Chapter 76

1K 84 3
                                    

Next day Anirudh left for Kolkata. As he reached there. He thought to visit Basu mansion. He went there but door was locked. ssems like no one steyed there for years.

Anirudh asked a women passing from there.

Anirudh : Yaha basus rehte thei na?

Women : ha rehte to thei. par aab nehi rehte.

Anirudh : woh kaha gaye hain bata sakti hain?

Women : ha woh sayad Darjiling main rehte hain.

Anirudh : Darjiling? waha kiyu?

Women : pata nehi 5 saal pehle jab bondita bitiya ayithi. tab hi woh chale gaye thei yaha se.

Anirudh : aapka bohat bohat sukriya batane ke liye.

The woman left. Anirudh was thinking.

Anirudh : matlab sayad Bondita bhi Darjiling main hogi. main araha hu bondita.

Bondita got up and saw her children's face and kissed their forhead. As usual she leaves for work. She become one of the best lawyer in whole India in last 5 years.She always stay busy with her work. She hardly able to gave the kids time.

Next day Bondita was getting ready. The kids woke up and hugged her.

Anirban : maa aaj bhi office jarahe ho?

Bondita: ha main to roz hi jaati hu. ish main naya kiya hain?

Anidita : woh aaj humara school main pehladin hain. or aap humare sath nehi jayoge?

Bondita : beta mujhe to kam hain bohat. main sayad nehi aa payungi.

Anirban : par maa hum e daar lag raha hain.

Bondita : iss main daar ne ki kiya baat hain? school hi jarahe ho. waha bohat maza ayega aapdono ko. naye dost banayoge, nayi nayi chize shikhoge. naye logo se miloge. daar ne ki koi baat nehi.

Anidita : fir bhi mumma.

Bondita : accha main aaj aap dono ko school chodh dungi. or aap dono ke principle se bhi baat karlungi. aap dono. ghabrao maat thik hain?

Kids : Sotti maa?.

Bondita : ha sotti.

They had breakfast and left for school.

In car :

Bondita : tumdono ghabrao maat. sab kuch thik hoga.

Anidita : fir bhi ghabrahat ho rahi hain mumma.

Anibaan : agar hum acche se nehi padh paye to?

Bondita : agar tumdono ko kabhi bhi lage ke tumse na ho payega tab bas yeh gana
yaad karle na.

Anidita : konsa gana maa?

Bondita :We shall overcome, we shall overcome, We shall overcome someday.
hum honge kamiyap. hum honge kamiyap . maan hain bishwash pura hain bishwash hum honge kamiyap ekdin.

Kids also sang with her and then they laughed. Bondita just hugged them tighly as she recall her patibabu.

Anirban : yeh gana apne kaha se shikha?

Bondita about tell but she didn't. because It's their first day at school if she told them about their baba they again get sad.

Anidita : bolo na...

Bondita : woh sab chodho bohat hogayi baate. school bhi agaya dekho.

They got out from the car.

Jag andhera tu sitara mera (Complete ✅)Where stories live. Discover now