DAKSHYANI'S ARGUMENT

1.1K 85 33
                                    

Dakshyani couldn't believe that her plan failed like this. She stomped up to them and grabbed Srinav's hand.

"CHALO SRINAV !!" Dakshyani said dragging him but was unable to as his other hand was held by Amarsri.

"Mere putra ka haath chodiye." Dakshyani said gritting his teeth.

"Aapka putra ab mera pati hai, Dakshyani. Mai Srinav ka haath nahi chodungi." Amarsri said.

Dakshyani took a deep breath in anger and Srinav looked at both of them confused. He was stuck between his mother and his wife, he had a feeling that he has to choose one.

Suddenly the Tridevs and Tridevis along with Vaishno devi, Ganesh and Kartik appeared out of nowhere.

"Aapne chal kiya hai devi, yaha keval Rajkumariyo aur Vidushiyo ko amantran mila tha." Dakshyani said.

"Mera astitwa mitane mai shayad aap yeh bhul gayi Dakshyani ki mai bhi ek samay Avanti aur Dwarika ki ek lauti Rajkumari thi. Aapne yeh nahi spasht kiya tha ki Rajkumari vartaman ki hi honi chahiye." Amarsri said smiling.

"Aap sabhi devi-devtao ne mere saath chal kiya hai !" Dakshyani said.

"Kaisa chal Dakshyani ? Tumne aaj swayam hi mujhse maanga ki tumhare putra ka vivah Avantika se ho. Maine toh bas tumhare prathna ko purn kiya hai." Vaishno devi said.

"Mai yeh vivah kabhi manya nahi karungi !" Dakshyani said.

"Putri Dakshyani, niyati ko tum nahi badal sakti." Brahmadev said.

"Bhalayi issi mai hai ki tum yeh niyati ko swikar karlo." Mata Saraswati said.

"Brahmadev ? Srinav aapka poutra hai ! Aapko iski chinta nahi !? Aap iska hit nahi sujhta !?" Dakshyani asked.

"Chinta hai iss liye mai janta hu ki Srinav ki khushi Devi Harihareshwari ke saath hai, woh unke bina apoorn hai." Brahmadev said.

"Mata hone ke naate mai apne putra ka rishta inse kaise jod du !?" Dakshyani said.

"Jis rishte ko niyati ne banaya hai, tum kaun hoti ho usse todne ya jodne wali ?" Mata Parvati said.

"Apne putra moh mai tum bhul gayi Dakshyani ki Srinav ka janm hi Amarsri ke liye huya hai." Mata Laxmi said. Dakshyani lowered her gaze.

"Yeh Vivah swikar karlo Dakshyani." Narayan said.

"Inn dono ka milan awashyak hai sansaar ke santulan hetu." Mahadev said.

"NAHI ! KADA BHI NAHI !" Dakshyani yelled.

"DAKSHYANI !" Vaishno devi roared as she grew in size. All the guests joined their hands to calm her down.

"DAKSHYANI TUM NIYATI KE VIRUDH JAOGI TOH TUMHE MUJHE APNA VIRODHI MAANNA HOGA !! KYA TUMHE WOH SWIKARYA HAI !?" Vaishno devi asked.

"Nahi Devi ! Aap agar mere virudh hojayengi toh mere jeene ka kya arth. Aap meri aradhya hai, aap kehti hai toh mai yeh vivah awashya maanya kardungi." Dakshyani said.

"Shant ho jayiye devi." Amarsri requested, listening to this Vaishno devi calmed down and came back to normal form.

"Kintu Maa hone ke naate mujhe chinta hai ki Devi Harihareshwari mere putra ko sadev swayam se kam samjhengi. Mai kaise apne putra ko inhe dedu ?" Dakshyani said.

"Tumhe kya lagta hai Dakshyani kya mai Srinav ke ahit hetu tumse anugreh karungi ?" Vaishno devi asked.

"Kada bhi nahi devi ! Mai aapke adesh ka palan karungi." Dakshyani said and looked at Srinav.

"Jao Srinav, mai iss vivah ko maanya karti hu." Dakshyani said half heartedly as she let goes of his hand.

The crowd cheers as Srinav looks at Amarsri who was smiling at him. Ganesh and Kartik rush towards Amarsri embracing her. Suddenly Suvarchas and Karkotaka enter the hall cheering in their humanly form.

"Devi Amarsri ki Jay !!" They both cheer happily. The crowd to cheers after them.

"Yeh lo Amarsri, ab der mat karo." Kartik said summoning a garland of flower.

Amarsri took the Varmala and looks at Srinav, she smiles seeing the blush on his face. She then puts the varmala around his neck, embarking that they accept each other as husband and wife.

"Srinav, jao apne Mata-Pita ka aashirwad lelo." Amarsri said.

Srinav and Amarsri both made their way towards Adarsh and Dakshyani, Srinav touched their feet.

"Ayushman bhava putra !" Adarsh said.

"Sada sukhi raho !" Dakshyani blessed half-heartedly.

Dakshyani looked at Amarsri who was just smiling. She didn't touched their feet to seek blessings. Little did Dakshyani knew if a goddess touched the feet of a human then ot would mean that the world is hopeless now.

'Itna ahankar ki bahu hone ke baad bhi apne saas ke Charan sparsh nahi kiye inhone.' Dakshyani thought looking at Amarsri.

"Amarsri ab tumne Srinav se vivah kar liya hai. Toh ab tum meri bahu lagi, mere liye isse Gaurav ki baat aur kuch nahi ho sakti." Brahmadev said chuckling. Amarsri too chuckled.

"Meri yeh aasha ki tum dono ka Vaivahik jeevan anandmaye ho." Mahadev said.

"Tum dono ko jeevan ka sara sukh mile yeh meri aasha hai." Narayan said getting emotional after realizing that his daughter was grown up now.

"Chaliye, ab bhoj ka aayojan hai." Maharaj Adarsh said.

¤¤¤¤¤
A/N

ARZ KIYA HAI !

WOH ALMIRA HI KYA JISME ACCHE KAPDE NA HO...
WOH ALMIRA HI KYA JISME ACCHE KAPDE NA HO !

WOH BHARATIYA SHADI HI KYA JISME 2-4 JHAGDE NA HO !!!
(WAH WAH WAH WAH)

FUN FACT : AMARSRI AND SRINAV DID THE GANDHARV VIVAH IN WHICH BRIDE AND GROOM ONLY EXCHANGE FLOWER GARLANDS. NO MARRIAGE RITUALS REQUIRED HERE.

ANOTHER FUN FACT : THEY DID GANDHARV VIVAH BECAUSE YOUR BELOVED AUTHOR DOESN'T KNOW DETAILS OF MARRIAGE RITUALS.

HARIHARESHWARI 3 : PREM-LEELAWhere stories live. Discover now