharth..

"Chal kamre me.." He ordered and she didn't deny..

ENTANGLEDWhere stories live. Discover now