PRASAD

844 72 7
                                    

Amarsri stood there disappointed that Amardev left without having the Prasad. Suddenly Vaishno devi appeared there out of nowhere.

"Kisi bhi baat par chinta na karne wali Devi Harihareshwari ke chehre par yeh chinta ki rekhaye kaisi ?" Vaishno devi asked.

"Koi bhakt agar prem se bhog lagaye kintu usse Prasad na mile toh bura toh lagta hi hai na." Amarsri said.

"Devi, kya yaha prasnn bhagwaan aur bhakt ka hi hai ? Yadi aisa hai toh bhakt ko uske hisse ka Prasad dedijye." Vaishno devi said.

"Kintu woh toh jaa chuka hai, aur Harihar lok se kaise prasad du ?" Amarsri asked.

"Bhakt Harihar lok aane mai asamarthya hai kintu aap toh Prasad dene kahi bhi jaa sakti hai." Vaishno devi said.

"Satyvachan Devi, apne bhakt ko uske hisse ka prasad dene mujhe jana hi hoga." Amarsri said.

♡♡♡♡

Vikram furiously entered his room, and started to throwing and breaking objects around in frustration. Amardev quickly walked in his room and saw the mess Vikram had created.

"Jyesht !" Amardev called. Vikram furiously snapped his head towards him.

"Kuch kehne ki awashyakta nahi hai ! Meri bhul thi ki maine tum par vishwas kiya ! Tum mera hit kabhi nahi chah sakte ! Bachpan se tumne mera sab kuch cheena !!" Vikram exclaimed.

"Aisa nahi hai jyesht." Amardev said.

"PEHLE MATA-PITA KA SNEH ! FIR PRAJA KA SAMMAN ! AUR AB HARIHARESHWARI KA PREM BHI ! EK AVSAR MILA MUJHE APNE PREM KE PAAS PAHUCHNE KA TUMNE WOH BHI MUJHSE CHEEN LIYA !!" Vikram yelled.

"Maine jaan-mooch kar nahi kiya Jyesht, mai toh swapn mai bhi aapko dukhi nahi dekhna chahta. Mera vishwas kijiye." Amardev said.

Vikram stomped up to Amardev and grabbed his hand, keeping it on his own head.

"Agar tum chahte ho ki mai tum par vishwas karo toh mujhe vachan do !! Vachan do ki tum mere aur Harihareshwari ke bich kabhi nahi aaoge !! VACHAN DO MUJHE AMARDEV VACHAN DO !!" Vikram exclaimed. Amardev stared at him, unable to say anything.

"VACHAN DO KI HARIHARESHWARI TUMHARE LIYE TUMHARE BHAI KE PREM KE ALAWA KUCH BHI NAHI !! VACHAN DO AMARDEV !!" Vikram yelled.

"Mai prayas karunga ki mai aapke aur Harihareshwari ke madhya kabhi na aayu." Amarsri said lifelessly and removed his hand from Vikram's head. He then left the room without saying a word.

Amardev entered his room and stood in front of the mirror to remove his jewelleries. But as he saw himself in the reflection he found someone else also in their smiling at him.

He sighed thinking it would be someone else, he turned around and was shocked it was actually Amarsri not anybody else. She stood their smiling with the broken piece of bowl carrying makhan.

"Harihareshwari aap yaha ?" Amardev asked surprised.

"Aasha karta hu ki mere yaha iss samaye aane par aapko koi apatti nahi." Amarsri said.

"Aapko raatri ke iss samaye aane par kyu vivash hona pada ?" Amardev asked.

"Bhagwaan toh bhakt ke samne vivash ho hi jaate hai. Aapne apne bhog lagane ka dharm toh karliya kintu mere prasad dene ka karm adhura reh gaya. Bas usse poorn karne aayi hu." Amarsri said and walked towards him.

"Isse grahan kar mujhe iss rin se mukt kare." Amarsri said and fed him the makhan.

This all was seen by Vikram who came here to apologize to Amardev for scolding him so much.

"Kya mere yeh chitra tumne banaye ?" Amarsri asked looking at Amardev's paintings. An idea popped into Vikram's mind.

"Inhe maine banaya hai." Vikram said coming towards them.

"Harihareshwari ko batao ki yeh chitra maine banayi hai." Vikram said to Amardev, who trying hard to control his tears.

His hardships of years and the credit went to Vikram. The eyes he was looking for is his brother's love.

"Yeh satya hai, inhe Jyesht ne banaya hai. Bachpan se inke man mai apki ek akriti thi, aur unhone isse chitra ke roop mai utara hai." Amardev said.

"Aap chahe toh inhe le jaa sakti hai, isse aap mujhe smaran rakhengi." Vikram said.

"Awashya." Amarsri said and telephoned the paintings to her abode.

"Ab mujhe jana hoga." Amarsri said and disappeared.

"OH AMARDEV MAI AAJ BAHUT PRASNN HU !" Vikram exclaimed embracing Amardev.

¤¤¤¤¤
A/N

ARZ KIYA HAI !!

BACHPAN MAI HUM JATE THE MELE...
BACHPAN MAI HUM JATE THE MELE !

BADA BURA LAGTA HAI JAB KHUD KE KAAM KA KOI CREDIT LELE !!
(WAH WAH WAH WAH)

HARIHARESHWARI 3 : PREM-LEELAWhere stories live. Discover now