Chapter-72

968 148 20
                                    

Hello readers!!!!❤❤❤❤
PS: Above picture shows their love gaze.

******

Next morning, Sameer got up very early. Dressed in his school uniform, he was grinning widely.

He came down from his room... Nanu who just has returned from temple got surprised.
"Arre Sameer, itni jaldi tayar kyu hogya? Abhi toh kaafi samay hai."

Just then, Vishakha came out from the kitchen. She widened her eyes, and said,
"Sameer-"

Rolling his eyes, Sameer said, "Mummy ab aap bhi mat puchna ki aaj mujhe kya hua hai?"

Nanu and Vishakha chuckled.
She then said, "Puchna toh padega? Arre abhi toh Rahul aur Deepika uthe hi hai... waise toh hamesha unke jaane ke baad hi school jaata hai. Aur aaj... kuch toh baat hai?"

"Kuch nahi hai... woh cricket practice. School mein cricket practice ke liye sab boys jaldi aa rahe hai."
Sameer said.

Furrowing her eyebrows, Vishakha asked, "Cricket practice? School?"

"Sameer, tumne kab school team mein hissa liya. Bataya bhi nahi?"
Nanu asked

Sameer smiled nervously,"Mummy, abhi kuch final jaisa nahi hai...bss bulaya hai... jo interested hai."

"Accha... abhi ruk kuch kha kar jaana."

"Mummy, mujhe -"
Befor he could argue, Vishakha goes back to the kitchen.

Nanu looked at Sameer... with a smirk.
Sameer felt nervous and asked,
"Kya hua, Nanu? Aap aise kyu dekh rahe ho?"

"Dekh raha hu... mera hero bohat badal gaya hai."

Sameer gulped nervously and said,"Badal gaya hu? Nahi toh."

Nanu got up from the sofa and said, "Beta ji, yeh baal dhoop mein safed nahi hue hai. Tum chahe jo bhi kaho... kuch toh hai... Koi wajah toh hai... jo mera hero... Badal raha hai."

Softly patting Sameer's cheek, Nanu chuckled and said,
"Aur sach kahe toh hume yeh badlav kaafi pasand aa raha hai."

Nanu left from there with a knowing smile on his face. Just then, Vishakha came there with a glass of milk.
"Sameer, yeh le. Jaldi se pee le."

Sameer look at the wall clock and said,
"Mummy late ho jaayega."

"Chup kar... 5 minute lagenge. Jaldi si pee le. Khali pet jaayega toh cricket kya... Cricket ka bat bhi nahi pakad paayega."
Vishakha said.

He chuckled and drank the whole glass. Suddenly Ramdhari came there with a tiffin in his hand.

"Lijiye...Vishakha mausi. Humne jaldi se 2 seb kat diye."

"Mummy, kya zarurat thi? Aapko pata hai...main canteen mein khana kha leta hu."
Sameer whined.

"Haa, par subha-subha itni mehnat ke baad... Bhook lag gayi toh. Aur canteen toh lunch mein khulegi na."
Vishakha said and handed him the lunch.

Sameer smiled and goes from there.

*******

Naina hurriedly does all the household chores.

"Nashta ready hai... Chai ban gayi hai. Ghar ki saaf-safai bhi hogayi hai."

She went inside in her room, and wore her school uniform. She looked at herself in the mirror.
"Bss, ab ek sabse mushkil kam karna baaki hai... Taiji ko batana hai."

Taking a deep breath, Naina came out from her room. Tai ji,who just took her bath, got surprised to see Naina ready in her school uniform.

"O bai, aaj itni jaldi kyu tayar hogayi? Abhi toh school mein time hai... kahin kam se bachne ke liye toh nahi bhaag rahi."

Karle Tu Bhi MohabbatHikayelerin yaşadığı yer. Şimdi keşfedin