Chapter 13

2.1K 180 1
                                    

Shiv : ha tum tayyar ho jao, hum pooja karlenge fir jayenge.

Annika gets up from the bed and moves towards washroom. Shivaay stops her by coming between her way.

Shiv : tum kuch bhul rahi ho.

Annika thinks.

Annika : kya

Shivaay turns his face towards left. Annika thought that he want his good morning kiss. So she pecked on his cheek. Shivaay was surprised by her action. Her looked at her with wide eyes.

Anni : ab kyun aankhen phad rahe ho, jo chahiye tha woh toh dediya na ab hatiye beech mein se.

Shiv : yeh kya tha.

Anni : kya kya tha. Gm kiss.

Shiv : annika maine kab maanga. Main toh tumhe expresso ki yaad dila raha tha.

Shivaay had already brought coffee for her.

Shiv : cheapdi tumhe kya laga.

Annika blushed furiously. She pushed Shivaay and headed towards the washroom.

Anni : main coffee badme pee lungi.

Shiv : thik hai, cheapdi.

Annika glared at her.

Shivaay went towards the pool with his laptop to complete some office work. After half an hour Annika came out wearing sky blue saree matching with shivaay's kurta.
She scanned whole room but Shivaay was not there. Then she went towards pool and saw shivaay working.

Anni : itni subah subah bhi aap kaam kar rahe ho.

Shiv : haan woh thoda kaam baki tha. Par hogaya. Tumne coffee pee.

Anni : ji haan, peeli. Acha chaliye niche. Sab wait kar rahe honge.

They both went down. They saw all elders and Gauri, bhavya and Mallika sitting in the hall.

Dadi : Billu zara dekhna yeRudra aur Om tayyar hue ki nahi.

Shiv : ji dadi.

He went. Annika went and sat beside bhavya.

Anni : bhavi Kabir aur Chotu ghar pohonch gaye.

Bhavya : ji akka. Ve toh kal raat hi pohunch gaye the. Aapko disturb na kare is liye mujhe inform kiya.

Gauri : Anu yaad hai na aaj kisse milna hai.

Mallika : main usse milne nahi aungi.

Pinky : yeh kya khichdi pak rahi tum charon mein.

Bhavya : kuch bhi nahi Pinky Maa. Waise Prinku kaha hai.

Janhvi : Prinku kitchen mein gayi hai. Woh Mummy ji ko chai chahiye thi.

Prinku enters.

Prinku : aur yeh rahi dadi ki chai.

Dadi : la de.

She drinks the tea and praises Prinku.

ShivOmRu enters

Om : chalen dadi.

Dadi : haan toh annika ko paidal chalna hoga. Uske saath kaun jayega.

Shiv : main jaunga.

Pinky : Shivaay tu toh bada utavla ho raha hai apni biwi ke saath jane ke liye.

Annika blushed and everyone chuckled listening this.

Rudra : main bhi jaunga bhabhi ke saath.

Then rudra whispered to Om

Ru : ab dekhna bhaiya ka reaction.

Shivaay immediately said.

Shiv : nahi, uski koi jarut nahi hai, I mean main hun na, tum kyun itna kasht kar rahe ho.
Shiv muttered " mere Bhai, kyun kabab mein haddi banne ki koshish kar raha hai"

But OmRu heard this.

Ru : bhaiya main kabab mein haddi nahi banunga.

Om : haan Shivaay tu tension mat le kyun ham kabab mein haddi nahi banenge.

Shiv : ham, matlab tu bhi hamare saath aa raha hai.

Mallika : sirf OmRu nahi, saare youngsters aa rahe hai.

Shivaay : sab aa rahe hai.

Everyone : haan.

Tej : toh thik hai, main, shakti, Maa, Janhvi aur Pinky car se jaa rahe hai. Baki tum sab aa jana.

Dadi : thik hai phir nikalte hai.

Everyone leave Oberoi Mansion.
Elders in car and younger clan by walking.

Thanks...for being with me (Completed)Onde as histórias ganham vida. Descobre agora