Roshni knew the truth

503 55 10
                                    

Recap: Roshni locked herself in the room. Aman returned after the whole day long.

Ashfaq:Roshni pura din bahar nahi nikli ,kahin wo khudko kuch.. Mujhe tension horahi.
Aman smiled a bit.
Aman:Itni kamzor nahi hai wo!  Main dekhta hun!
Riaz:Ham sab try karchuke,apka thodi hi sunengi!
Aman: Koshish karne mein kya burai hai?
Aman looked at everyone and then knocked.
Aman:Darwaja kholiye,main hun!
And Roshni opened the door like before. Aman looked at her and she looked down. Tears rolled down by her cheeks. Everyone was surprised.
Aman:We need to talk!
Roshni nodded in yes. She went back into the room. Aman entered and closed the door.
Roshni sat on the bed. Aman sat beside her.
Aman:I know that apke sath bohot kuch hai..
Roshni:Kuch nahi pata tumhe. 17 saal ki umar mein ek baccha peyt mein ,upar se unmarried, pata bhi hai kitna mushkil hota hai?
Aman:Maine wo sab batein intentionally nahi boli..
Roshni:9 bar suicide karne ki koshish ki maine..
Aman was shocked.
Roshni:But i couldnt. Aur baby hone ke baad se sirf sochi hi but try nahi ki *giggles* Itni asaani se ye haram kaam nahi karungi!
Aman held her hands.
Roshni:Pata hai sab mujhe bolte the abortion karwalo par galti maine ki,jisnw duniya dekhi tak nahi uski kya galti bolo? Phir wo jab hui,sab usko nazayez bolte the,kya galti thi uski? Mere abbu nw desh ke sath dhoka kia,meri kya galti? Pata hai bhai log bolein the abortion karwalo aur abhi dekho, mere bacchi ke saath unki bonding sabse acchi hai!
Aman:I didnt know..all these.. Batana toh chahiye thi na? Ek call karleti? Ekbar milleti?
Roshni didnt say anything.
Aman:Mujhe khud pe confiedence nahi tha ki main apko khush rakhunga. Apne bola tha na pehle ki ap sab samhalega? Jab apka hi bharosa uth gaya tha mere upar se toh main kya karta?
Roshni(smiled):Kuch nahi. Tum Ayaat ko le jao. Mujhe laga tumko bacche nahi chahiye, but uske liye tumhari mohabbat dekhke,i mean merese bhi itni mohabbat nahi ki hohi tumne. I remember that kaise mujhe dur dhakel dete the (in tears)
Aman: Ap meri life-time ki mohabbat hai,jise chahe bhi toh main dil se nikaal nahi sakta.
Roshni:Mujhe pata hai main ab dil se utar chuki hun. Beti ke saath uski maa ki responsibility uthane ki zarurat nahi hai. Main adult hun and i can take care of myself.
Aman:Har waqt behes nahi pasand mujhe!
Roshni:Tab khudpe confidence nahi tha,ab kahan se chura laye?
Aman:Jahan se bhi laun,apko kya?
Roshni slowly hugged him.
Roshni:I missed this smell..
Aman smiled and caressed her hairs.
Aman (in mind): Pata nahi kaise main innko meri aur Ayesha ke sahdi ke barein mein bataunga.. Toot jayegi. Main kaise tod dun inhe phirse!
Then Aman realised that Roshni wasnt responding. She fell unconcious.
Aman:Apko..kya ..hua!
He checked her temperature and laid her on the bed. Aman ran outside.
Aman:Wo..rote rote ..behosh!
Riaz:Bhai ..doctor abhi Zain toh bolein the 3 din taak unka duty hai..Ab!
Ashfaq:Usiko call laga jaldi dour ke ajayega!
Aman: Zain koun hai?
Ayaat:Mumma.. philse(phirse) nini mein gayi!
Riaz:Mustaq ap Ayaat ko please..
Mustaq took Ayaat with him.
They called Zain and in a few minutes, he came.
Zain:Kahan hai meri behennn!
Aman was confused. *Zain is a doctor* Zain went in.
He examined her.
Zain: Maine bola tha ye baccha lena risky hai, phir bhi isne liya. Chalo accha kiya nahi toh hame Ayaat na milti. Par medicines kun nahi leti ye tum llgon ki behen? 🤬
Zain oushed an injection closing his eyes.
Riaz: Behen teri bhi hai! Kuch bura kare to hamari aur behen baaki time teri hoti hai.
Zain:Jaake dekhi medicibes nahi li hogi,mera duty rehta hai,aplogon ko atleast check jto karna chahiye!
Aman :Can you guys please shut up? Unko..unko hosh kab tak ayega? Thik toh hai na?
Zain looked at him and was trying to recognise him.
Zain: Kya ap wahi kamina insaan hai?
Aman:Sorry?
Zain looked at others and everyone nodded.
Aman:Ap koun hai?
Zain:Iska bhai! Aur apki tareef?
Aman:Main ..wo.. Ayaat ke abbu!
Zain:Meri behen ko barbaad karke ap toh bade maze
Aman:Dekhiye ap
Zain:Baas ap ki wajah se yesab hua! Kitna risky tha uska pregnancy apko pata bhi hai? Aur tab ap rangraliya mana rahe the!
Aman looked down.Roshni gained conciousness.
Roshni:Weirdoo..
Aman ran to her and sat beside her.
Zain:Har bar iska yehi hota,adhmari bann jayegi,main ilaaz karunga aur uthte hi iss papi insaan ka naam legi!
Aman gave him an irritating look and hugged Roshni. Zain distanced them.
Zain:Idhar dekh,akhon mein,direct!
Roshni:Bhai im sorry. Mujhe ghussa aratha bohot thats why medicines nahi li ..I am sorry!
Zain:Khana vana khaya subha se?
Roshni nodded in no. Zain picked her and went to the dining table. He made her eat. Aman was seeing her from a distance that how much her muh-bolein brothers love her and he just left her impregnating her and married Ayesha.He was feeling guilty. He didnt know how to fix all these. Ayaat came running to her and hugged her.
Ayaat:Mumma mumma!
Roshni pushed her. Aman held her.
Aman:Ap aisa kyun karti hai? Uspe ghussa kyun kar rahi hai? Bacchi hai!
Roshni's eyes filled with tears.
Zain:Its okay, mustaq usko ap yahan kyun layein?
Mustaq:Wo zid..
Zain:Its okay,room mein le jao. Roshni khao ,ye lo!
Aman was angry.
Aman:Usne apne chote bacche ko aise dhakka diya, ghussa mujhpe hai na,mujhipe nikaale! Mere bacche ne kya kiya?
Zain:Isko bhi koi please leke jao!
Aman:Main kyun jaun?
Zain was getting angry but somehow he conteolled himself. He stood up and took Aman aside.
Zain:Dekhiye ,she is not okay. Mentally thik nahi hai wo. Uska ghussa kabhi kabhi out of control hojata . Aisa nahi hai ki wo Ayaat se mohabbat nahi karti, kisi bhi maa ke liye apna baccha sabse upar hota hai. Main Ayaat ko andar isiliye bheja tha kyunki ek toh Roshni ne medicines nahi li thi,uske dimaag control mein nahi tha. Hampe ghussa karti hai  we can understand. Ayaat ro deti hai,jiske wajah se usko bhi bohot bura lag jata. Usko aise taunts matt diya karein ap,apse binti hai 🙏
He left. Aman just couldnt believe what just he said. He somehow went it. Roshni was calling Ayaat on the top of her voice.
Roshni:Ayaat ko lao..Ayaat Ayaat!
Zain signaled them to bring Ayaat. Ayaat came. Roshni sat down on her knees infront of her.
Roshni:I am sorry!
Ayaat nodded. Roshni pointed at Aman.
Roshni:Wo dekh rahe ho na,wo apke sacchi wale papa hai. Mumma toh Ayaat ko hurt karti hai na,ap papa ke saath jao.
Ayaat:Mumma chaiye.
Roshni:Apko papa nayi mumma lake denge. Apko pata hai papa ki ek wife hai, bohot pretty. Ap unko mumma bulana.
Aman looked at her shockingly. Everyone was shocked except Zain.
Aman:Apko..
Roshni:Han pata hai sab. Pregnancy ki baat pata chalne ke baad i'd called you number collect karke. Ayesha appi ne uthaya tha,bohot ghussa aya. Phir aur 1 mahine baad ghar gayi thi tumhare. Name plate mein tumhara aur Ayesha appi ka naam tha. And watchman ne bola sir aur unki biwi bahar gaye..
Zain:Han aur isiki wajah se isne apni ye haalat banaliya! 😑
Roshni:Bhai its okay na..Appi unki pehli mohabbat thi,bar bar usko blame matt kiya karo! Aur Ayaat..
Ashfaq:Nahi jayegu kahin Ayaat. Hamari hai Ayaat, iss admi ne tumhare sath aisa karke uss ladki se..
Roshni:Meri beti hai wo aur main jo decision lungi wahi hoga.
Riaz:Par paala ham sab ne hai Roshni.
Aman went to her and took her in his arms.
Roshni:Yeh kaisi badtameezi hai?
He went to the room and locked her. He threw her on the bed.
Roshni:Uff weirdo kya hai?
He started unbuttoning his shirt.
Roshni:Tum ..dekho aisa matt karo. Ham appi ko dhoka nahi de sakte!
Aman:C'mon, hamari ek beti hai. And aur bhi toh chahiye honge na?(leaning close to her)
Roshni:No,aur nahi. Bohot drd hota hai! Pata hai Ayaat toh laath marti thi aise dishoom dhusham!
Aman:Main toh kuch feel hi nahi karpaya!
Roshni:I thought that tumhe bacche nahi chahiye. Kyunki tum hamesha..
Aman:Can we continue?
Roshni nodded in no.
Aman: Dekhiye,apki appi ke saath mera naam ka rishta hai baas. Hamara kamra bhi alag,sab kuch alag aur ham zyada baat bhi nahi karte.
Roshni looked at him surprisingly.
Aman:Wo shayad sacchi wali mohabbat nahi thi. Kyunki agar hoti toh ap aise mere dil pe kabza nahi karti aur ..
Roshni hugged him and jo hua bataungi nahi bye.

After sometime,Aman wore his shirt. Roshni was in half sleep. Aman made her dressed.
Roshni:Tum bhi sojao na bohot neend..
Aman:Sab kya sochenege yaar! Main jata hun,ap rest kariye.
Aman fixed himself and went out fixing his hairs. Everyone was standing at the door in a line.
Aman looked at everyone.
Aman:Wh..at happned?
Zain:Kuch nahi(looked at the side person)
Ashfaq:Kuch nahi(looked at the side person)
Everyone said 'Kuch nahi' one by one and it was the turn of Ayaat.
Ayaat:Tut nai( Kuch nahi)
Aman became awkward. Everyone was looking here and there. Ayaat gave a wide smile.

DO COMMENT!

STAY TUNED!

ENTHRALLWhere stories live. Discover now