Part 52 ✔️

824 37 11
                                    

Hello lovely people..!!

Here is the update..!!

.

.

.

In the conference room, Rajmata, Brij-Giri talk to an old man and a young man. Just then, youngsters enter.

Rajmata: Chaliye Maharaj, bache bhi a gaye hai. Meeting start karte hai. (Youngsters except Manveer greet Rajveer.)

Maharaj Shekhar Singh: (to Manyata, smilingly) Manyata beta humne aapke baare mein aap ke Dadi Sa se bahut suna hai. Aaj aap se mulakaat bhi ho gayi hai. (Shekhar doesn't know about Rajveer's evilness while Rajveer stares at Manyata. She smiles at Shekhar and sits close to Uday as Rajveer is making her uncomfortable. In meeting, Manveer sit close and Rajveer doesn't like it.)

Rajveer: Princess

Ops! Esta imagem não segue nossas diretrizes de conteúdo. Para continuar a publicação, tente removê-la ou carregar outra.

Rajveer: Princess.. Aap humare saath coffee pe chaloge. Waise bhi elders ko wakt lagega. Dad toh sab se 2 saal baad mil rahe hai na. (Uday fumes in jealousy while Unjay and Jay are shocked.)

Manyata: (holds Uday's hand) Why don't you join us Rajveer. Waise bhi hum sab abhi coffee pe jaane hi wale hai, right Unnati. (Others smirk.)

Unnati: Yaa Bhabhi Sa is right Rajveer. Aap hume join kar sakthe hai. (Rajveer's face falls as ManVeer hold hands. Seating order: Jay, Manyata, Uday, Unnati, Vj and Rajveer. Rajveer sit opposite to Manveer. They chat for a while. Jay and Vj as usual bicker on random topics. ManVeer steal glances. Unnati and Rajveer talk randomly.)

Rajveer: Waise princess humne kuch din pehle aap ke baare mein ek article mein pada hai ki aap ek interior designer hai. Kya ab bhi aap Interior Designing kar rahi hai? (All stop talking.)

Manyata: Nahi actually ab humare paas itna wakt nahi hai toh.. Waise 9 mahine ka gap aa gaya hai. (Udnati observe her sad face.)

Rajveer: Hum Mumbai mein ek naye restaurant khol ne wale hai. So hum chahte hai ki aap wo restaurant ki interiors kare. You know aap apne favourite kaam kar sakthi hai aur humara kaam bhi ho jayega (Uday give a look) I mean humara restaurant ka interiors ho jayega.

Unay: Yaa Bhabhi Sa/Jiji.. bahut achchi idea hai. Aap ko phir se aisa mauka nahi milega aur apne talent ko expose karne ka achchi platform hai. (Udjay look on. Manyata think.)

Manyata: So sweet of you, Rajveer. Lekin hum itne experienced nahi hai aur hum 1 saal se yeh kaam nahi kar rahe hai.

Vj: Manyata bhai I guess aap ko yeh opportunity use karna chahiye. Humne aapke designs dekha hai na itne khoobsurat hai. Think again.

Manyata: Lekin humne aaj tak sirf residential buildings, office cabins aur gardens ko hi design kiya hai. Hum restaurants aur hotel designs mein zyada kuch nahi jaante hai. (Unay try to convince her, looking at Uday.) Theek hai hum soch ke aap ko batayenge. (Rajveer smiles evilly looking at Uday while Uday looks on.) 

Later in night, Manyata sorts her clothes in closet while Uday lost in thoughts.

Uday: (thinks) Oh god yeh Rajveer mere dimaag se ja kyun nahi raha. Humare princess ko princess bulane ki himmat kaise ki us ne.. Whatever.. Uske chehre mein humne itna evilness dekha hai. Kuch bhi ho Us insaan ko humare princess se door rakhna hoga. Hum Manyata per koi aanch nahi aane denge. (Soon, Manyata changes into night wear and laughs looking at him.) Kyun has rahi ho?

Manyata: Tum ne apna shakal dekha hai aise kya soch rahe ho? Oh god you look so cute. Haha.. (He smirks, pulls her close. She instantly stops laughing and look at him nervously.)

Uday: (huskily) Waise princess I'm handsome and sexy

Ops! Esta imagem não segue nossas diretrizes de conteúdo. Para continuar a publicação, tente removê-la ou carregar outra.

Uday: (huskily) Waise princess I'm handsome and sexy. Tum galat words use kar rahi ho. (he circles his hands on her waist. She instantly looks down.) Waise kya kaha tha aap ne hum faces bana rahe hai.. (his breath falls on her face. he leans on to claim her lips just then, she pushes him and runs into washroom being shy. He smirks) Hum apna koi bhi kaam adhoora nahi chodte, princess. Aaj nahi toh kal hum apna kiss lekar hi rahenge. (She comes after a while, still blushing. She doesn't look at him but sleeps. He kisses on her forehead and gets to deep slumber.) 

(Next day, at breakfast, Mannati are discussing over lehengas.)

Unnati: Dada humne suna hai ki aap ne ek mahine pehle ek nayi Restro bar kharid liya hai. Kya hum wahan pe aaj shaam ja sakthe hai? (Uday nods. Giri leaves as he has an important meeting.)

Manyata: I have an idea why don't we invite Jagat to help him patch up with Jay? (Udnati nod. In evening, Manyata wears a sheath dress, Unnati wears a body con dress while Jay wears a mini dress. Girls looking rocking. Boys wear t shirts and denims.) Jay, Unnati Aise dresses bahut ajeeb lagenge hum per.

Unay: (Un) Bhabhi Sa aap bahut pyari lag rahi hai, Dada ki nazar hategi bhi nahi. (Ja) Jiji I doubt whether Uday aap ko humare saath rehne dega ya nahi. Aap itna hot lag rahi ho. (They go in 2 cars where Manveer are in one car. Others in another one.)

Uday: (whispers so that driver doesn't hear) Aaj hume maarne ka plan bana rahi ho, princess. Waise humare kiss kab dene wali ho? (She turns pink) Haaye aise sharmane se kisses bad bhi sakthe hai. (She turns her face away to control the blush. Soon, they reach the pub. They go to VIP Section where they meet Jagat.)

Jagat: Hey guys!! (They talk for some time. Manyata gestures him to take Jay.) Hey Jaynandini!! Kya aap humare saath dance karenge.. (Jay looks at Manjay where they both nod. Soon, ManVeer and UnJay go to dance floor. Manveer get lost in each other and dance cosily. Uday takes her to a private room which is beautifully decorated with roses.)

.

.

.

Rajveer is such a evil. Koi nahi humare Yuvraj Sa aap ko achche sabak sikhayenge..!! I tell you (*In Vj's style..!!*)

Manveer are being romantic...!!! (*Love is in the air!!*)

What do you think Jay and Jagat (JaAt) patch up and reconcile..?? Please do tell me in the COMMENTS!!

Stay Home, Stay Safe..!! 

Please do VOTE and COMMENT, if you're liking the updates..!!

ManVeer FF - After Marriage ✔️Onde histórias criam vida. Descubra agora