Chapter 65

1.2K 72 5
                                    

Kaka came downtairs and told everyone about Anidita and Everyone got shocked.

Binoy : da bondita ko zarur koi galatfaimi
huyi hogi. humra anirudh aisa nehi kar sakta.

Kaka : hum ek baar phone karke dekhe?

Binoy : ha dekhte hain.

kaka called Anirudh. But Liana picked up them.

Liana : hello? who is this?

kaka to binoy : kisi ladki ne phone uthaya hain. or angrezi main kuch keh rahi hain.

Binoy : laiye mujhe dijiye.

Liana : hello? who?

Binoy : I am binoy roy Chowdhury.

Liana : aap sayad anirudh ke baba hain? usne bataya tha mujhe.

Binoy : tum kon ho? or tumne kiyu uthaya.usse phon do.

Liana : I am Liana Robert. woh kuch kam kar raha hain abhi ishliye maine uthaya.

Anirudh : kon hain?

Liana : tumhare baba hain.

Liana handed over the phone to anirudh.

Anirudh : baba kaise hain aap?

Binoy : main to thik hu. par tum sayad nehi ho.

Anirudh : kiya matlab?

Binoy : woh sab chodo or batao kab wapas arahe ho?

Anirudh : abhi 3 mahine or lagenge baba fir main wapas ajayunga.

Binoy : ane ki zarurat kiya hain? wohi reh jao ush liana ke sath.

Anirudh : main kuch samjha nehi.

Binoy : samjhoge bhi nehi.

He cut the call. Anirudh again got confused.

Anirudh : yeh sab ko ho kiya gaya hain? aise kiyu baat kar rahe hain sab.

( Me : anirudhbabu aap ek baar ghar jao fir pata chalega apko🤣)

On the other hand at Rc mansion everyone got angry on Anirudh.

Binoy : bondita sahi keh rahi thi. zarur Anirudh ka ish ladki ke sath chakkar chal raha hain.

Kaka : chi chi. kabhi nehi socha tha ke yeh aisa karega.

Som : ha dada aise kaise kar sakte hain?

Vinita : ha unse yeh umeed nehi thi.

Bondita heared everything and she ran towards her room.

Bondita : aap aisa kaise kar sakte hain mere sath? woh kehte hain na koi chiz purani hojaye to uski ehmiaat kam hojati hain wohi hua. ekbaar unhe anne do fir batati hu.

Its been 3 months. Anirudh sometimes called at home but Bondita didn't talked to him.Bondita used to talk her baby instead of Anirudh. Anirudh become very sad.

Anirudh : Bondita mujhse baat kiyu nehi karti? sayad naraz hain mujhse.hona bhi chahiye itne dino se usse dur jo hu.bas bondita main kal hi wapas araha hu.

Liana : kal tum wapas jarahe ho?

Anirudh : ha kal main apni bondita se milunga.

Liana : mujhe bhi dad ne kuch kam ke liye Kolkata jane ko kaha. to hum sath hi chalte hain.

Anirudh : yeh to bohat accha hoga.

Liana : or mujhe bondita se bhi milna hain. uske jaisa ban nah hain mujhe.

Jag andhera tu sitara mera (Complete ✅)Where stories live. Discover now