Ehasaas

4.7K 271 61
                                    

Maa, ammi and Haseena having dinner.

Maa- Haseena...

HM- ji maa...

Maa- tum thik ho....

HM- hum bilkul thik hai aap chinta mat kariye....

Maa- toh kal chhutti lelo...hum teeno kal shopping par chalenge...

HM- par maa aise achanak...

Ammi- tum bhul gyi kya hume parso health camp mein jaana ek hafte ke liye isliye main aur samdhan ji dono chahte hai ki jaane se pehle kuch kharidari kar le aur issi bahane tumhara man bhi behal jayega..

HM-thik hai hum Dsp sir se baat karte hai agar chhutti mil jayegi toh chalenge....

Maa-  thik hai phir...

___________________________________

In Haseena's room

HM(to AS picture)- Anubhav please jaldi aa jaiye aur kitna intezaar...pta hai subah se hume kitna dar sa lag rha tha par aapki yeh(touching his smile in pic) smile dekh kar sab dar khatam ho gya,hume pura yakin hai aap jald hi laut aayenge aur kahenge
"Haseena ji aap bahut khubsurat lag rahi hai"( she mimics him) nhi-nhi aap kahenge "Haseena ji hum aap se bahut prem karte hai". Waise hum aap se ek baat puchana toh bhul hi gye aap hamare janamdin ka gift kya layenge...yeh mat kahiyega ki aap bhul gye.
She kissed on his photo and hang it on wall, she turn and surprised to see Anubhav.

HM(surprisingly)-aap...?

AS-ji...

HM-aap kaise aaye aur kab aaye...

AS- khidaki se aaya aur abhi aaya...

HM-khidaki se kyu...

AS-aap ko ashcharyachakit karne ke liye kyu aap khush nhi hai...

HM- nhi hum bahut khush hai...
she move toward him for a hug he vanish in air. Yes its her dream, he was an illusion.

HM-Haseena...hit her forehead with palm.
__________________________________
Somewhere, Anubhav is siting on chair at dhaba.
AS(to his self)- bas Haseena ji kuch ghante aur phir yeh 6 mahine ka intezaar khatam, hum aa rahe hai, hum janate aap bhi ussi  tarah tadap rahi hai jaise hum bas kuch pal aur phir yeh duri, tadapan sab khatam.
Hum bhali bhati jaante hai ki aapko hume aaye khatare ka Ehsaas hua hai jis wajah se hamara dil tadap uttha  par ab sab thik hai hum bas aa rhe hai.
" Hum aapka intezaar kar rahe hai Anubhav ji " he hear her voice he looked around but she is no where.He closed his eyes and feel her, he think about their first meeting, sagai conversation, dinner date , Chori-Chori milana and their first kiss. His chain of thoughts was broken when a officer called him.

___________________________________
She is in kitchen preparing breakfast for ammi and maa.

HM(on call)-KS aap  aaj thana sambhal lijiyega hum nhi aa payenge..

KS-sab thik hai na bhabhi...

HM-haa sab thik hai bas ammi aur maa ke saath  shopping par jaana hai kitne din ho gye hume unke saath samay bithaye huye...

KS-thik hai phir apna dhyan rakhiyega aur thane ki chinta mat kariyega...

HM-ji...

KS-hum baad mein baat karte hai yeh Pushpa ji subah-subah suru ho gyi hai...

HM-thik hai aap apna dhyan rakhiyega.

HM-maa, ammi aapka breakfast...  while serving.

Maa-wah!kya aaloo ke parathe banaye hai...

HM-thank you maa....
Ammi-par aaj Anu ke pasand ka nashta kis khushi mein....

HM-bas aise hi man kiya toh bana diya aur aap toh aise puchh rhi jaise kabhi banaya hi nhi humne....

Maa- banaya tha na pehle apne janamdin par phir hamare aur samdhan ji ke....bas khaas din par tumhare khaas parathe milte hai aaj kya khaas hai...

HM- khaas yeh hai ki aap dono ek hafte ke liye health camp ja rhi jaha aapko oily khaana nhi milega bas isliye...

Ammi-toh hum nhi jane wale...

HM-ammi....aise bachhon jaisi jid nhi karte aapko pta hai na iss health camp se aapko aur maa ko pehale se kitni rahat mili hai...

Ammi- haan meri maa....

HM-thik hai phir hum taiyaar hokar aate hai...pehle shopping phir movie aur uske baad lunch thik hai.

Maa-bilkul thik hai.....

She went toward her room.Here door bell ring maa open the door and surprised to see AS. Maa hug him.

Maa- kaisa hai tu, tujhe kahi chot toh nhi lagi na...

AS-maa shant ho jaiye hum thik hai... dekhiye...

Maa-tune bataya kyu nhi tu aa rha hai....

AS-samay nhi mila....ammi aap kaisi hai. He hugged ammi.

Ammi- meri chhodo tum kaise ho...

AS- ekdam badiya....

Maa-main Haseena ko bulati hu...

AS-Haseena ji ghar par hai thane nhi gyi...

Ammi-chhutti li hai aaj ke liye...

Maa-ek kaam kar tu hi ja usse mil le...

AS-ji...
___________________________________
Haseena was sitting in front of mirror her heart beat increase suddenly she not understand why.

He walk towards room each passing second their heartbeat increasing. She move toward door and he about to open the door when it open, time is stop for them every thing stop including their hearts.After five minutes of gazing each other Anubhav give her a bone crashing hug she tightly hug him.

After 10 minutes of silence he break it.

AS-kaisi hai aap....

HM-jaise aap hai...

AS-Haseena ji...

HM- ji Anubhav ji....

AS-kuch nhi bas hamare kaan taras gye the aap ke mukh se apna naam sune bina.

HM-humne aap ko bahut yaad kiya...

AS-humne bhi....

He broke the hug when he feel his shirt getting wet.

AS-aap phir ro rhi hai...

HM-yeh toh khushi ke aasu hai...

AS-chahe khushi ke ho ya chahe uske bhai gum ke hume aansu pasand nhi in sundar aankhon mein. He kissed on her cheeks to wipe her tears she closed her eyes to feel his warm breath, then he kiss on her forehead making comfortable her.

to be continue....
___________________________________

Special thanks to all for your love and support.❤️❤️

Sorry for grammatical errors🙏
Suggestions are always welcome so please give your review and please comment.
Galti ke liye maafi chahte hai🙏

Dhyanwaad❤️❤️

Arranged Marriage (Anuseena)✔Where stories live. Discover now