Chapter 26 days passing

1.6K 71 6
                                    

Next day Anirudh wokeup at morning.

Anirudh : Mera shar itna dard kiyu kar raha hain?

Suddenly batuk came with nimbu paani.

Batuk : yeh nimbu paani pijiye

Anirudh : kiya hua tha mujhe?

Batuk : kal raat aapne bohat drink kiya tha. woh to sukar hain maine or som dada ne aapko dekh liya tha. agar Kaka ko pata chalta to kiya hota aap jaante hi hain.

Suddenly som came.

Som : haa dada. par apne itna drink kiyu tha? or aap kaha se aa rahe the aise nashe ki halat main?🤨🤨

Anirudh : pata nehi. Mujhe kuch yaad nehi aa rha. Mujhe baat itna yaad hain ki main bon...

Batuk : kiya... bon...?🤨

Anirudh : woh woh kuch nehi. lao nimbu paani do mujhe. or tum dono jao.... mujhe office jaana hain.

Som : accha thik hain jaate hain.

Som and Batuk left from there.

Anirudh : kal raat kiya hua tha? main bondita ke room main gaya tha or uske badh kiya hua kuch yaad nehi aaraha hain. kahi maine uske sath kuch galat to nehi kar diya? woh waise bhi mujhse naraz thi kahi or naraz to nehi kardiya? mujhe usse baat nehi karni hogi.

Anirudh got ready and left for office.He reached office and started searching for bondita.

Anirudh : Gayatri. Bondita nehi ayi abhi taak?

Gayatri : ayi to hain. abhi to yehi thi pata nehi kaha chali gayi.

Anirudh : accha jab woh mile to usse jara cabin main bhej na.

Gayatri: thik hain.

Anirudh went to his cabin. After that bondita came.

Gayatri : woh Anirudh sir tumhe dhund rahe the.

Bondita in her mind : kahi unhe sab yaad to nehi agaya kal raat ke bare main?

Bondita : accha? thik hain abhi jaati hu.

Bondita was tensed but she went to the cabin. she knocked.

Anirudh : Arre bondita tum agayi main tumhara hi intezar kar raha tha.

Bondita putting her face down : ji kahiye.

Anirudh : woh kaal raat... woh kal raat kiya hua tha bondita? mujhe kuch yaad nehi aara hain.

Bondita in slow tone : sukar hain inhe kuch yaad nehi ke inhone mujhe...😳

Anirudh : batao bondita kiya hua tha? kahi maine tumhare saath kuch galat to nehi kiya? mujhe maaf kardo please.

Bondita : Nehi nehi. aap nashe main bhi mere sath kuch galat nehi kar sakte.

Anirudh : sacchi?

Bondita : ha sacchi. woh to bas aapne mere...she stopped.

Jag andhera tu sitara mera (Complete ✅)Where stories live. Discover now