The Redemption

1.9K 99 1
                                    

Rishab was trying to get Kukki to sleep .

"Papa agar koi mistake kare to kya use bahut badi punishment milti hain"

"Nahin agar aap apni mistake maan lo aur aapni galti theek karo to kyun milegi."

"To aap bhi theek kar lijiye na papa aapko punishment milegi to mujhe bhi acha nahin lagega. Aapne mumma ko mere liye hurt kiya na. Who Anurag uncle se pyaar karti hain na lekin aap unko mere liye meri mumma bana kar le aaye. "Mr bajaj was stunned and didn't know what to say.

"Maine nani aur mumma ko baat karte huye suna tha unhone mujhe nahin bataya. Mujhe pata hain that you love me a lot but she loves him. I promise I won't cry won't get angry won't ask you for anything. She will be happy with him and I know we will be sad but I am very strong and My dad is strongest and agar kam padega to Kukki papa ko apni sari strength de degi." And with that she hugged Rishab and started crying.

"Maine kuch wrong bola, maine aapko hurt kiya. I am so sorry."

"No nahin bilkul nahin. Rona band kijiye. Aapko pata hain aap hamesha se papa ki angel thi"

"Thi?"

Rishab started laughing looking at her face and said "ho aur hamesha rahogi."

"So can we give this gift to mumma?"

"Aaj apne pehli baar papa se kuch manga hain, papa yeh word sunne ko taras gaya the main. Aap jaisa chahti hain waisa hi hoga. Aapki mumma ko unki life ki sabse badi Khushi dunga main. Promise"

With that Rishab put her to bed and came downstairs and found that Prerna was clearing everything. He looked around and realised that this is how this house will always be. She then sat near the piano and was playing something on it. Rishab went near she was humming a song in a very low voice.

"Kaun mera, mera kya to lage.Kyun tu bandhe man se man ke dhaage."

After sometime she got up and as if she was dancing with someone she started dancing with her dupatta.

She was doing a twirl when she clashed into Rishab.

"Bas chale na mera kyun tere aage. Kaun mera mera kya tu lage."

Prerna had stopped singing and Rishab started to sing at the queue and unknowingly they started dancing together

"Dhoond Hi Loge Mujhe Tum Har Jagah ,Ab To Mujh Ko Khabar Hai,

Ho Gaya Hun Tera Jab Se Main Hawa Mein Hoon Tera Asar Hai,

Tere Paas Hoon, Ehsaas Mein, Main Yaad Mein Teri,

Tera Thikana Ban Gaya Ab Saans Mein Meri"

They were standing in each other's arms when Prerna looked straight into his eyes.

"Thank you aapne mujhe aaj zindagi ka sabse bada gift diya hain. Main shayad zindagi bhar. Aapne aaj mere liye aur kukki ke liye bahut sare risk uthaye, aap khud pregnant hain apne bare main na sochte hue aapne yeh sab kuch kiya, mujhpe apne trust rakha so Thank you. Aaj tak kisine mere liye itna kuch.." – into her ears and they stood like that for some time and just like that he realised what he had done and what he had promised Kukki and broke the connection.

"Aap khud bhi kuch dino se stress main hain. You should rest"

"Thoda kaam tha mujhe. Aap apna kyahal rakhiye. Starting ke month imp hote hain." And with he sat on the stairs in hall and they could see the clear sky from there. Rishab took out something from his wallet and was caressing it while Prerna was looking at the sky.

"Apne bahut acha ghar chuna hain"

"Meri choice nahin hain"

"To Phir?"

Rishab didn't know what to answer.

"Aur yeh kya hain?" and she sat on the ground near him.

"Yeh ring meri maa ki hain Bahut purani jyada expensive bhi nahin hain par meri maa ki ungli main hamesha rehti thi sirf yehi bacha hain unka mere paas. Yeh hamesha meri pocket main rehta hain mere wallet me. Jo vishwas jo pyaar unse mila mujhe aaj tak aur kisi se. Kuch bahut tough decision lene hain ahead isliye ise..."

"yeh stone kis liye"

"Jab Kukki hui tab uske liye lagwaya tha"

"Kitna kuch ho gaya na thode hi done main. Ek baat puchu Joh charges aap par lage hain kya who sach hain."

"Prerna duniya main har tarah ke log hote hai aur isme kai baar unko unki language main answer dena padta hain. Baki logo ke liye who galat hai maybe and I never said I am a saint."

"Jaanti hoon. Kabhi ek baar apne mujhe ek deal main bandh kar mujhse shaadi kar li aur us din meri maa ki tabiyat kharab hui Aapne deal ke bare main koi zikar nahin kiya mujhe apni maa ke ghar bhej diya"

"Apni maa kho chuka hoon who dard janta hoon. Unhe fikar hain aapki samajhta hoon. Every parent wants the best for their child. " Seeing Prerna caress her womb "Jaanta hoon Mr basu bhi is bache ki sachai deserve karte hain aur main selfish ho raha tha but apni beti ke liye mujhe yeh Manzoor tha."

"Aap meri samajh main nahin aate Mr Bajaj aap bilkul meri samajh main nahin aate"

"Mr Basu ko samajhana bada aasan hai - the brilliant child with everything and anything on his toes. Har cheez mili unhe. Family, love, life ki reality dekhi hi nahin hain unhone to kaha se samjhenge. Pehli bar jab life ne unhe who nahi diya jo who chahte the aur who chatpata uthe. You know life ki biggest truth hain ki life is not fair never was."

"Mr Bajaj aap theek hain?"

"Yes I am fine".

"Mr bajaj?"

"I should get some sleep." And with that he started to get up and Prerna held his hand.

"Rishab, aap sach main theek hainna.?"

"hmm"

"Mujhme himmat nahin hain Rishab,bas ek trust tha ki kitni bhi badi problem ho hum sambhal lenge. Aap hain sab theek hoga. Kaam jaldi khatam karke sone aa jayega Please"

Then she went to sleep in Kukki room. Around midnight she found that Rishab still hadn't come up and when she went, she found him asleep on the sofa and somehow, she didn't like his absence and his distance from her.Next Morning Rishab had already left before even she was awake. Prerna didn't say anything but Mr Bajaj felt distant to her and she was restless because of it. She thought she will talk to him later on. Prerna reached Basu Bari and went to her room to pack stuff. Just then Anurag came and tried to hug her.

"Anurag kya kar rahi hoon tum?"

"Kya we won. Bajaj is finished who kabhi hamari life main wapis nahi aayega ab aa hi nahi sakta. Jitne charges uske khilaaf hain he is destroyed. Ab hum ek ho sakte hain, hum ek ho sakte hain. Hamara pyaar jeet gaya."

"Anurag please let me go. Mrbajaj ne kuch nahin kiya tha who jail se chut gaye hain aur baki sab bhi theek ho jayega. Mujhe jana hain. Kukki akeli hain sharma niwas main. I have to pick her too. Aur aaj main tumhe final warning de kar bol rahin hoon meri shaadi ho chuki hoon main Mr Bajaj ki biwi hoon, Kukki ki maa hoon main. Please"

"Kya badal gaya Prerna aisa kya badal gaya. I mean who kya tha jab tum zabarzasti mere ghar main ghus aayi thi.Jab tum Komolika se mere liye ladi thi. Aaj mujhse kyun keh rahi hoon ki main give up karo. Hamara connection hamara pyaar kuch matter nahin karta how. Look at me dekho mere taraf aur meri aakhon main dekh kar kaho. Kya tumhe kuch yaad nahin. Kuch bhi nahin. Aaj jab hamare paas option hain wapis aane ka to kyun.You know what I am not giving up Tum chahe jo bol lo Bajaj isse bina lossess ke wapis nahi aayege aur agar who theek bhi hoga main hone nahi dunga."

"Prerna tum yahan, Rishab kaha hain" – Sharda Maasi

"Main tumse baad main baat karunga" - Anurag

"Rishab ko pata hain ki tum yeh sab kar rahin hoon. Kahi tumne hi to iske saath mil kar yeh sab nahin kiya."

"Aapne aisa kyun kiya. Maine pucha aapne aisa kyun kiya. Aap janti hain main kya bol rahi hoon. Natak band kijiye." - Prerna

Prerish || What it should have beenWhere stories live. Discover now