Chapter 75

1K 81 7
                                    

Batuk and Liana left for hotel. Batuk was driving and Liana was sitting beside him.

Liana : aram se chalao.

Batuk : tum mujhe maat shikhao. main janta hu kaise chalate hain.

Liana : woh to dikh raha hain kaise chala rahe ho.

Batuk : shut up!

He was driving furiously. And bumped with a tree.

Liana : kiya kar diya tumne? meri gadi kharap kardi? aab main hotel kaise jayungi? itni raat ko bhi kuch nehi milega.

Batuk : tum chup rahogi kuch der? sab tumhari wajah se hi horaha hain.

Liana : gadi tumhari wajah se kharap huyi yaha fase tumhari wajah se galti or keh rahe ho maine kiya?

Batuk : ha tumhe dekh ke hi ghussa aata hain mujhe!

Liana : thik hain main akele jaati hu.

Batuk : nehi... main tumhe akele nehi chodh sakta. dada hote to kiya woh akele jaane dete?

Liana : thik hain...par aab kiya karenge?

Batuk : dekhte hain...chalo.

They were walking suddenly her leg twisted.

Liana : aah...

Batuk : kiya hua? tumhare pair ko bhi abhi twist hona tha?

Liana : aab hogaya twist to kiya karu!

Batuk : baitho yaha mujhe dekhne do.

Liana sat on a rock. Batuk was checking her leg. Suddenly it started raining.

Liana : oh god barish. aab kiya?

Batuk : woh dekho waha kuch ghar jaisa hain waha chalte hain or intezar karte hain.

Liana about to got up but she failed. Batuk held her and they looked at eachother and got lost.

Batuk : main madat karta hu chalo...

Batuk took her in his arms and went to the hut. Liana just staring at him. But no one was there and the door was open.

They stayed there and fall in sleep. On the other hand Rc's got tensed. its been long time batuk has gone and didn't returned yet. Kaka asked some people of village to search for them. They were searching. At early morning they finally found their car. On the other hand Batuk got up from sleep and found liana who was sleeping on his shoulder.

Batuk : oh hello utho!

Liana got up with a jerk.

Liana : sorry sorry...

As they looked at door villagers were standing there.

Villeger 1 : yeh sab kiya horaha hain malik?

Villager 2: aap ish ladki ke sath puri raat aise...yeh ladki apavitra hain.

Batuk : yeh kiya keh rahe hain aap? humare bich aisa waisa kuch nehi hua.

Villeger 3 : Jhoot mat boliye batuk malik. bade malik to hum e dhune ko kaha tha par aap to yaha.... chi chi.

Villeger 4: ish ladki ko zinadah jala dena chahiye.

Batuk : nehi khabardar jo kisine isko chuah bhi to. raat to maine bhi sath bitayi thi to phir mujhe bhi jalah dijiye.

Liana : yeh tum kiya keh rahe ho batuk.

Batuk : chup raho tum.

Villagers : nehi aap apavitra nehi hain aap admi hain or yeh aurrat.

Batuk : mere dada kehte hain admi or aurrat ek saman hote hain agar usee sajah milegi to mujhe bhi milni chahiye.

Villagers : nehi nehi apki galti nehi. pakdo ish ladki ko or jindah jalado. isse koi haq nehi jeene ka.

Liana was numb standing behind batuk. She was crying.

Batuk : liana tum chinta maat karo kuch nehi hoga tumhe.

Liana was scared and crying. Villagers were coming near her.

Batuk : rukiye.... kiyu usse haq nehi hain jeene ka?

Villagers : kiyuki yeh to apavitra hogayi. jindah reh ki bhi kiya karegi. kon karega isse shadi! isse dekh kar humare ghar ki ladkiyo pe bhi bura asar padega. isse marna hoga.

Batuk : nehi...aaplog isse kuch nehi karenge.

Liana culched his shirt in fear. Batuk understood that.

Villgers : fir apko isse shadi karni hogi.

Batuk : shadi?

Batuk and Liana looked at eachother. Liana was looking at eachother.

Batuk in mind : aab kiya karu? kash dada ya boudi yaha hote to sabkuch samhal lete. aab main kiya karu.

Villagers : kahiye karenge na shadi?warna ish ladki ko marna hoga.

Batuk : thik hain agar yehi tareeka hain isse bachane ka to yehi sahi. main karunga isse shadi.

Liana : yeh kiya keh rahe ho?shadi kaise

Batuk : janta hu tumhe shadi nehi karni mujhse par tumhe bachane ka ek hi tareeka hain. agar tumhe kuch hogaya to dada ko kiya jawab dunga? ke main tumhe bacha nehi paya?

Liana was standing there numb. tears were falling from her eyes. Batuk held her hand tightly and looked at villagers.

Batuk : hum taiyaar hain.

After that they got married. Flashback ends.

Anirudh was shocked hearing all this and looked at them.

Liana : par dada sayad woh shadi humare liye bilkul sahi thi. Mujhe aaj tak afosos nehi hua ki main batuk ki patni hu.

Batuk smiled at her. Anirudh got also happy seeing them.

Anirudh : sabas batuk! I am proud of you. Mujhe tum par garv hain.

Binoy : ha ishne sabit kardiya ki yeh tumhara hi bhai hain anriudh! tum teeno bilkul ek jaise ho ziddi.

Kaka : par tum teeno jaise ho mujhe garv hain tumlogo pe.

They all laughed. But suddenly Anirudh's smile faded as he recall their marriage and bondita and got tears.

Kaka : kiya hua beta?

Anirudh : kaka bondita.... kiya main kabhi usse mil payunga? agar woh nehi mili to main mar jayunga kaka.

Kaka : zarur beta. bahu tumhe zarur milegi. hum puri kosis karenge usse dhundne ki.

Anirudh : par kaise?

Vinita : dada apko kolkata jake dekhna chahiye. woha se kuch na kuch information zarur milegi bondu ke bare main. kiyu ki ushne jane se pehle kaha tha ki pehle woh kolkata jayegi fir waha se kahi dur.

Anirudh : thik hain fir main kal hi kolkata jayunga.

Kaka : par tumhari tabiyaat thik nehi beta.

Anirudh : Kaka bondita ke liye main kuch bhi kar sakta hu. yeh chotisi choth kiya hain?

Kaka : par beta...tumhe aram karna chahiye abhi.

Anirudh : nehi kaka. aab to bondita or mere baby ko ghar wapas lane ki badh hi aram karunga.

Everyone got happy but tensed also.

Anirudh : main bondita ko wapas dhund ke wapas leke ayunga yeh wadah hain Anirudh Roy Chowdhury ka.

What will happen next? Will Anirudh able to find bondita? And tell me how was this chapter?




.























Jag andhera tu sitara mera (Complete ✅)Where stories live. Discover now