part - 15🌻

6.2K 600 661
                                    

Zayn was standing in corner with sahir & listening to his tayabbu & fahaad bhaijaan.

He recalled all the things that happened today...his anger rose thinking about kamran & his lunatic behavior...if it was possible he wanted to go to kamran again & beat him to pulp till he was dead... "Mera bass chale toh Uss kameene ko mai abhi ke abhi jaan se mardun...itni wahiyaat lafz istemaal kiye hai usne Afaf ke barey mein..."

He then thought "Aaj iss picture se uska asli chehra saamne aagaya warna toh Afaf ki mangni ho hi jaati isse...Allah miya apka bohut shukr aapne Afaf ko bachaliya aise neech insaan se"
Zayn was relieved thinking about end of kamran's drama in their house but a thought kept bouncing in the back of his mind..."if not kamran... Kisi aur se toh Afaf ki shaadi hogi...aur jaisa mahool hai ghar par... Tayabbu toh bilkul dair nahi karenge... Ladka dhoondenge hi logon ki baaton ko jald khatm karne ke liye..."

He went & sat on his knees in front of his Tayaabbu who looked devastated.

Zayn started " Tayabbu jo bhi hua Allah ki marzi se hua hai... Isme aapka ya kisi ka koi kasoor nahi hai...hum sab jaante hai aapne kabhi kisi ka bura nahi kiya hai...shayad yehi wajah hai Allah miya ne Afaf ke saath bura nahi hone diya... Rahi baat uss tasweer ki usme woh ladki Afaf hai hi nahi...mai yeh isiliye nahi keh raha hoon ke maine dekha jab Afaf ne izzah ko apni hoodie utaar kar di thi pehenne ke liye...Hum sab jaante hai Afaf ko...woh kabhi aisa nahi kar sakti....aur toh woh bilal ko fahaad bhaijaan ki tarah maanti hai...agar woh tasveer aisi hote ke koi ladki kisi ko peet(hitting) rahi hai(Zayn chuckles) toh fir bhi mai maanleta ki woh Afaf hai lekin yeh Afaf kabhi nahi ho sakti...aur baat agar proofs ki hai toh mai CCTV footages nikalwaonga...mai iss kaam ke liye bas yeh chahta hoon ke hamare alawa kisi aur ko yeh sab baatein maloom na ho...kyunki Miss izzah bhi kisi ki beti hai jaisi Afaf...jo bhi uss tasweer mein hai woh Bilal aur izzah ka personal Matter hai...i know unhe careful hona chahiye but jahan tak mujhe yaad hai uss roz Bilal usse Shaadi ki date fix hone ki News di thi..i request you ki hum thora careful hokar yeh sab sort karenge inshaAllah...kamran hamara kuch nahi bigaad sakta...woh agar ek businessman hone ki dhamki de raha hai toh aap bhi yeh sonchein ki aap toh usse bade businessman hai...hum sab se jo hoga hum woh karenge aur iss kamran ka chapter hamesha ke liye bandh kar denge...aur  jo hona tha wo hogaya...hum usse badal nahi sakte... Lekin hum shukr toh kar sakte hai khuda ka... Ki unhone waqt rehte uss insaan ka parda faash kardiya..."

Faheem patted zayn's hair lovingly & gave him a grateful smile... He spoke "haan bacche mai jaanta hoon ki woh Afaf nahi hai...lekin duniya nahi jaanti....woh toh isi tasweer ko sachh maanenge....aur meri beti ko khusoorwaar tehrayenge...woh tasweer kisi ki bhi ho...mai nahi chahta ki woh aise news mein uchaali jaaye...par uss kameene ne najaane kya kya mansoobey sonch rakhe hai meri bacchi ki zindagi barbaad karne ke liye..."

Zayn replied "tayabbu filhaal uska phone yahan kahin gira hoga... Hum agar yeh police mein dein aur iss picture ka IP address nikaalein toh hum bina koi problem yeh sort karsakte hai...aur rahi baat duniya ki... Humey kisi ko kuch proof karne ki zarurat nahi hai..."

Faheem nodded his head reluctantly thinking how he will protect his daughter from this vile society.

Zayn looked at his Tayabbu who was still in thoughts... He knew if he was in faheem's place he would react & worry the same way...daughters hold biggest piece of a father's heart.

He nervously took his tayabbu's hand in his & spoke "Tayy-abb-u...muj-he.. Baat..ko.. Zya-da...ghu-ma-ana..."
Zayn stopped, wiped the sweat on his forehead...He took a deep breath & reciting ayatul kursi in his heart & shahada on his lips because one wrong word...fahaad would bury him in zuberi mansion itself.
(Shahada - the Muslim profession of faith {‘there is no god but Allah, and Muhammad is the messenger of Allah’})

𝐏𝐘𝐀𝐀𝐑 𝐊𝐄 𝐊𝐈𝐒𝐒𝐄❤✨ 𝐁𝐎𝐎𝐊 𝟏Where stories live. Discover now