The beginning of Anidita

1.6K 87 8
                                    

The next day which is Sunday-

In RC Mansion-

Everyone is at home and relaxed as today is weekoff and eagerly waiting for the letter from Panditji and hoping that the respose will be positive. Everyone gathered for breakfast.

Som and Batuk- Good Morning, Everyone.

Kaka- yeh kya tum dono sanskar bhul gaye ho. Aise pranam karte hai bado ko?

Som and Batuk- Pranam, kaka. and good morning, others and giggled.

Binoy(while adjusting his spectacles)- Good Morning.

Ani- GM but aise bado ko satae nahi hai aur sorry bolo kaka ko.

Som and Batuk- Kaka, maaf kar dijiye.

Kaka(in loud tone)- Thik hai, par aage ki galti par maafi nahi milegi. Are Anirudh ki shaadi ki tayariya jo karni hai.

Binoy (happily)- Are Da sach!!

Kaka- Han, aur nahi toh kya yeh dekho subah hi khat aaya hai hone wale Samdhiji (Pandit ji) ka.Unhone rishte k liye ha kar di hai par ..

Anirudh(In worried tone)- par kya, kaka.

Kaka- are unhone nivedan kiya hai ki jab tak unki dusri beti k liye yogya var nahi mil jata tab tak hum shaadi ki jaldi na kare.

Binoy- Da, Phir kya socha hai aapne?

Kaka- Anirudh, tum kya kahte ho iss bare me.

Anirudh(blushing)- mai kya kahu?? Par thik hai agar unki yahi iccha hai toh hame unki icchao ka samman karna chaiye.

Som and Batuk- tab toh aap favorite jamai banoge Pandit ji k.(and everyone laughed on this)

Kaka- Toh thik hai, hum khat bhijwa denge pandit ji ko iss bare me.

Asap the breakfast is over Anirudh went to temple and started praying- "Hey Dugga ma! Aap jaldi se pandit ji ki dusri beti k liye yogya var milwa dijiye. Please please.... Taki mai apni dream girl se jaldi mil saku". (Ab Anirudh ko kon btaye ki woh apni dream girl ko dusra dulha milne k liye prayer kar raha hai...oops)

And here Dugga ma accepted Ani's req immediately.

At Pandit Ji's Home-

Swastika is extreamly happy and comes to Puja ghar where Bondia and Pandit Ji are almost done the puja.

Swastika(in excitment)- Baba, Bondita jaldi aaiye ek khush khabri hai.

Pandit Ji and Bondita came outside and together- kya khushkhabri hai?

Swastika- 2 mahine baad mera "Medical College and Hospital, Kolkata" me joining hai, mai doctori karungi jaldi hi aur woh mera hi college hai jaha se mai padhi hu toh zyada dikkat bhi nahi hogi kisi chiz me.

Bondita(in excited tone)- bahut badhiya didi, Mubarak ho!! phir mai aur baba aapse milne aayenge Kalkatta.

Pandij Ji (tears of happiness coming from his eyes)- khub bhalo beta. Mujhe bahut garv hai meri bitiya par aaj.

Swastika- Shukriya baba, par ek or baat kahni hai aapse.

Pandij Ji- han kaho na beta.

Swastika(blushing)- Baba woh mera college ka ek dost hai, who bhi Doctor hai, acche ghr se hai aur mujhse prem bhi karta hai toh kya aap mera vivah use karwayenge.

Bondita is surprised.

Pandit Ji- par kya woh tumhe pasand hai?

Swastika(blushing)-Nodded yes.

The Invisible String(Complete)Where stories live. Discover now