Chapter 27 Dev's return

1.4K 62 1
                                    

Next morning Anirudh wakeup and left for office. On the way he saw bondita was standing infront a flower shop. She is looking beautiful as usual with her simple look.


Anirudh : yeh...bondita yaha kiya kar rahi hain? jaake dekhta hu.

Anirudh was about to go to bondita but suddenly flowers started showering on her. she open her arms and started roaming. She was looking like a fairy every men present there lost in her beauty including anirudh.

Anirudh : haye😍😍 kitni sundar lag rahi hain😍😍

Suddenly someone came and held her eyes from behind. we all know It's dev's habit😅 seeing this anirudh came in reality.

Bondita : teri adat kabhi nehi jayegi na?


Dev : haa nehi jayegi. par tu kahe to tere liye yeh adat kiya sabkuch chor sakta hu.😍

Bondita : nehi nehi uski zaroorat nehi. tu jaisa hain waisa hi accha hain.

Dev : sacchi? ishi baat pe tere liye ek surprise hain

Bondita : kiya?

Suddenly Dev sat on his knees holding a big bouqet of roses.

Dev : aaj sabke samne kehta hu. kiya tu mujhse shadi karne ke liye taiyaar hain?

Bondita in her mind : kitna piyaar karta hain tu mujhse main tera dil kaise toru? itni hinmmat mujh main nehi hain.

Dev : kiya hua bol kiya shadi karegi na? mere ghuthne dard hi jayenge.😁

Bondita noded her head with teary eyes.

Bondita : ha karungi na. sagai to ho hi gayi hain bas aab shadi baki hain.

Dev : to chal taiyaari karna hain na?

They left for home. ( Bondita won't go office because her law practice has been finished.)

Anirudh was watching everything. he felt so heart broken. tears were coming from his eyes but he wipped his tears and left for office. Anirudh could not focus on his work. he was missing bondita. He could not stop thinking about her.

Anirudh : itna soch maat. apne kaam pe dhiyaan de. tujhe kamzor nehi parna. par tujhe bura kiyu lagraha hain? yeh soch ke bondita kitni khush hain dev ke sath. Bas tu uski woh hoton pe muskan yaad kar or khush ho ja.🙂

At night Bondita and Mr.Basu went to rc mansion.

Vinoy : arre Mr.Basu aiye aiye. Itni raat ko kaise aana hua?

Bondita touched vinoy's feet.

Vinoy : khush raho beta.

Mr.Basu : triliochan babu kahi dikhai nehi de rahe hain?

Vinoy : are da... lo agayen.

Bondita ran and touched his feet.

Kaka : khush raho humesha.

Bondita : aaj main aap logo se kuch mangne ayi hu. kiya aap log denge mujhe?

Kaka : kaho bahu...beta

Bondita : woh dev wapas agaya hain to kaal meri haldi or parsu meri shadi hain. aap log ayenge na mujhe apna ashirvadh dene?

Kaka : Yeh tum kiya keh rahi ho? jaanti ho na...hum..😠

Bondita : ha jaanti hu. aap nehi chahte ke meri shadi ho. par aaplog hi bataiye kiya mera aap logo ke sath shirf bahu ka rista tha? kiya aap logo ne mujhe aapni beti nehi maana?

Vinoy : paar😟

Bondita : agar maana hain to kiya aapki beti ke shadi main aap log shamil nehi honge? kiya aap nehi log nehi chahte ke main humesha khush rahu? Aap log ayenge na?

Vinoy and ksj both are speechless. they can 't say no but they can't even say yes.Suddenly Anirudh said from behind.

Anirudh : haa zarur ayenge saab.

Everyone turned.

Kaka : yeh tu kiya keh raha hain anirudh?

Anirudh : kiya galat kaha maine? kiya aap logo ne bondita ko apni beti nehi mana? Bondita ka rista bhalehi aap logo se mere wajah se jura tha. Par aap logo ne humesha usse ek bahu se badhkar mana to phir aaj kiyu mana kar rahe hain?

Everyone got tears in their eyes. including bondita.

Kaka : thik hain hum zaroor ayenge. tum dono se koi nehi jeet sakta tark main.

Bondita with teary eyes and a smile : Sukriya kaka sha...kaka.

Mr.Basu : to fir zaroor ayiye or apni beti ko ashirbadh dijiye ga. Aab hum chalte hain.

They were leaving but bondita stood near Anirudh.

Bondita with teary eyes : Sukriya aapka. aap ne fir se meri pareshani dur kar di. aap bhi ayenge na kal? agar aap bhi aynge to mere liye bohat badi baat hogi.

Anirudh noded his head. Bondita and Mr.Basu left.

Anirudh in his mind : tumhari pareshani to dur kar diya maine par mera kon karega? koi baat nehi tumhare liye ek dukh kiya sou dhukh jhel sakta hu. Bas tum muskurate rehna. 🥺

kaka : Yeh tune kiyu kiya anirudh?

Anirudh : kaka bondita ne humesha humare parivaar ke liye kitna kuch kiya. Badle main usse shirf dukh or taqleef hi mila. ush ne kabhi humshe kuch nehi manga. par aaj jab woh maang rahi hain to kiya hum uske liye itna nehi kar sakte?

Vinoy : par tumhara kiya anirudh?

Anirudh : aap log meri chinta maat kijiye. mujhe bilkul bura nehi lag raha ulta main to khush hu ke bondita ke zindegi main khushiyaa agayi.

Kaka : sacchi tu khush hain ish shadi se?

Anirudh : haa.

Kaka : to fir teri aankh main ashoo kiyu hain?

Anirudh : nehi to... main bohat thak chuka hu jaake change karke aata hu.

Anirudh left from there to hiding his tears.

Vinoy : main humare bete ko aise nehi dekh sakta da..

Kaka : kiya hi kare hum? sabko dikhta hain ki woh bondita se kitna piyaar karta hain. par yeh maanbudhi to apni zidh pe aara hain ki Bondita shirf uski zimmedari thi.😓

Vinoy : haa. baat to apki sahi hain. pata nehi ishe kabhi samajh bhi ayega yeh nehi.😞😞

They went to their rooms.

In next chapter It will be bondita's haldi. will they got married or anirudh stopped them?

Jag andhera tu sitara mera (Complete ✅)Where stories live. Discover now