Ringing B'Day with Loved Ones

2.2K 128 20
                                    

Dear readers,
I know all of you have been waiting eagerly for the update, here is the update, haven't proof read it yet, will come back to correct the mistakes later. Please ignore all the grammatical errors etc.

Happy reading !

Rama had no choice, with Shaurya giving her no option she decided to stay with Babli.

Another few days later the stubborn Sabherwal was requested by the Bhalla sisters to convince Rama Bhalla to work with Babli in her event management company. And as expected Rama had given in. That night both Rama and Babli had cooked a lavish meal along with Shahi tukda especially for Shaurya, making Ahir again jealous with all the pampering, attention and appreciation that was being showered upon this stubborn Professor. And then Shaurya like always never let go of the opportunity to tease Ahir. Babli always found it cute when Ahir got jealous of Shaurya, she had been the witness of this jealousy reversal, more than anything else she knew it wasn't jealousy but the zeal between the two men in question to be better husbands to their respective wives. It was finally in the night when Babli thanked Ahir for making all the arrangements to ensure that her mother would get the house upstairs for rent and that's when Ahir eased. Babli pacified him with the analogy that every relationship is different just like every individual is different, him being different or doing things differently make him no less important or valuable than Shaurya. And then reminded him that even in their case, it was Shaurya Sabherwal who had given both of them the adequate push to land here together today and Ahir couldn't disagree.

Babli- Ahir aap naraz hai? Kuch hua hai kya?

Ahir- Nahi main theek hoon. Main naraz nahi hoon, main kyun naraz hoonga.

Babli- Ahir idhar dekhiye meri taraf.

And then Babli had Ahir's full attention.

Babli- Ab bataiye kya hua hai? Aur jhoot nahi. Aur yeh aapki biwi ko nahi aapki dost ko janana hai. Ab boliye.

Ahir- Woh professor kitni asani se sabse apni baat manwa leta hai, matlab mammi ko apne samjhaaya, mein bhi samjhaaya, par unhone kisi ki baat nahi suni, lekin professor ........

Babli just smiled and now Ahir looked irritatingly at his wife, who wasn't understanding what he was saying. Babli continued to smile and then she looped her hand in Ahir's arm and kept her head on top of his arm. She realised her husband has taken the matter to his heart.

Babli- Ahir aap bhi bahut ache hain, na Shaurya ji se kam na unse zyada. Jo aapki jagah hai wo Shaurya Ji ki nahi ho sakti aur na jo unki hai jagah hai wo aapki ho sakti hai. Aapke aur unke care karne aur dikhane ke tarike alag hai, par care to same hai na. Aur phir yeh toh sirf mein janti hoon ki aap mere liye kitne khaas hai, aur aap mere liye kitna kuch karte hain, aapko shayad pata bhi nahi hai ki sirf aapne mere zindagi kitni haseen bana di hai, aapke sath hone se mujhe kitni himmat, tasalli aur sukoon hai yeh batana bahut mushkil hai. Jo Anokhi ka hai wo uske liye best hai, aur jo mere paas hai wo mere liye best hai. Aur Ahir aap toh khud mujhe ache se Shaurya ji ko jante samjhte hain, pehle to aap hi mujhe samajhte the.

Ahir now settled more comfortably and pulled Babli closer in his embrace. His wife knew how to settle his jealousy with that Professor.

Ahir- Haan toh tab mujhe yeh thodi pata tha ki yeh professor mera sadu hoga, par Babli sab theek hai, main bhi theek hoon, tum bekar mein chinta mat karo.

Babli- Aur yeh Shaurya ji ke chidhane ke chakkar mein aap ne apna favourite dum aloo bhi theek se nahi khaya, pata hai mummy ne aapke liye especially banaya tha.

Ahir- Really? Mujhe laga wo ...

Babli- Sirf Shaurya Ji ki pasand ka akele kaise ban sakta tha? Waise aapko ek baat bata doon, maami ke liye aap ki ahmiyat Shaurya Ji se kam nahi hai, balki shayad thodi jyada hi hai, unhone mujhe bahut kharab mahual aur halat mein dekha hai, aur aaj jab wo aap ko dekhti hain, aur jaise aap mujhe rakte hain, aur mere sath kaise izzat se pesh aate hain, wo har waqt mata rani ka shukriya karti hain aap jaise jeevan sathi mujhe dene ke liye. Aapki jagah bahut khaas hai hum dono ke liye.

Rebuilding for their SonWhere stories live. Discover now