Is Baar Jhukungi Nahi

7.1K 799 89
                                    

    There was a bang on the door. She was sitting in the balcony sipping tea. Sana opened the door, to find Pari standing in the doorway. She barged in and stood folding her hands in front of her chest.
Sana: Kya??
Pari: Yeh kya sun kar aa rahi hu mai??
Sana: Kya  suna tune.
Pari: Sana zyaada anjaan banne ka natak mat kar. Tune yeh kaha ke tuje abhi yeh do dino me shaadi karni hai??
Sana: Haa.
Pari: Kyu?? Aise achanak kya hua??
Sana: Hua kuch nhi. Tuje shaadi karta dekh mera bhi mann kiya ke mai yahi shaadi kar lu. Usme bura kya hai.
Pari: Sana yeh dramebaazi na kiski aur ke paas kar. Reason koi aur hai. Kal raat tak to the thek the. Fir ekdm se kya ho gaya ke tune yeh hangama machaya hai. Sab pareshaan hai vaha pe.
Sana: Usme pareshaani ke baat kya hai yaar?? Muje abhi shaadi jaldi karni hai. Maine bata diya. Kahi to meri marzi chale. Ke sab dusre he decide karenge mere leye??Ab iske baad mere paas time ho na ho muje pata nhi. Pari mere manager ka call aaya tha. Mere shows hai Canada me. Muje jaana padega.
Pari: Tu na sabko bahot pareshaan karti hai Sana.
Sana: Ha sahi kaha. Sab Pareshan hai. Siwai Sana ke. Sab ko taklif hai. Siwai Sana ke. Sab acche hai siwai Sana ke.
Pari: Aisa kisne kaha tuje. Tu kyu aise kar rahi hai baby. Aise koi bhi decision, itne jaldi me mat lo. Teri mummy bhi pareshan hai vaha.
Sana: Mummy mai shaadi na karu to pareshaan the. Ab shaadi kar rahi to pareshaan hai. Ab unke pasand ke ladke se bhi shaadi kar rahi hu. Aur kya chahte hai yeh log mujse. Unko jaake bol ke muje abhi, yeh do dino me shaadi karni hai. Nahi to fir yeh shaadi vadi bhul jaao meri.
     She went into the bathroom and closed the door. She didn't want to listen to any logic, any reasoning. She has decided to marry before Sid and she will do so. At any cost.
     Sid had come in the dinning hall for breakfast. He had gone for a run to release all the pent up frustration he was feeling. Sid had not slept properly last night and had desperately wanted her in his arms., in his bed. He wanted her lips on his and wanted to feel her soft swollen breast in his hands. He wanted to plug himself into her, while she encircled her legs around his waist. The hunger was so powerful he had to go and take a cold shower in the middle of the night.
      He saw Maa, baba, chacha, chachi and Sana's Parents in some deep conversation. Sana's parents looked tensed. His heart skipped a beat. Did they come to know about Sid and Sana. He went to the table were Pari was sitting with Ruhi and Sheetal. Sheetal gave her a smile, but he didn't return it back. He will talk to her later. Sid is now realising that Sheetal is a manipulative girl. He should think through before marrying her. Because as Viju pointed out, she was not fit for his family. His Maa and Chachi were loving ladies. And sheetal was very partical. He didn't wanted to disturb the peace and harmony of his home. He saw Adi's and Aahaan parents come to dinning Hall and they all moved to the main Hall. Sana was nowhere to be seen. Sheetal and Ruhi got up and went out in the garden area.
Sid: Pari yeh kya ho raha hai?? Yeh log itni stress kyu lag rahe hai??
Pari: Bhai aap breakfast kar lo. Baat karte hai baad me.
Sid: Baat karte hai matlab?? Kuch hua hai kya??
Pari: Sana ne naya hangama khada kiya hai.
Sid: Kya kiya usne??
Pari: Usne condition rakhi hai ke, vo abhi shaadi karna chahti hai.
Sid: Abhi matlab??
    His hands started shivering. Can't he have a moment of peace?? This girl has made his life hell.
Pari: Vo bol rahi hai ke yeh do dino me meri shaadi kara do nhi to mai shaadi he nhi karungi.
Sid: What?? Aur Aahaan?? Vo kya bol raha hai??
Pari: Vo kya bolega?? Vo to Sana bole uth to uthta hai, aur bole bait to bait jata hai. This is not good bhai. Aur vo kisi ke maan he nhi rahi hai. Pata nhi uski saari samajdaari kaha gayi hai.
Sid: Oh God help me. Iska matlab muje uski shaadi bhi dekhni padegi. I feel like running away Pari.
Pari: Bhai ab aap koi naya siyappa mat kar baitna please. Already bahot tension hai.
Sid: Fir usko samja Pari. Yeh sab kya kar rahi hai vo.
Pari: Gayi the samjane. Par usse dekh kar vo nau saalo wali Sana yaad aa gayi. Kuch hua hai bhai, kal raat aur aaj subah ke beech, jis vajah se vo aise react kar rahi hai. Par kya hua hoga??
    Sid knew kya hua hoga. He will have to go and talk to her. He got up and went to her room. He knocked and she opened. She looked at him with no expression.
Sid: Kya mai ander aa jaau??
Sana: Nahi.
    Sid signed. She was really pissing him off now.
Sid:  Sana I can't stand in the doorway and talk.
Sana: Then don't talk.
Sid: Ok
    He turned around to walk.
Sana: Nahi ruk. Aa ander aa. Ab aaya he hai to bol kar jaa, jo bolna hai.
    Sid walked in and she walked behind him, keeping the door open. He turned around and she stood right in front of him, looking directly at him.
Sana: Bol.
Sid: Yeh sab tu kyu kar rahi hai Sana??
Sana: Mai kya kar rahi hu yaar. Muje shaadi karni hai. Jaisi har ek ko apne marzi se karni hoti hai, vaisi he. Fir yaha muje itna kyu galat banaya jaa raha hai. Sab apne decision lete hai. To maine leya to kya galat kiya??
Sid: Mai jaanta hu, tu yeh mere vajah se.....
Sana: Ek minute, ek minute. Kon hai tu?? Bhagwaan hai?? Tu khud ko itni importance mat de meri life me. Kuch nhi hai tu mere leye. Kuch bhi nhi. To yeh jo tu gyaan baatne aaya tha na, uska tokra utha aur chala jaa yaha se.
Sid: Gyaan nhi tha. Apna pan tha.
    She laughed aloud.
Sana: Apna pan?? Ya taras. Aur ha ek baat bata yeh jo hamare beech hua yaha aane ke baad vo bhi taras he tha na?? Ke yeh ladki itna gidgida rahi hai mere saamne, aapne aap ko puri tarah dene ko ready hai. Bichari hai. To thoda taras kha he leta hu. Aur iske sath sex kar he leta hu.
    Sid pulled her by her arm. He was so angry he wanted to bash her.
Sid: Tuje samaj aa raha hai, Tu kya keh rahi hai?? How dare you say that.
Sana: Galat kya kaha maine. Maine he to bheek mangi the na tujhse, yeh dino me mera hone ke. Aur tu ne bheek de di.
Sid: You know what, muje lagta hai, ab tujhse baat karne ka koi fayda nhi hai. Tu pagal ho gayi hai. Tuje samaj nhi aa raha hai tu kya kar rahi hai. Galti ke maine yaha aake.
    He started walking to the door.
Sana: Are ha ek baat to puchna bhul he gayi mai. Vo necklace mere pehle, kitno ko pehna kar kiya hai??
    He rushed towards her and caught her slender neck with his hand.
Sid: Jee chah raha hai tera gala daba du. You have really gone crazy.
    He removed his hand and went to the door. He turned and looked at her. She was breathing heavily.
Sid: Tu sach me muje bilkul nhi jaanti Sana. Tu kehti hai tu mujse pyaar karti hai, par tu muje pehchaanti bhi nhi.
Sana: Accha hai nhi jaanti. Aur ab jaanne ke khwaish bhi mar gayi.
    Sid walked out. He really want to run away. He can't see her marrying someone else. This is too painful. When will this agony be over. He knew he will have to live with the pain, but getting a knew pain every moment, is causing destruction to his mind and soul. He was angry on her. How can she think so low of him. It is as if she is been blinded by hate for him. He went to the hall. He wanted to know what was going on. What were the elders deciding.
      Sana came out of the room. His papa has called and told her to come to the main hall. All elders were sitting. Pari, Adi were also there. She entered the room, followed by Aahaan. Sid was standing in one corner leaning to the pillar. She did not look his way, but could sense his eyes on her.
Aahaan's papa: Aao beta Sana bait jaau. Aahaan tu bhi bait jaa.
    Sana and Aahaan sat on the sofa kept near the door. She felt she has committed a crime and has been called to hear the announcment of her punishment.
Aahaan's papa: Dekho vaise to hum, aap dono ke shaadi Delhi me bade he dhum dhaam se karna chahte the. Par tum logo ne itni zidd lagai hai, ke hum log kuch nhi kar sakte.
Sana's papa: Aahaan beta, tum bhi yehi chahte ho na.
Aahaan: Mai.. Haha... Kyu nhi.
    He didn't seem firm in his words. Sana looked at him.
Aahaan: Ha uncle hame abhi shaadi karni hai.
Aahaan's papa: Fir thek hai. Ab Pari aur Adi ke sath aap logo ke sab functions honge. Aur fir unke shaadi ke dusre din tumhari shaadi, aur ek he sath reception. Thek hai?? Koi problem hai isme tum dono ko.
Sana's papa: Aaj shaam me haldi ke function se pehle tum dono ke engagement kar denge.
    They both nodded.
Sana's Papa: Vaise yeh aasaan nhi hai. Hume itne kam time me apne karibi rishtedaaro ko bulana padega. Par ab kya kare tum logo ne zidd he pakdi hai to.
Aahaan's papa: Thek hai fir aap Ladies log bhi dekh lo itne kam time me jo bhi acche se tayari kar sako kar lena.
     All got up and were leaving. Sana did not move. She was looking down at her hands. So she will be getting married to Aahaan in two days. They all agreed to her demands. All left discussing about how to manage everything at such short notice. She heard a voice. A voice of the person, she hated the most at this moment.
Sid: Khush hai na?? Karli apni marzi?? Muje pata hai yeh sab tu muje toodne ke leye kar rahi hai na?? Par nhi tutunga mai.
    Sana stood up and looked at him.
Sana: Koi baat nhi mai tut jaati hu. Nau saal pehle bhi mai he tuti the. Ab bhi mai he. Par is baar jhukungi nhi. Aur na he wapas aaungi.
    Sana left the room with her head held high.

Unspoken Past (Completed) जहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें