Chapter - VIII [Kuch To Bata Zindagi]

1.1K 104 68
                                    

[If you are a new reader

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

[If you are a new reader. Please read the previous chapters to get context of the story]

"Mai Abhi bana kar lati hoo....."

She turned around to go and started walking, Anuj quickly moved and stood in front of her with his arms folded.

She asked - "kya hua aapko??"

Anuj -

"Maine poocha Chai Chalegi...tumhe chalke jaane nai kaha tha. Mai chai banaunga."

She was looking at him dumbfounded. She remembered -

~~ Flashback ~~

After doing all the household chores. She came and sat on the bed in her room. When Vanraj came in shouting :

"Mera yaha subah se Sar dard kar raha hai aur tum yaha baithi ho. Pati ki koi chinta nai hai na tumhe."

She was scared looking at his annoyed face :

"Maine Jhilmil ko kaha tha aapke liye chai banane ko aur waha Balm bhi rakh diya hai."

He was in no mood to listen :

"Tum meri Biwi ho ya Jhilmil. Mujhe tumhare haath ki chai peeni hai abhi ke abhi. Jaldi karo"

~~ Flashback  ~~

Anuj :

"Kaha kho gyi mohtarma aap....."

She came back from her reverie.

Anuj said :

"Agar Moti Baa ko pata chala ki maine aadhi raat ko unki pyaari bahu se chai banwayi hai to mera peet peet kar bharta bana dengi. Tum yaha bench par baitho. Mai abhi bana kar lata hoo."

Anu was shocked, surprised and hesitant at the same time :

"Arey aap pehli baar humare ghar aaye hai.....mehmaan hai hamare. Mai aapse kaise kaam karwa sakti hoo."

He murmered to himself :

"Mai to gharwala banna chahta tha..... mehmaan ban ke reh gya...kya kismat hai..."

She was confused :

"Kuch kaha aapne??"

Anuj :

"Arey nai kuch nai... doctor ne tumhe aaram karne ko kaha hai naa. Tum yahi baitho, Mai abhi aaya okayyy."

Before she could say anything further. He quickly went down in the kitchen to make tea. While she sat on the bench, she saw a red diary lying there. She opened it. Sweet frangrance of roses coming out of the pages filled her heart.

Page - 1 [23.07.1995]

"dekha jo use pehli baar...
Pariyon ke hone pe aitbaar aaya
Sheehe se Ek jhalak mili
Tab jaakar
dil ko karaar aaya...."

MaAn - Tale Of 2005Where stories live. Discover now