Chapter 4 majboor to mazboot

2.3K 92 0
                                    

Next day Bondita was sleeping.

Mrs. Basu came into her room.

Mrs.Basu : kitni piyari bacchi hain. sote huye bilkul pari jaisi lagrahi hain. she was adoring her.

Mr.Basu entered : dekho to kitni piyari lagti hain sote huye. lagta hain kitne din badh chain se soyi hain.

Mrs.Basu : ha bichari choti si bacchi hain fir bhi kitna kuch saha ishne. pata nehi bhagwan ne iske sath itna bura kiyu kiya?

Suddenly Bondita wake up and she got surprised seeing Mr. and Mrs. Basu sitting neae her.

Bondita : kiya hua ma baba aap dono yaha? kuch hua hain kiya?

Mrs.Basu with a smile: uth gayi beta tum? ghabrao maat kuch nehi hua hain.

Mr.Basu : haan beta jaldi se uth jao. tum vul gayi? aaj tumhara naye school main pehla din hain?

Bondita: arre haan main to vul gayi thi.

Mr.Basu : koi baat nehi. jaldi se taiyaar ho jao or niche naste ke liye aa jao.😊

And he left from Bondita' s room.

Mrs.Basu : yeh lo beta tumhara naya shool dress. chalo jaldi se pehen k bahar aao.

Bondita take the uniform and went to bathroom.

few moments later she came out wearing her uniform.

Mrs. Basu : Are wah kitni sundar lag rahi hain meri bacchi. kisiki nazar na lage meri bacchi ko.

Hearing this Bondita ran towards Mrs.Basu hugged her tightly.

Mrs. Basu with a smile☺ : kiya hua beta?

Bondita : kuch nehi bas... aise hi.

Mrs. Basu : tu roh kiyu rahi hain?

Bondita : aap or baba kitne acche ho. aaplog mujhe kabhi chodke to nehi jayo ge? jaise mujhe mere patibabu or meri maa ne chodha tha?

Mrs.Basu: Nehi kabhi nehi. main or tere baba humesha tere sath rahenge. aab rona bandh kar or niche chal tere baba intezar kar rahe honge.

they went down and came to dining.

Mr.Basu : are agayi tum dono? are bah meri bacchi

kitni acchi lag rahi ho ish uniform main? Pata hain bondita? mera bhi yehi sapna tha ki humari desh ke aurto apne pairo par khadi ho woh log atmanirvar bane. par main to mera sapna pura nehi kar paya. par mujhe lagta hain ki tum zaroor pura kar payogi. bolo karogi apna sapna pura?

Bondita : haan baba zarur puri karungi ek din.

That momment she rememberd how anirudh used to say her that ' tark se hi fark mitega.'

Bondita : aap log nasta kijiye main bag leke aati hu...and she went to uptairs.

Bondita in her room -

Bondita was about to put sindoor but she stopped.

she to herself: Nehi bondita. tu sindoor nehi lagaye gi. tu jiske nam ka sindoor lagati thi woh aab kisi or ke mang bharte honge. ( she was talking about manorama) aaj se tu apne nayi pehchan ke sath neyi zindegi ki shuruwat karegi. tu Bondita Anirudh roy Chowdhury nehi shirf Bondita hain.

Jag andhera tu sitara mera (Complete ✅)Wo Geschichten leben. Entdecke jetzt