DAKSHYANI'S DOOMED YAGYA

1K 84 15
                                    

Dakshyani was sitting in a yagya doing the funeral yagya for his alive son. She even forced Adarsh to sit with her, he pleaded and begged her not to do this but she didn’t pay a heed. Not even the courtiers and rishis liked it.

With her devotion she even compelled Vaishno devi to spectate it. She was aware of the things that will happen today but unwillingly had to give upto a devotee's wish.

"Dakshyani mai abhi bhi keh raha hu, Srinav jeevit hai, band karo yeh pagalpan." Adarsh begged.

"Mere liye woh mrit hi hai, Maharaj." Dakshyani said giving aahuti to the yagya.

"Mata ?" Srinav called entering the hall. He was speechless seeing what Dakshyani was doing.

"Mata aap jeevit putra ka....?" Srinav choked his words.

"Aisa kya kiya hai maine Mata ? Aap krodhit hai toh mujhe dand dijiye !" Srinav said. Dakshyani completely ignored him.

"Mata, Swamini ne jo bhi kiya tha woh aapke hit ke liye kiya tha. Woh swayam Devi Harihareshwari hai, aapke paer na chhu ke unhone aapko Mahapaap se bachaya hai." Srinav said.

He came and knelt beside her, but Dakshyani didn't even look at him. Adarsh tried hard to control tears but it kept falling from his eyes.

"Tum yagya mai vighna daal rahe ho ladke !" Dakshyani said. The courtiers and rishis gasped.

Srinav stood up and looked at her with disbelief as a few tears fell from his eyes but he wiped them away. He joined his hand and looked at the audience of this yagya.

"Kshama kijiye atithijano kintu meri Mata mujhse thodi krodhit hai.....kaunsi Maa apne putra se krodhit nahi hoti ?" Srinav sadly chuckled.

"Kintu mai apne Mata ka aadar karta hu iss liye unke yagya mai vigh nahi dalunga. Agya de." Srinav said and sadly walked away.

"Ruko !" Dakshyani said stopping him, Srinav looked at her hopefully.

"Uss Harihareshwari ke saath reh kar tum bhi swang rachna seekh gaye ho. Ek prachin kahawat hai ki asanskari ke sangat mai sanskari bhi neech karya karne lagte hai." Dakshyani said getting up.

"Bas Dakshyani bas !! Woh jaa raha hai usse jane do ! Mai vinti karta hu tumse !" Adarsh said joining his hands.

"Apne kaal ko amantrit mat karo Dakshyani !!" Vaishno devi warned.

"Woh ahankari, asanskari, dhongi devi kya bigad legi mera !?" Dakshyani said.

"Apni jeebha ko lagam do !" Vaishno devi warned.

"Mujhe uss chhalne wali ka koi bhaye nahi !" Dakshyani said. Srinav fumed in anger.

"Putra hone ke naate mera kartavya hai ki mai aapka samman karu kintu iska yeh arth nahi ki aap meri patni ko kuch bhi keh sakti hai !" Srinav warned.

"Awashya ! Tum toh chahte ho ki mai uske saamne hath jodu ! Aur meri bahu mujhe aashirwaad degi !" Dakshyani taunted.

"Bas Mata Bas ! Ek putra hone ke naate maine aapka sadev samman kiya hai kintu ab mujhe pati hone ka dharm nibhana padega. Mai apni patni ki maan, mariyada, pratishtha aur samman ko kalankit hone nahi dunga !" Srinav said silencing Dakshyani.

"Aur Vaishno devi aap maun kyu hai !? Kya devi Harihareshwari ka apmaan apka apmaan nahi !? Aap yaha aahuti lene kyu upasthit hai !?" Srinav asked

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

"Aur Vaishno devi aap maun kyu hai !? Kya devi Harihareshwari ka apmaan apka apmaan nahi !? Aap yaha aahuti lene kyu upasthit hai !?" Srinav asked.

"Agar bhakt bulaye toh mujhe na chahte huye bhi aana hi padta hai Srinav, yeh meri vivashta hai. Kintu meri iss murkh bhakt ko kshama kardo aur laut jao." Vaishno devi said.

"Bas Srinav bas !! Apni mariyada mat langho !!" Dakshyani said.

"Mariyada toh aapne langhi hai Mata ! Jeevit putra ke liye yeh yagya karke !" Srinav said.

"Arrey mere liye toh tum ussi din mar gaye the jis din tumne uss Harihareshwari se vivah kiya tha !" Dakshyani said, Srinav looked at her with shock.

"Mere na-chahte huye bhi tumne yeh vivah kiya ! Aur dekho aagaye na laut kar mere paas ! Maine pehle hi kaha tha ki tum uske yogya kabhi nahi ban paoge !!" Dakshyani said.

"Murkh tha mai jo apni swamini se jhagda kar yaha aapke paas aaya tha. Satya kaha tha unhone yaha keval mera ahit hoga. Maine unke aagya ki awhelna ki aur na jane unhe krodh mai kya-kya keh diya. Woh toh ab bhi mujhe swikar karlengi kintu ab mai swayam ko nahi swikar payunga." Srinav said.

¤¤¤¤¤
A/N

AB KYA HOGA !?!?!?!?

JISKA DAR THA WAHI !!

HARIHARESHWARI 3 : PREM-LEELAWhere stories live. Discover now