Chapter 85

1.1K 95 6
                                    

Anirudh : kitna asan hain na? keh diya aate rahiye ga humse milne? par waha jo main sabse wadah karke aya hu ke tumhe wapas lekar hi jayunga uska kiya? bondita? kiya tumhe unki parwah nehi hain? itni badal gayi ho tum?

Bondita : main nehi badli hu halat badal gaye hain. or main waha wapas nehi ja sakti.

Anirudh : main hu nah tumhare sath? kiya tumhe mujhpe bharosa nehi?

Bondita : aap pe bharosa hain par logo pe nehi barristerbabu.

Anirudh : or yeh barristerbabu barristerbabu kiya laga rakha hain? jo tumhe thik lagta hain wohi karti ho. sare faisle akele le leti hu. kabhi mujhse bhi pucho main kiya chahta hu? 5 saal pehle to chodhke agayi, baccho ki bhi unke baba ke bare main kuch nehi bataya. chalo woh sab maan liya majboori main ki thi. par aab kaisi majboori? kiyu kar rahi ho tum mere sath aisa? kis baat ki saza de rahi ho tum mujhe?

Bondita : barris....biristarababu... aap samajh kiyu nehi rahe hain...

Anirudh : kuch nehi samajhna mujhe main ghar jaraha hu.

He left from there angrily. Bondita sat on her knees and cried.

Bondita : sorry patibabu...main janti hu apke sath galat kar rahi hu. par mujhe tulsipurwalo pe bharosa nehi. kahi woh log mere baccho ko nuksan na poucha de...abhi main shirf apki patni nehi ek maa bhi hu.

Anirudh went to Basu house. He was fustraited. Suddenly he heared sweet voices calling "Baba". a wide smile came on his face. kids were running towards him. He sat on knees and spread his arms. next moment kids were in his arms hugging him. Anirudh forgot everything and closed his eyes. tears were falling from his eyes. The trio stayed in that position for few moments and then broke the hug.

Anirban : aapke ankho main firse ansoo?

Anidita : lagta hain mumma ne inhe bhi daat diya.

Anirban : yeh mumma bhi na. pata nehi itna kaise daat leti hain hume.

Anirudh smiled : mujhe apki mumma ne nehi data.

Anidita : fir aap kiyu ro rahe ho?

Anirudh : aise hi ghar ki yaad agayi.

Anirban : ghar? konsa ghar?

Anirudh : humara ghar. Jaha mere baba, kaka rehte hain.

Anidita : apke baba or kaka? matlab humare kon huye?

Anirban : arre dumb humare dadu. hain na baba?

Anirudh laughed : ha tumdono ke dada...

Anidita : matlab humdono ke dadaji bhi hain? yay!

They clapped in happiness. Anirudh smiled.

Anirudh : ha or mere do bhai matlab tumdono ke do do kaka bhi hain.

Kids : haila sotti?

Anirudh : ha sotti. tumdono ko milna hain unlogo se?

kids : milna to hain par...

They kept their plam under their jaw and make worried face.

Anirudh : par... kiya?

Anirban : par mumma ne mana kiya hain.

Anidita : ha unhone kaha ki humara abhi waha jana sahi nehi.

Anirban : or Karan bhi nehi bataya bas kaha jab bade hojayenge tab batadegi.

Anidita : par unhone aisa kiyu kaha baba?

Anirudh : tumdono ki mumma ka thoda ziyada sochti hain ishliye yeh sab bataya . par tumhare baba hain na? main sab thik kar dunga. or hum humesa sath rehenge.

Jag andhera tu sitara mera (Complete ✅)Where stories live. Discover now