Chapter 10 invitation

1.6K 81 0
                                    

After the freshing up anirudh came to hall.

Kaka to anirudh : to aa gaye aap? aap kuch ziyada hi jaldi agaye thoda or der se aate.😤

Anirudh: maaf kijiyega kaka.aaj thodi der se ankh khuli.

Batuk in anirudh' ear: accha der se aankh khuli ya unhe dekhne main busy the..?🤭

Anirudh showing eyes :kiya kaha batuk? aaj kal kuch ziyada hi zubaan nehu chal rahi hain kiya aapki?

Kaka: oh bigde huye shehzado? kiya fusar fusar kar rahe ho tum dono? ek to der se aye ho dono upar se naste karne ki wajah samay nast kar rahe ho? ish ghar main kisiko samay ka dhiyaan hain bhi ya nehi?

Som was laughing. kaka noticed that.

kaka: or aap kiyu has rahe ho? jaise aapko samay ka bara dhiyaan hain. chalo jaldi se tum tino aake nasta karlo.

Anirudh, Som and Batuk sat on the dining table. They started eating.Suddenly Vinoy screamed.

Vinoy : da.. kaha ho aap.

Kaka: hum idhar hain. kiya hua?

Vinoy: Aaj ek bohat bada deal mila hain. Par woh deal abhitak pakki nehi hui. Uske jo investor hain Mr.Basu pata nehi unhone kiyu cancel kardi.Agar humne unhe khush kar dia or woh yeh deal ke liye razi ho jaye to hamai ish deal se bouhat profit milega.

kaka: Accha par yeh Mr. Basu kon hain?

Vinoy : Yeh pure India ke best bussinessmans main ek hain. agar inse deal pakki hogayi to humara faida hi faida hain.

Kaka: Accha? Fir to inse deal pakki karwani hi paregi.

Vinoy: Haa or ek acchi baat hain ki yeh abhi kuch dino pehle hi Tulsipur aye hain or unhone Voumik babu ka ghar kharid liya or aab woh humare padosi bhi hain.

Kaka: Fir to hamain khane main unhe or unke parivaar ko bulana chahiye.Abhi tum or Anirudh unke ghar jao or unhe dawat de ke ayo raat ki khane ki.

Vinoy : Haa sahi kaha. Anirudh tum jaldi se tayaar ho jao.

Anirudh : par kisliye?

Vinoy : humain basu ' s ke ghar jaana hain invitation de ne .

Anirudh : par main kiyu?

Kaka : kiyuki tum gharke bade bete ho.

Anirudh : Bada hua to kiya hua? or waise bhi mujhe in bussiness ke chakkar main nehi padna. Aap to jante hain mujhe in saab main koi Interest nehi hain.

Kaka : Par Anirudh...

Vinoy : Chodiye na da... aap bhi kisse keh rahe hain? humare Anirudh ko to yeh sab bakwass lagta hain. koi baat nehi Anirudh tumhe jaa ne ki zaroorat nehi.

Kaka: Accha thik hain.

Vinoy : or tum anirudh aaj agar Mr.Basu ke samne koi tamasha karne ka soch na bhi maat.

Anirudh : Haan tamasha to bas main hi karta hu...aap to kuch karte hi nehi....

Kaka: Anirudh! chup! Tum bhul rahe ho ke Vinoy tumhara baap hain.

Jag andhera tu sitara mera (Complete ✅)Where stories live. Discover now