Dar

4.6K 260 39
                                    

She was waiting for KS in HQ parking when KS and AS came.

AS-Haseena ji aap ki tabiyat toh thik hai na...

HM-ji sir hum bilkul thik hai...(sadly)

AS-lag toh nhi raha hai...

HM-kuch nhi bas aise hi thoda kaam hai sir hum chalte hai aur ha yaad aaya ammi ka phone aaya tha ki woh maa chacha ji ke ghae gaye hai chachiji ki thodi tabiyat kharab hai toh woh log kal shaam tak aa jayenge...

AS-koi baat nhi waise  hume ghar aane mein deri ho sakti hai aap chinta mat kariyega...

HM-ji...

Its 8 pm when he entered in house, he locked the door and went towards room. He open the door of room but he was shocked to see the condition of room. The lights are  off, room was full of darkness he suddenly hear sobbing of Haseena. She is siting on floor and hugging a picture tightly.
Aahh! his heart is torn to pieces.
He just run towards her and hug her. He looked her she was holding her father's picture. He kissed her forehead and cupped her face in his palm.

AS-kya hua Haseena...

HM-A..nu..bh..av.. (sobbing)

AS-abbu ki yaad aa rahi hai...

HM-hum mar jayenge Anubhav...agar..aap..ko kuch ..ho gya..toh...she said in her sobbing.

AS- hume kuch nhi hoga Haseena...

HM-hum abbu... ko kho... chuke hai aapko bilkul nhi khona nhi chahte hum mar jayenge bina aapke ....still sobbing.

AS-aisi baat nhi karte aap hamari zindagi ho hum aapko kuch nhi hone denge aur nhi hi khud ko... wiping her tears with his palm.

HM-pakka wada...

AS-Haseena wala wada...

She hugged her as hard as she could. He just want the answer why she feel this insecurity so he asked it.

AS-Haseena par aapko aisa kyu lag rha hai ki aap hume kho dengi...

HM-woh jab hum HQ gye tab ammi ka call aaya toh hum baat karne ke liye confrence room se bahar nikalkar thodi aage ki aor ho gye aur calk cut hone ke baad hum ja hi rahe the ki humne aapki aawaz suni aap CS se kuch baat kar rahe the humne puri baat nhi suni par jab CS ne aap se pucha ki aap shaadi se khush hai tab hum ruk gye aur aapki baate sunane lage...

Flashback

She was standing out side off CS cabin when he answered his question.

AS-pehle nhi karna chahata tha par Haseena ji milne ke baad hume ehsaas hua vivah koi jimedari nhi hai ek pyaara sa bandhan hai jo puri umar aapki jimedari batatha hai pehle humne field duty se desk duty ki application is liye di thi ki hum maa ke saath samay bitana chahte the, unki seva karna chahate the par Haseena ji ke aane ke baad maa ko jaise hamari avsykta hi nhi ho aisa lagta hai Haseena ji ne bahut achhe se sambhal sab kuch, ab hume koi chinta nhi hai agar hume bhavishya mein kuch ho bhi jaye toh woh rahengi hamari maa ke paas unki himmat bankar....

"Agar hume bhavishya mein kuch ho bhi jaye"...this sentence eco in her ears. Hearing this, her heart torn in to pieces. How can she imagine her life without him, no she never live without him, he is her soul, her life. She already lost her father but now she have no courage to lost him.. no Haseena don't think, he is always with you.

Flashback ends.

AS-Haseena aap bhi na itni si baat par aise ro rahi hai...

HM-aapko itni si baat lag rahi hai Anubhav hamare dil mein kisine suiya chubho di ho aisa lag rha tha...

Arranged Marriage (Anuseena)✔Where stories live. Discover now