Chapter 6 her return

2.2K 84 0
                                    

Next day The ship reached in Kolkata.


(Mr. Basu lives in Kolkata and he is a big bussinessman of India)


Bondita, Dev and Vinita got down from ship. After getting down Bondita touched the soil and kept in her forhead.


Seeing this Dev and Vinita smiled.


Bondita: chalo ab ghar chalte hain.


Bondita and Vinita was about to leave. Dev holds Bondita's hand.


Dev: Rukh jaw Bondita. (Dev wants to confess his feelings)

Dev: Mujhe tum se kuch kehna hain.


Bondita: haa bolo.


Dev :Woh main tumse... woh main...


Bondita: ha bolo dev.


Dev: woh kuch nehi main tumhe bouhat miss karunga.



Bondita: haa. main bhi tumhe bohat miss karungi.

Then she hugged him.


Dev: koi baat nehi main jadhi tumse milunga par abhi mujhe jaana hoga.

And he left.


Bondita and Vinita reched in Basu mansion.


Bondita: Maa... baba dekhiye apki bondita agayi.


Mr.Basu: Arre meri beti kitne dino badh tujhe dekha.aaj main bouhat khush ho.


Mr. Basu and Bondita hugged each other.


Mrs.Basu: beta tu aagayi, and her eyes were full of tears and she hugged her.


Mr.Basu: par beta tu achanak kaise agayi.


Bondita told them everything and said


Bondita: Par mujhe aab Tulsipur jaana hoga. Miss Lily waha mujhe Barristeri ki training ke liye bejh rahi hain. Keh rahi thi ki India ka one of the best barrister rehte hain or mujhe unhi ke sath kam karna hoga.



Mr.Basu : par Tulsipur? waha jaana thik hoga kiya?


Mrs. Basu: Kiyu thik nehi hoga? Bondita ko aapne sapne pure karne ke liye waha jaana pare to ish main galat kiya hain?


Mr.Basu: Par waha to Tumhara sashural hain or main nehi chata ke meri beti ko firse taqleef ho.


Bondita: Shashural hain nehi tha. Aab woh log mere kuch nehi lagte. Main zindegi main age baar chuki hu.🙂


Mr.Basu :Thik hain, or mujhe bhi ek bussiness deal ke silsiley main waha jaana hain. To tum log woha jaane ke liye taiyaar ho jau. Hum kal hi chalenge waha.


Mrs. Basu: Thik hain.


At night in Bondita 's room --


Vinita: kiya hua tujhe? tu itni udash kiyu hain?


Bondita: kuch nehi bas aise hi...


(as Vinita and Dev doesn't know about Bondita's past.)


Vinita: Nehi kuch to baat hain. tu apne best friend ko nehi batayegi?


Bondita: woh.. woh and she hugged her and start crying..


Vinita: aree kiya tujhe? tu roo kiyu rahi hain?bata kiya hua?


Bondita told her everything while crying.


Vinita: Kiya? tune mujhse or dev se itni badi baat chupayi? aab main samjhi tujhe piyaar se allergy kiyu hain😕😕 or tu college main kisika proposal kiyu nehi accept karti thi.


Bondita: Mujhe piyaar se allergy nehi hain. Mujhe bas in sab pe biahwash nehi hain. kiyu ki maine jisse bhi apna mana unhone mujhe chor diya.Yaha tak ki meri apni maa ne mujhe thukra diya...😭😞


Vinita: dhaat pagal. aisa kuch bhi nehi hain. Dekh tu ne mujhe uncle aunty ko apna mana na? hum kiya tujhe chodh kar chale gaye? hum humesha tere saath hain.


Tabhi Vinita ko Dev ki yaad aa jaati hai or woh kudhse kehti hain...(she knows that dev loves Bondita)

Vinita: pata nehi jab Dev ko bondita ki shadi ka sach paata chalega tab uska haal kiya hoga? Bechara to tute hi jayega.😥woh bondita se kitna piyaar karta hain pata nehi kiya hoga.😞


Bondita: aab tu kaha kho gayi? chal so jaate hain. kal humai Tulsipur jaana hain.


Vinita already slept. Bondita was awake.Bondita could not able to sleep. she was thinking about her past.


Bondita to herself: Main tulsipur jaa to rahi hu. par kahi waha mujhe apne atit se na mil na pare. main unki sakal bhi nehi dekhna chahti warna maine jo khudko itni muskilo se samhala hain main fir bikhar jayungi.... and she started crying.


After few moments Bondita wipped her tears and said : nehi Bondita apne asoo maat baha. tujhe apne desh ke liye yeh karna hi hoga. apne sapne ko pure karne ke liye tujhe har muskil ka samna karna hoga chahe woh tera atit hi kiyu na ho.

In next chapter she will reach tulsipur.

What will happen then?

Jag andhera tu sitara mera (Complete ✅)Where stories live. Discover now