Is he angry with her?

2.5K 207 141
                                    

Four years later

"Baba aap samjhte kyu nhi hai" A eighteen years old girl said irritatedly to her father.

"Dhvani baat toh suno" Her father tries to explain his point to her.

Yes, this father-daughter duo is Anubhav and Dhvani.

Dhvani is exactly the shadow of her father and her height is about five feet five inches. In nature, she have got the qualities of her parents, so it is good in negotiation like her Baba and use jazbaat like her ammi.

While Aabhas is the male version of his mother, the only difference between him and his ammi is that he has a moustache and he is bit taller than Dhvani.

Anubhav is still handsome and smart as before, just some hairs have turned white, but even today his wife keeps him away from the eyes of other girls.

AS-Dhvani sun toh le Baba ki baat....

Dhvani-nhi matlab nhi...(she said angrily).

AS-accha agli baar pakka hum tumhare kisi bhi dost se baat nhi karenge....(he said with a smile).

Dhvani-mujhe aapke baat karne se problem nhi hai par aap mere sare male friends ko dara dete hai jiske baad woh mujhse baat nhi karte, ek toh naya naya college join kiya hai upar se aap aisa karenge toh jaroorat padne par meri help kaun karega....(she said entering the house).

AS-tumhari saheliyan hai toh unse sahyata le lena....(he said with a smile).

Dhvani-pehli baat toh meri friends dusre stream aur colleges mein hai aur baki jo yahan ki ladkiyan hai toh mujhse acche se aap yeh baat jante hai Baba ki bhi ladki kisi dusri ladki help nhi karti aur karegi bhi toh uska khud ko koi matlab hoga....

AS-accha meri gudiya sorry (he holds her shoulders) ab hamari baat toh sun lo uske baad naraz ho jana....

Dhvani-kahiye...

Aabhas-chal beta Aabhas, ammi ke aane tak aaram kar le....(he muttered to himself and sat down on the sofa).

AS-dekho hume tumhare mitron se samsya nhi hai....(interrupted by D).

Dhvani-toh Rudra ko mana kyu kiya mujhse baat karne se?

AS-kyunki woh accha ladka nhi hai aur hum nhi chahte ki tum kisi bhi galat sangat mein pado....

Aabhas-is hisab se toh mujhe bhi Dhvani se door rehne chahiye.....(he said jokingly, taking an angry glare from the duo).

Dhvani-tu apna munh band rakha kar Aabhas warna kisi din kamare mein band karke pitungi tujhe...(she warned Aabhas in anger).

AS-Dhvani....(sternly).

Dhvani-Baba aap sab samjhte kyu nhi ho, har baar sare rules mujh par laga dete ho, aapko bharosa nhi hai mujh par....(she asked questionably).

AS-hume aap par vishwas hai par logon par nhi, kaun kaisa hai yeh baat samjhne ke liye tum dono abhi bahut chhote ho isliye ek Pita hone ke nate hamara kartvya hai ki hum tum dono ko sahi galat mein antar karna sikhaye......(he tries to convince her about his insecurities for them).

Dhvani-hum samjhte hai Baba par aap vishwas rakhiye hum par hum dono aapke bacche hai isliye aap befikar rahiye warna tension ki wajah se aapke baal safed ho jayenge aur ammi bhav nhi dengi aapko....(she said to lighten his mood).

Aabhas-dekh Dhvani duniya mein kuch bhi possible ho sakta hai par ammi Baba ko bhav na de yeh toh impossible hai....(he said, streching his arms).

AS-tum dono ko nhi lagta ki tum dono kuch jyada bigad gye hai.....(he said raising his eyebrows).

Arranged Marriage (Anuseena)✔Where stories live. Discover now