CHAPTER - 63

586 117 44
                                    

After several days like this, Ayesha became one of the family.Everyone loves Ayesha and her family, And Ayesha also fell in love with them.
Now she can't live without them.

Ayesha would occasionally start behaving like Sai, and this would shocked everyone.
Her parents began to worry about her, because they thought Ayesha had never been there before.

One evening Ayesha was sitting at home getting bored.Just then Mohit enters Ayesha's room.

Knock ----

Mohit - Ayesha !!

Ayesha - Dada aap..aaiye...

Mohit - Tum bore ho rhi ho kya !?
Aise bohot der se yehi baithi ho...

Ayesha - Haa dada...bohot zada bore ho rhi hu...
Dusre din Virat ji se thodi bohot baat bhi kar leti hu par aaj to wo ghar pe bhi nhi hai....
Wo kabtak lautenge ??

Mohit - Aaj shayad thodi der ho jaygi
Kuch zaruri kaam hai na isiliye...

Ayesha - Achha....
Lekin tabtak kya karu !?

Mohit - Mere paas ek idea hai...

Ayesha - Kaisa idea !?

Mohit - Wo....ghar se thodi dur me har saal ek mela baithta hai...tum chalogi !?
Bohot bada mela hai...bohot maza aayga waha !!

Ayesha - Haaa haa zarur chalungi !!
Aap leke jayenge !?

Mohit - Haa agar tum kaho to...

Ayesha - Phir chaliye abhi chalte hai

Mohit - Okk phir ready ho jao Va.....bahna......(:

Ayesha - Haa dada...(:

Ayesha happily gets ready to go to the fair, as she has never been able to go to any fair for free for her profession.
But today she was getting that opportunity.
She came to Nagpur as if she could roam free like a little bird, she could not go to her house.

Today they were going to the fair that Sairat once went to.Hope you remember.

Ayesha ( in mind ) - Virat ji sath hote to aur bhi achha lagta...par...koi baat nhi....

Ayesha gets ready and leaves the room and she and Mohit leave the house informing everyone in the house and Mohit goes straight to the fair by car.

In car ----

Mohit - Wese S...Ayesha...
Tum kabhi bhi Nagpur nhi aayi kya !?

Ayesha - Nhi dada...

Mohit - Thik se yaad karke dekho....
Tum sach much me kabhi bhi nhi aayi ?

Ayesha- Kabhi nhi aayi....

Mohit - Par mujhe to lagta hai tum aayi ho...

Ayesha - Kaise !?

Mohit - Tumhare pahele janam me !!

Ayesha - Kya !!!!

Mohit - Haaa....

Ayesha - Pahela janam matlab !?

Mohit - Pahela janam matlab pichla janam...jab tum thi ek Rani....jo sabke dil-o pe raaj karti thi...

Ayesha - Or tab aap kaha the ?

Mohit - Mai tha shayad...yahi kahi....Rani ke pyaare Raja ka koi apna

Ayesha - Or yeh Raja kon hai !?

Mohit - Hai koi....bohot khaas.....
Rani ko jald hi yaad aajayga....

Ayesha - Achhi kahani banate ho aap Mohit dada....

Mohit - Haaa par....Ab kya kare...
Ek wakt ka bohot achha writer or actor tha mai...lekin ab...na to mujhe likhne ka koi mauka milta hai or acting to chod hi diya....

𝐑𝐄𝐁𝐈𝐑𝐓𝐇Where stories live. Discover now