The Accident

2.3K 199 91
                                    

Wishing you all a very Happy New Year🥳❤. I wish this year is really happy for everyone.🤞

Continued from previous part

Aabhas-Baba main bhi aapke sath chalunga....(he hugged Anubhav and, said).

Dhvani-aur main bhi....(she hugged Anubhav).

AS-baccho hum kahin ghumne thodi ja rahe hai jo aap dono ko bhi sath le jaye, hum Delhi apne karya ke liye ja rahe......

Maa-tu ja hi kyu raha hai, mana kar de na transfer ke liye......

AS-hum mana nhi kar sakte maa kyuki is baar transfer police vibhaag ki taraf se nhi seedhe mantralay se ho raha hai aur hume kam se kam chah(6) mahine nhi toh ek saal wahan karya karna hi padega uske baad sayad hum kuch kar paye.....

Ammi-par tum akele rahoge kaise....(worriedly).

AS-ammi aap chinta kyu kar rahi hum rah lenge aur waise bhi hum aaj pehli baar thodi bahar ja rahe hai.....

Maa-tab ki baat aur thi, tab teri budhi maa akele tere intezaar mein baithi rahti thi par ab toh tera ek pariwar hai, tu rah payega Dhvani aur Aabhas ke bina....

AS-nhi rah paayenge par rehna padega aur aap log chinta mat kariye jab bhi hamara avkash hoga hum milne aa jayenge....

Aabhas-Baba aap le chaliye na hume bhi apne sath.....(he said with puppy eyes).

Dhvani-hum aapko bilkul bhi pareshan nhi karenge.....

Anubhav smiled and kissed their cheeks.

AS-agar aap dono hamare sath chale gye toh aapki ammi ke paas kaun rahega....

Aabhas-Dadi aur Nani.....

AS-aur aapki ammi jab mukhyalay jayengi toh maa aur ammi ka khayal kaun rakhega....(he asked in a serious tone).

Dhvani and Aabhas looked at each other and bowed their head sadly.

AS-toh ab hamari baat acche se suno aap dono, aaj ke baad apni ammi ko kam pareshaan karna aur unki har baat manana.....

A&D-jaise aap mante hai....(they asked innocently).

Anubhav looked at maa and ammi who are smiling at their question.

AS-haan jaise hum mante hai aapki ammi ki baat....(he said smilingly).

Dhvani-nhi karenge ammi ko pareshan.....

Aabhas-aur unki har baat manege....

AS-bahut acche....(proudly).

A&D-par hamari ek shart hai....

AS-kya?

Aabhas-ki aap humse milne ke liye jaldi aaoge....

Dhvani-aur daily humse phone par baat karenge....

AS-manjoor hai hume aapki shart....

A&D-promise?

AS-promise.....(smilingly).

Ammi-aur hamari bhi ek shart hai.....

AS-kya?

Maa-ki tu wahan apna khyaal rakhega....

AS-manjoor hai.....(smilingly).

Maa-chal ab nashta kar le pata nhi phir kitne din baad darshan ho tere....(maa said emotionally).

AS-maa kya aap bhi......(he hugged maa).

Maa-apna dhyan rakhna tu aur kaam ke chakkar mein khana peena bhul mat jana....

Arranged Marriage (Anuseena)✔Where stories live. Discover now