CHAPTER - 61

636 114 20
                                    

Ayesha's mother takes her to her room and puts her to bed with medicine, and Ayesha takes rest.

Mammy - Baby aap thodi der aur aaram kar lo...mai bahar hu...okk...

Ayesha - Ok mammy....

Mammy - (:

Ayesha's mother leaves the room.
Ayesha stays quiet in the room and after a while she falls asleep.

In the evening Ayesha wakes up and sits on the bed to wake up lazily.
She was feeling better now than before.
Ayesha was sitting on the bed, just when Virat's Aai entered the room.

Knock ----

Aai - Andar aau !?

Ayesha - Areh aunty aap !!
Aaiye na...aapka hi to ghar hai , aise kiu puch rhi hai....aaiye...

Aai ( in mind ) - Aai se Aunty.....

( To Ayesha ) - Yeh ghar sirf mera nhi...
Tumhara bhi hai....

Ayesha - Mera kaise ?

Aai - Kiuki........tum bhi to meri beti jaisi ho...isiliye yeh ghar tumhara bhi

Ayesha - Achha...(:

Aai - Mai tumhare liye garma garam soup laayi hu...fata fat pee lo...

Ayesha - Shukriya Aunty....

Aai - Most welcome meri bachhi....

( In mind ) - Lag to aisa raha hai jaise ki yeh koi aur nhi...balki meri Sai hai
.
.
Kaash tum hi meri Sai hoti.....

Ayesha ( in mind ) - Yaha ke log kitne achhe hai.....
Yeh log aise bartav kar rhe hai jaise inke sath mera barso ka koi rishta ho

Aai gives soup to Ayesha and she drinks that soup, and she likes it very much.

Ayesha - Achha aunty....mujhe aapse kuch kahna tha...

Aai - Haa bolo na
Kya baat hai !?

Ayesha - Wo....aap mujhe yeh ghar ghuma dengi ?
Jab bhi aap free Ho...
Actually aapka Ghar bohot khubsurat hai.....

Aai - Haa haa zarur ghuma dungi bada.....

Ayesha - (:

After drinking the soup, Ayesha gets out of bed and holding Aai's hand she goes to the hall, and meets everyone.

Mohit - Ayesha !!
Ab aap kaisi feel kar rhi ho ?

Ayesha - Bohot achha feel kar rhi hu mai Dada

Mohit - Dada !!

Ayesha - Haa....
Aap mujhse bade hai na...
Or mere dada jaise hai to isiliye Dada bola...
Agar aapko koi problem ho to Dada nhi bulaungi

Mohit - Are nhi nhi...
Mujhe koi problem nhi hai Ayesha....
Aap mujhe dada hi bulao....

Mohit suddenly remembered his Sai Vahini because she also called him 'Dada'.

Mohit ( in mind ) - Kitne saalo baad...
Kisine mujhe is tarah se dada bulaya
Ayesha ke is pukar me bilkul wesa hi pyaar hai jaisa pyaar Sai vahini ke pukar me hoti thi.....

Mammy - Baby ab aapka sar dard nhi ho raha na !?

Ayesha - Nhi mammy , ab mai bilkul thik hu...

Mammy - Okk...

Aai - Achhi suno suno...
Ayesha mujhse bol rhi thi ki use apna yeh ghar bohot pasand aaya hai to use ghar ko ghoomke dekhna hai
To koi Ayesha ko yeh ghar zara ghuma do....

Everyone - Ha ha zarur !!!

Ayesha was standing there, just then she saw the picture of Sai hanging in the hall.

𝐑𝐄𝐁𝐈𝐑𝐓𝐇حيث تعيش القصص. اكتشف الآن