Chapter 47

1K 45 4
                                    

Next day Bondita wakeup and got down.

Bondita : Vinita main madat kardu?

Vinita without looking at her : nehi koi zarurat nehi.

Bondita : aise kiyu baat kar rahi hain?

Vinita : to kaise baat karu? tujhe pata bhi jiju kis hal main hain?

Bondita : kiyu kis hal main hain?

Vinita : unhe kalse bukhar hain kitna?par woh shirf tera naam le rahe thei.main tujhe bulane bhi gayi thi par tu to so rahi thi aram se.

Bondita : Kiya? aab woh kaise hain? mujhe chinta ho rahi hain.

Vinita : Or kaal woh sab kehne se pehle chinta nehi huyi?

Bondita was quite.

Vinita : tujhse yeh umeed nehi thi.😓

After few hours Bondita secretly go to Anirudh. Anirudh was in deep sleep. Bondita toched his forehead with moist eyes.

Bondita : inhe kitna ziyada bukhar hain. sab meri wajah se hua. par main jo kar rahi hu aphi ke liye kar rahi hu.

She went to kitchen then came back with hot water and cloth. Then she pressed the wet cotton cloth on Anirudh's forhead. she continue doing it.

Bondita in mind : Sorry patibabu mujhe maaf kar dijiye ga.

She kissed on Anirudh's forhead and left from there.

She were a simple dress and wipped her sindoor and put down her shakha pola.

Anirudh wake up and saw som sitting there.

Som : dada aab aap kaise ho?

Anirudh : pata nehi achanak se aab behtar lag raha hain.

Som : yeh to bohat acchi baat hain dada.

Anirudh : Bondita....Som bondita kaha hain?

Som : dada Vinita ne kaha ke woh kisi kam se bahar gayi hain aane main raat ho jaiyegi.

Anirudh : aisa kiya hum hain? usse pata hain na mujhe bukhar hain?

Som : ha dada.

Anirudh : woh ek baar bhi mujhe dekhne nehi ayi? woh itni naraz hain mujhse? woh to aisa kabhi nehi karti.

Anirudh got tears in his eyes. Suddenly he saw the bowl which bondita forgot there and a big smile came on his face.

Som : kiya hua dada? aap muskura kiyu rahe hain?

Anirudh : main janta tha bondita jitni bhi naraz ho woh mujhe aise nehi dekh sakti. dekh yeh bowl or kapda?

Som :ha to?

In flashback when Bondit was small.

Bondita : apko kitna bukhar hain patibabu.

Anirudh : hain par itna nehi jitna tumhare ankho se ansoo nikal rahe hain.

Bondita : apko taqleef main dekh ke mere ankhon se ansoo nehi ayenge kiya?

She ran and came back with hot water and cloth.

Anirudh : aab yeh kiya hain bondita.

Bondita : hush aap letiye.

Anirudh : nehi main thik hu.

Bondita : Keh rahi hu na main?

Anirudh : accha thik hain.

Bondita put the cloth into the hot water then placed it on Anirudh's forhead.

Anirudh : yeh kiya kar rahi ho tum bondita?

Bondita : isse apka bukhar kam ho jaye ga. sotti.

Anirudh : aise kaise? main dabai kha leta hu na.

Bondita : kha lijiye ga par abhi mujhe karne dijiye. yeh maa ka nuska hain. jab bhi mujhe bukhar hota tha maa aise mujhe patti karti thi or main jald hi thik ho jati thi.

Anirudh : accha aisa bhi hota hain fir to karo karo.

They laughed. Flashback ends.

Som : matlab yeh boudi ne yaha rakkha tha.

Anirudh : ha main jaanta tha woh zarur ayegi. par woh mujhse baat kiyu nehi kar rahi hain?

Suddenly they heard a horn of car. they looked from window. Bondita got down from car and hugged Someone. Anirudh and and som went to hall and they were shocked seeing bondita she didn't put sindoor and not wore shakha pola. Anirudh got tears in his eyes.

Anirudh : yeh sab kiya hain bondita?

Som : ha boudi apka sindoor or shakapola kaha hain.

Bondita : woh... mujhe bohat zaruri kam tha ishliye aise hi chali gayi.

Vinita : par bondita yeh kaisi baat huyi?

Anirudh looked at vinita and gesture her not to ask anything.

Anirudh : chodo na? yeh kisi ki sunti hain kiya? jo karna hain kare.

He felt very hurt and started walking but he about to fall but bondita held him.

Bondita : samhal ke.

Anirudh : choro mujhe tum. som jara mujhe kamre tak chod de.

Som : ji dada.

Som and Anirudh left. Vinita was standing there.

Vinita : yeh sab kiyu kar rahi hain tu?pta hain jiju ko kitna bura lagta hain?

Bondita : jaanti hu par main jo kar rahi hu unke bhalai ke liye kar rahi hu.

Vinita : tu janti hain jiju kitna hurt hain.

Bondita : tujhe mujh par yakin hain na?

Vinita was angry but she noded her head.

Bondita: fir? main sab unke liye hi kar rahi hu.

Bondita gave a smile and went to her room.

Som took Anirudh to his room and make him sit. Anirudh was very hurt.

Anirudh : dekha som usne aaj sindoor or sakhapola bhi nehi pehna.

Som : ha da yeh dekh ke to main bhi shocked hu.

Anirudh : pata nehi uske dimag main kiya chal raha hain. woh yeh sab kiyu kar rahi hain. or woh admi kon tha jisse woh hug kar rahi thi. Sayad bondita mujhse piyaar nehi karti.

Som : aisa aap kaise keh sakte ho dada? woh apse kitna piyaar karti hain yeh sab ko dikhta hain. aap ziyada soch rahe ho.

Anirudh : par woh admi kon tha?

Som : hoga boudi ka koi dost. fikar maat kijiye.

Anirudh noded his head and gave a fake smile.

What bondita is doing? and why she is doing all this?






Jag andhera tu sitara mera (Complete ✅)Where stories live. Discover now