Chapter 52

1.1K 42 2
                                    

At evening Bondita and Vinita were talking in Bondita's room.

Bondita : Vinni mujhe lagta hain ki som dada ko sab sach bata dena chahiye. woh zarur samjhenge.

Vinita : agar som ji maan bhi gaye par kiya baba or som ji ke gharwale
manenge?

Bondita : main tum dono ko milwake rahungi yeh wadah hain Bondita roy Chowdhury ka.

That moment Anirudh and som entered.

Anirudh : kaisa wadah?

Bondita : woh...patibabu...

Anirudh : hum dono jante hain tum dono kuch chupah rahe ho. please batao hum a.

Som : ha boudi.

Bondita gestured Vinita to tell.

Vinita : tu bata

Bondita : nehi tu bata.

Vinita : nehi😬

Anirudh : yeh kiya tu bata tu bata laga rakkha hain? koi kuch bataye ga.

Som : ha koito batao mujhe daar lag raha hain.

Vinita came to Som and put her hand on his.

Vinita : kiya aap mujhse piyaar karte hain?

Som : hq bohat piyaar karta hu.

Vinita : main jaisi hu waisi hi apnayenge mujhe?

Som : yeh bhi koi kehne ki baat hain? zarur.

Vinita : main bhi aap se bohat piyaar karti hu par.....

Som : par...kiya?

Anirudh : kuch problem hain to batao daro maat.

Vinita : par main banjh hu...😓 she started crying.

Som : matlab?

Bondita : Vinita kabhi maa nehi ban sakti. woh bachpaan se hi bohat kamzor hain. or yeh samaj ke alwa hum sab jante hain.

Anirudh and som was numb. They doesn't know what to say next.

Vinita : main kabhi apko bap ban ne ki khushi nehi de payungi som ji. or ishliye maine ush din mana kar diya. main apse apki khushiyaan nehi chin sakti. kiya aap abh bhi mujhse shadi karna chahenge?

Som : mujhe...mujhe thoda waqt chahiye.

Vinita gave a smile : janti thi main. dekha bondu ishliye main mana kar rahi thi. apko pura huq hain som ji. aap samay lijiye.

Bondita : patibabu aap kuch bolte kiyu nehi?

Anirudh : main kiya bolu? mujhe kuch samajh nehi araha.

Bondita : apse yeh umeedh nehi thi patibabu. mujhe laga aap samjhenge par...aap to...😓

Vinita was crying Bondita hugged her.

Bondita : tu ro maat vinni. main hu na? or tujhe zindegi ji ne ke liye kisi or ki zarurat nehi.

Bondita and Vinita left from there. Som was still standing there.

Anirudh put his hand on Som's shoulder to som.

Anirudh : kiya socha hain tune? kiya tu aab bhi vinita se shadi karega? dekh tujh par koi zor nehi hain. soch samajh ke faisla lena.

Som : mujhe thoda waqt chaiye .

Anirudh noded his head.

At dining table Bondita and Vinita was helping Mrs. Basu. few moments later Mr. Basu entered with a tall fat man in Shuit. Vinita ran towards them and hugged her father.

Mr.Chakroborthy : kaisi hain meri beti?

Vinita : main thik hu... ap kaise hain?

Mr.Chakroborthy: hum bhi thik hain.

Bondita touched his feet.

Mr.Chakroborthy : khush raho. or meri dusri beti kaisi hain?

Bondita : main thik hu uncle?

Mr.Chakraborty : tumne shadi karli or apne uncle ko bulaya bhi nehi?

Mr.Basu : woh halat kuch aise thei.

Mr.Basu told him everything.

Mr.Chakroborthy : jamaibabu bhi aye huye hain?

Bondita : ha main abhi bulake lati hu.

Bondita went to room Anirudh and Som was sitting there.

Bondita : woh aapdono ko khane ke liye bula rahe hain or Chakraborty uncle bhi aye huye hain. aapdono niche aajana.

Bondita started walking. Anirudh hold her.

Anirudh : Bondita meri baat suno...

Bondita : kiya sunu patibabu? jab apki khandan ki baat ayi to aph bhi chuph hogaye? kiyu? aapse yeh umeed nehi thi patibabu.

Anirudh : tum Barrister ho fir meri paks sune bina apna paks rakh ke chali ja rahi ho. ush waqt mujhe samaj nehi araha tha. ki kiya karna chahiye? kaka ko to janti ho kiya woh manenge?

Bondita : kaka ko choriye kiya som dada maan rahe hain.woh chup kiyu hain? bas ekbar woh haa kehde itna hi kafi hain.

Anirudh : par yeh puri zindegi ka sawal hain. waqt do thoda. or mera bhai jo bhi faisla lega main uske sath hu.

Bondita : agar woh maana karde fir bhi?

Anirudh was silent.

Bondita : thik hain koi baat nehi. humesha ladki ko hi sehna padhta hain samaj se. par main ladungi Vinita ke liye bhale hi aap mera sath de ya na de.🙂

Anirudh : tum...

Bondita : yeh sab chodiye or niche chaliye.

They went to the hall Mr.basu and Mr. Chakraborty was sitting there.

Mr.Basu : beta idhar ayo... yeh hain huamre jamaibabu. Barrister Anirudh Roy Chowdhury.

Anirudh touched Mr.Chakraborty's feet.

Mr.Chakraborty : khush raho. kafi sunah hain apke or apke parivaar ke bare main. aap ne aurrto ke liye bohat kuch kiya hain. Proud of you.

Anirudh : thankyou uncle...gave a smile.

Vinita : som ji kaha hain?

Anirudh : Upar hain. ata hi hoga.

Vinita : main jake dekhti hu.

Bondita : par tu...

Anirudh : Vinita tum jao bulake lao.

Vinita went to som. Som was sitting there.

Vinita : som ji khana khane chaliye sab intezar kar rahe hain apka.

Som : mujhe tumse kuch kehna hain. I am sorry.

Vinita : janti hu yehi na ke aap mujhse shadi nehi Karenge? koi baat nehi. mafi maat mangiye.

After few moments Vinita and Som came to hall.

Vinita : baba or yeh hain som ji.

Anirudh : ha mera chota bhai mere baba ke sath business samhalta hain.

Mr.Chokhborty : ha inke bare main bhi suna hain. Vinoy Roy Chowdhury ji ke sath bussiness ko bohat acchi tarha se samhalta hain.

Som : namste uncle....he touched his feet.

Mr.Chakroborthy : khush raho. or batao aap dono ke bare main.

They finished the dinner.

Mr.Chakroborthy : bohat aacha laga aaj aplogo ke sath samay bita ke. Vinita beta aab ghar chal.

Vinita : aapko kuch batana hain...woh...
kaise batayu...

Anidita was shocked hearing this and looked at eachother.

What Vinita going to tell and What will happen next? will that affect Anidita's relation?















Jag andhera tu sitara mera (Complete ✅)Where stories live. Discover now