Chapter 67

1.2K 75 3
                                    

Anirudh : Bondita ko lagta hain mera kisi or ke sath chakkar chal raha hain. woh aisa soch bhi kaise sakti hain?

Binoy : usne sahi to kaha.

Anirudh : kiya matlab aap ko bhi yeh lagta hain? or kaka? Som, batuk tum dono ko bhi?

Everyone was silent and looking at floor.

Anirudh : wah dekh liya aaj sabko? kitna yakin hain mujh par. aplogo se accha to liana hain jo parai hokar bhi mujhpe bishwas karti hain. or aaplog apne hoke bhi mujh pe barosa nehi karte.

Kaka : hum bharosa karna chahte thei tum pe. par bar bar humra bharosa todh diya tumne.

Binoy : ha bondita ne jab kaha tha tab humne yakin nehi kiya ush par or usse samjhya. usene fir bhi tumhe call kiya par tumne uski baat suni kaha? usse daat diya? pata hain? ushdin uski halat kitni kharap hogayi thi?

Kaka : ha fir bhi tumne call nehi kiya usse.

Som : boudi ne apse firse baat karni ki kosis ki fir bhi aapne nehi suni.

Anirudh : aplogo ko bharosa nehi tha par ek baar to bata dete bacche ke bare main?

Batuk : pata hain dada? woh kitni khush thi bacche ke liye. uski news apko khudh deni wali thi. usne kosis bhi ki apko bata ne ki par aap harbabr busy ho kehkar phone rakh dete hain.

Kaka : or maine ek din phone bhi kiya tha ramu ne uthaya tha. or usne bataya ki tum puri raat ek ladki ke sath thei ghar pe. or woh ladki aati jati thi.

Binoy : yeh sab karne se pehle ekbaar bhi nehi socha bondita ki bare main? bichari kitni roti thi?

Som : ha jab unhe apki zarurat thi tab aap to kisi or ke sath busy thei.

Now it crossed the limit of Anirudh's tolarent. He brust like e lava.

Anirudh : kabhi meri baat bhi sun lijiye. jo jiske maan main araha hain bole ja rahe hain?

Kaka : aab sun neh ke liye bacha hi kiya hain anirudh. waha to waha ghar pe bhi bahu ke hote huye ush ladki ke phone pe hash hash ke bate kar rahe thei.

Anirudh : bas! jisko jo smajhna hain samjhiye. mujhe kisiko koi safai nehi deni jaiye yaha se.

They all left in anger. Anirudh also getting frustrated. He was crying and screaming at study.

Ladh liya tere liye sabse....
Tujhe bachaya maine...
tujhe pakar kiya maine
khoye apne saare?

Dil main thi aag jo dil
apna jalaya re...tute
sapne sajenge kaise neend
fir udh gayi hain... jo aya
hanton main haat tera...
rista tera mera.... rista tera mera.

At night Anirudh clam himself and decided to talk Bondita. He went to her who was talking to her baby.He was standing at door.

Bondita : baby dekha apke baba kiase hogaye hain? bilkul raksasbabu jaise. pata nehi baby apke baba ko kiya hogaya hain? nahi unhe meri chinta hain na apki.

Anirudh listened everything and knocked at door. Bondita wipped her tears.

Anirudh : mujhe ander ane ko nehi kahogi?

Jag andhera tu sitara mera (Complete ✅)Место, где живут истории. Откройте их для себя