Final Verdict

745 47 15
                                    

One week has passed after that call. Today is the Verdict day of Shivam's and Saudamini's case. The opposition Barrister is giving his best to win the case with false implications but Anirudh has made all the necessary preparation with all the proofs and witnesses to once again get good win over evil. The opposition Barrister is done with all the questionnaire with the witnesses and now it is Anirudh's turn.

Anirudh- My lord, I would like to ask some questions to mr. Shivam?

Judge- Mr. Shivam ko katghare me pesh kiya jaye.

(Shivam is standing in witness box now and has taken the oath of Geeta)

Anirudh- May I know? who is Saudamini to you ?

Judge- What nonsense? Mr. Anirudh! we all know that she is his elder brother's wife.

Anirudh- I am sorry. My lord! but I would like to hear once from him.

Judge- Let's see what you want to prove now with this question.

Anirudh- So, Mr. Shivam can you please answer my question?

Shivam- Yes, Judge sahab sahi bol rahe the woh meri bade bhai ki patni hai jo kolkata me rahte hai business k silsile me.

Anirudh- kya aap bata sakte hai ki woh aap sab logo se kab mili aur kin halato me unki shaadi hui thi.

Shivam- Woh woh..... kolkata me hi rahti thi jab mai unse mila tha aur jab unhone bataya ki woh aapki dost hai mera matlab aapke college me padhti thi toh mujhe yeh praposal accha laga toh maine dada ko praposal rakha tha shaadi ka.

Anirudh- yahi kuch 3 mahine pahle na jab Bondita aapke Tulsipur wale school gai thi jaha Batuk padhata hai ya saaf shabdo me kahe toh jo school aapka hai par management koi aur karta hai .

Shivam - han, I mean na aisi koi baat nahi hai.... hame saudamini boudi sahi lagi qki woh padhi likhi bhi hai jisse dada ko mada ho jaati business me.

Anirudh- Safed jhut my lord! agar saudamini k education ki kadar hoti toh tum use apne dada k sath Kolkata me hi rahne dete aur uske sharir par woh ghav na hote.

Shivam- aapko kaise pata un ghavo k bare me jo unki peeth par hai, lagta hai hamse zyada aapko pata hai unke sharir k bare me.

Anirudh- Stop it! just shut your mouth. pahle Bondita ne jo arzi daali thi clean washrooms k liye tumhare school me uske baare me btao, phir mai tumhe tumhare prashno ka uttar bhi de dunga.

Shivam- Woh in progress hai.

Anirudh- Kab se ? Jab se Saudamini ne tum logo ko dhamki di ki woh tumhare voilence k khilaf woh case karegi.

Shivam- Hamne aisa kuch nahi kiya.

Anirudh- Mai puri sacchai batata hu, phir tumhari innn fizool ki baato se court ka valuable time waste nahi hoga.

Shivam- woh toh judge sahab hi bata payenge kitni sacchai aap bol rahe hai?hun

Anirudh- My lord! yeh Shivam hai mere bhai Somnath ka dost, jo hum logo k ghar aata jata rahta tha, mujhe isse koi insecurity nahi thi jab tak Bondita meri wife nahi thi. Par hamari shaadi k baad inki age almost same hone ki vajah se Som, Bondita aur Shivam me kafi gahri dosti thi par jab yeh Bondita k peeche peeche London chala gaya tab mujhe vishwas hone laga ki iske dimag me kuch toh gondogol chal raha hai par sab thik raha.. jab tak Bondita k maa banne ki khabar samne nahi aayi. aur ek din jab Bondita ko emergency me inke school jana pada toh girls washrooms ki condition dekhkar usne req kiya ki, hygenic washrooms kitne zarrori hai school me. aur phir ek week baad bhi jab koi action nahi liya gaya toh humne oficial notice bhi bhijwaya Tulsipur aur aaspas k gaaon me ki clean washrooms mandatory hai sabhi schools me.

The Invisible String(Complete)Where stories live. Discover now