Chapter 20 engagement

1.5K 65 1
                                    

It was Bondita's engagement day. Bondita wokeup and came downtairs.

Mr.Basu : uth gayi meri bacchi? main aaj bohat khush hu tune bilkul sahi faisla liya hain.

Bondita : ji baba....aap khush to maybe khush.

Mr.Basu : accha accha....aab nasta karle.

Bondita sat on dining table. Mrs.basu was serving her brekfast but she didn't talked with bondita.

Bondita : maa aap naraz ho mujhse?

Mrs.Basu didn't reply.

Bondita : aap kuch bol kiyu nehi rahi ho? ghussa ho maujhse?

Mrs.Basu : kiya bolu main? tujhe meri baat sunni thodi na hain?

Bondita : aisa kiyu keh rahi hain? janti to ho na aap dono se kitna piyar karti hu? or aap dono ke siba mera hain hi kon?

Mrs.Basu : sach main piyar karti hain? to meri baat maanti kiyu nehi? main janti hu tu yeh shadi maan se nehi kar rahi hain.

Bondita : firse wohi baat maa? main sach main khush hu ish shadi se.

Mrs.Basu : dekh beta teri khusi chahti hu ishliye mana kar rahi hu. par tujhe meri baat maan ni thori na hain? fir bhi keh rahi hu maat kar yeh shadi.

Bondita : nehi maa. main faisla le chuki hu. aab yeh faisla nehi badlega.

Mrs.Basu : tum galat kar rahi ho apne sath.

She went to the kitchen.

Bondita in mind : nehi maa. main bilkul sahi kar rahi hu. unhone kabhi mujhse piyaar nehi kiya. or main yeh bhi janti hu dev mujhse kitna piyaar karta hain.

Suddenly dev came and hugged bondita.

Vinita : kiya kar raha hain? control dev.

Dev blussed and looked at bondita. Bondita gave a fake smile. Dev took Her hand in his.

Dev : dekh tu khush to hain na ish shadi se? agar nehi hain to maat kar yeh shadi. main tujhe force nehi karunga.

Bondita : aisi baat nehi hain. main khush hu ish shadi se. or main kitni lucky hu jo mujhe tere jaisa accha ladka mil raha hain. tu udash maat ho chal has de.

Dev : sacchi? tu bohat acchi hain bondu.

Vinita : hogaya tum dono ka? aab chal taiyaar ho ja tum dono ki sagai hain na? or bondita main tujhe taiyaar kar deti hu.

In rc mansion :

Vinoy : arre kaha ho tum sab? jaldi ayo hum e basu house jana hain na?

Som and batuk came. they weren't happy. but they couldn't do anything.

Kaka : sab to agaye par Anirudh kaha hain?

Binoy : abhi dekh ke ata hu.

Binoy went to Anirudh's room.

Binoy : tum abhi tak taiyaar nehi huye? hum e jana hain aaj bondita ke sagai hain na?

Anirudh : nehi baba...aplog jao mera maan nehi hain.

Binoy : aise kaise maan nehi hain? Mr.Basu ne khudh aake humare pure parivaar ko invite kiya hain. agar tum nehi chaloge to kiya sochenge?

Anirudh : par baba....

Binoy : par war kuch nehi. tum chal rahe ho matlab chal rahe ho. jaldi se taiyaar hoke niche ayo hum wait kar rahe hain.

Binoy left from there.After few moments Anirudh got ready and came to hall.

Jag andhera tu sitara mera (Complete ✅)Where stories live. Discover now