Chapter 22 Final decision

1.5K 61 4
                                    

After talking with Anirudh bondita returned to function.

Kaka : kiya hua bahu waha? or aab tum sach bhi janti ho to aab ghar wapas aa jao.

Bondita with teary eyes : Nehi kakashashur ji main wapas nehi aa sakti.

Vinoy : aisa kiya hua bahu?

Bondita : Birristarababu mujhse piyaar nehi karte. woh manorama ji se piyaar karte hain or main unki khushiyon ki bich nehi aa sakti.

Manorama : nehi bondita woh mujhse piyaar nehi karte. woh to tumhei aapna sabkuch manta hain bondita.

Bondita : Nehi manorama ji. unhe pura haq hain piyaar ka. or main wapas jaa ke unse unka piyaar nehi chin sakti.🙂

Kaka : Yeh tum kiya keh rahi ho? abhi bhi tum humari ghar ki bahu ho or anirudh ki patni bhi.

Bondita : nehi kakasashur ji balvibah ka law pass ho gaya hain or ush hisab se humari shadi bhi gair kanooni hain.

Kaka : Par bahu.....

Bondita : maaf kariye. main wapas nehi jaa sakti.

She ran towards her room while crying. Everyone left from the function Dev went to bondita's room.

Dev : Bondita....🥺

Bondita wipped her tears.

Bondita :ha dev bol.

Dev: tu to sach bhi jaanti hain aab to tu kiya abhi bhi mujhse shadi karegi? dekh tere upar koi zor nehi hain. tu bas aapne maan ki baat bol mujhe meri fikar maat kar.

Bondita : pata nehi yaar. mujhe thoda samay chahiye in saab se bahar nikalne ke liye.

Dev : haa main samajta hu. tu jitna chahe utna samay le tere liye main apni zindegi bhar intezar kar sakta hu.

Bondita with a smile: sacchi Dev tu mujhse itna piyaar karta hain?

Dev : haa bondita. or teri khushi main hi meri khushi hain chahe woh mere sath ho ya na ho. tujhe main aise udash nehi dek sakta bondita. chal thoda has de.😃

Bondita : tu bhi na?


And they started laughing. Mr. and Mrs.Basu was watching everything from the door.

Mr.Basu : dekha? maine kaha tha na Dev humari bacchi se kitna piyaar karta hain.

Mrs.Basu :haa sacchi. woh humari beti ko bohat khush rakhega.

That moment sumati maa came there.

Sumati maa: suniye kiya main aapni bacchi se thodi der baat kar sakti hu?

Mr.Basu : haa zaroor aaphi ki to beti hain.

Mrs.Basu : haa. aap usse zitna chahe utna baat kar sakti hain hum koi nehi hote aapko roknewale.

Sumati maa : aap dono bohat acche hain. aap logo ka sukriya kaise karu? aapne bondita ko parhaya likhaya usse kabil banaya.usse samhala jaab uske pass koi nehi tha.

Jag andhera tu sitara mera (Complete ✅)Where stories live. Discover now