A New Problem

1.9K 193 92
                                    

Continued from previous part.

At Home

Aabhas-matlab Baba ab Delhi nhi jayenge......(he said jumping on the bed happily).

HM-Aabhas aaram se warna Dhvani ko chot lag jayegi.....(worriedly).

Dhvani-Baba ab aap hamare paas hi rahenge......(she hugged him and asked).

AS-haan prantu sirf kuch din.....

HM-par yeh sab hua kaise.....

Ammi-wahi toh aise achanak tumhara promotion rok kyu diya.....(tensed).

Maa-kahin tujhe phir koi mission par toh nhi bhejne ki soch rahe hai.....(maa asked questionably).

AS-nhi maa hume kisi mission par nhi bheja ja raha hai aur na koi aur baat hai woh toh bas kuch sarkari karya ke chakkar mein hamara sthantaran sthagit kiya gya hai......(calmly).

Maa-chal accha hi hua ki is haalat mein tu Delhi nhi ja raha hai kyuki is samay baccho ki teri bahut jaroorat hai.....(smilingly).

Ammi-ab chalo tum charo thodi der aaram kar lo, pura din hospital mein bita kar thak gye hoge....

Dhvani-bore ho gye the nani woh bhi bahut jyada bore ho gye the....

Aabhas-haan upar se woh doctor mujhe jabardasti dawai khila raha tha par maine khaya hi nhi...

AS-kaun doctor?

Aabhas-aur yahin jo baad mein aaya tha jab aap Dhvani ke liye juice lene gye the aur ammi Dhvani ko washroom lekar gyi thi, tab ek doctor aaya the aur mujhe dawai khane ko kaha par ammi kehti hai na anjaan logon ka diya hua nhi khate toh maine nhi khaya......(he said innocently).

HM-par hum aaye toh wahan koi doctor nhi tha aur tumhe toh hum pehle hi medicine dekar gye the phir kaun si dawai dene aaye the doctor......(tensed).

Aabhas-aap jaise hi washroom se nikali woh chale gye.....

AS-tumne doctor ka chehra dekha tha, woh wahi doctor the jinhone tumhare sar par patti bandhi thi.....(he asked in tension).

Aabhas-nhi, woh doctor mask laga kar aaye the....

AS(in mind)-matlab hum jo soch rahe hai woh sahi hai, is baar woh hamare pariwar ko nuksaan pahuchane ki koshish kar raha hai....(angrily).

HM-kya hua Anubhav, aap kuch tension mein lag rahe hai......(she asked worriedly).

AS-nhi kuch nhi.....

Ammi-chinta mat karo sab thik ho jayega.....

AS-ji ammi......

Maa-Haseena tum bhi thoda aaram kar lena.....

HM-ji maa......

Ammi and maa left the room.

HM-Anubhav.......

AS-hmm......

HM-kuch problem hai kya.....

AS-raat mein baat karenge is vishay mein filhal aap thoda vishraam kar lijiye.....

HM-aisi kya baat hai.....(tensed).

AS-paas aaiye phir batate hai......( she goes to him).

HM-bataiye.....

He leaned to her ear and whispered something, which made her blush.

She looks at him, he is looking at her with a mischievous smile.

HM-aap ka sach mein kuch nhi ho sakta....(smilingly).

Arranged Marriage (Anuseena)✔Where stories live. Discover now