Chapter 42

1.8K 65 3
                                    

After the class ends Yudi sits on a bench placed in the main hall of KMA. Alekh comes and sits next to him and says, "Jhanda to gaad diya, qila jeetne ke liye parh kya raha hai?" "Chief main yahan parhai karne aaya hun, so please let me!" "Apun ko to lagta hai ki tujhey Dr. Shalini se shart lagani nahi chahiye thi" says Alekh, laying back, resting his weight on his elbows. "Dude I don't care, main iss test mein subse zyada marks score karke dikhaunga!""Aur fir uske badle kya milega tujhey? Kya kaha hai Dr. Shalini ne? Oh! Kahin ye to nahi kaha, ki Yudi agar tumne ache marks score kiye iss test mein, to main tumhe kiss karungi, jo aaj tak kisi ladki ne tumhe nahi kia" laughs Huda. Getting angry Yudi gets up and pulls him by his collar to beat him. Alekh gets up too, along Yudi, giving an angry look to Huda. "Dekh Huda, tu panga mat le, apun ka dimag agar ghoom gaya na..." "Arey tujhey kyu itni takleef ho rahi hai qaidi, main to Dr. Shalini ki baat kar raha hun, konsa maine Neelu ke barey mein kuch keh dia!" laughs Huda. Hearing this Alekh pulls back Yudi with a jerk and starts beating Huda. Huda tries to fight back, but Alekh doesn't give him a chance to do so.

Captain Rajveer happens to cross the area at that time. Seeing them fighting, he comes to them and tries to untangle their arms. "Cadets stop it! I said, stop it you both!" shouts Captain Rajveer. At last they leave each other. "Ye kya ho raha hai yahan?" "Aap log mature ho" he says looking at Huda, "Soldiers banne wale ho" he says looking at Alekh, "aur fir bhi aap iss tarah se bachon ki tarah ladd rahe ho" he says looking at both of them. "Sirji, issi ko padhi thi ladne ki" says Huda in an angry tone. "Cadet Huda, ye gussa desh ke dushmano ke liye bacha kar rakho, unse ladne mein madadgar sabit hoga. Iss tarah apne hi fellow mates se ladd kar kuch hasil nahi hone wala, siwaye bezati ke. Now back to your rooms, now!" commands Captain Rajveer. Giving a last angry look to each other, they leave for their respective rooms.

****

In Huda's room, Ali applies first aid on Huda's wound."Huda bhai, apko iss tarah se Alekh bhai se ladna nahi chahiye tha".

In Alekh's room,"kyun na ladta apun? Uss shaney ko zarurat kya thi apun se panga lene ki? Apun ne usse kuch kaha tha kya?""Dude tum Huda ko to jaante hi ho, wo bina sochey samhey kuch bhi bol deta hai" says Yudi, applying medicine, using cotton on Alekh's wound around his nose."Tujhey bhi to gussa aya tha, agar apun nahi marta, to tu chor deta kya?"

In Huda's room,"Huda bhai apne gussey par kabu rakhna aana chahiye. Agar aisa humare saath hota, to shayad hum ye maan lete ki kahin na kahin humari galti hai. Akhir apki galti thi to sahi""Oye Usool mujhey pata hai meri galti thi, par maar peet ki kya zarurat thi ussey? Mujhey aazma raha tha kya wo? Mere gussey ko?"

In Alekh's room"wo tumhe azma raha tha dude. Dekh raha tha ki tum kab tak uski baaton ko bardasht kar paoge. Aur haan main bhi nahi chorta, mujhey bhi bohot gussa aa raha tha. Par pata hai kya Alekh, jab maine tum dono ko ladte hue dekha to mera dil tut gaya yaar. Chahey jo bhi ho hum sub ek dusre ke support system hai, agar hum hi aise ladne lagey, to dusro ko humara faida uthane mein zada waqt nahi lagega. Wo humara faida zarur uthayenge. Aur main ye bilkul nahi chahta ki koi bhi, kabhi bhi humari kamzori ka faida uthaye".

In Huda's room,"Abey usool, doston mein ye sub chalta rehta hai. Par ussey iss tarah se maar-peet karne ki kya zarurat thi? Ladd leta par maar-peet! Ussey abhi pata nahi hai ki usne kisse panga lia hai, chorunga nahi main ussey". Getting up in anger, Ali scolds Huda, "kuch nahi karenge aap, samjhey! Arey hum dost hain, dushman nahi ki ek-dusre ke samne goli taan kar khadey ho jaye. Hum apko aisa waisa kuch nahi karne denge. Keh dete hain Huda Bhai, agar apne aisa-waisa kuch bhi kia, to hum apse baat karna band kar denge". "Arey theek hai Usool, tu tension na le!" says Huda smiling and hugs Ali, Ali hugs him back.

Rajveer-Naina - The Mystery Begins!Where stories live. Discover now