Chapter 3

2.2K 191 27
                                    

Same day,
Haseena came home with darsh who slept in car.... She placed him on sofa and was going to get water when her phone rang.. She picked it up..

HM: ji ammi...

A: beta mahipal ji chahte hai ki mai yahin rahun... Behenji ke jaane ke baad woh mansi ko akele nahi rehne dena chahte kyunki is umar mai bacche galat raste pe jaane mai waqt nahi lagate... Toh mai nahi aaungi aur paas mai hai indore man ho to milne aa jaana..

HM: okk ammi...

She hang up the call and huffed. She looked at darsh and sat beside her... She smiled and caressed his hair and face..

HM: ab ammi bhi nahi hai... Hume sir se ise thane mai apne saath rakhne ki permission leni padegi... Aur woh chahte hai to aaj chale jaayenge... (Thought and said) par poochhna padega ki unke parivaar mai toh kisiko dikkat nahi hogi na.. Hm...

She kissed his forehead and changed.. As she came down after changing she saw darsh was crying.. She ran to him..

HM: baccha.. Kya hua.. Koi chot lagi kya..?(Checking him) aap thik ho na... Haan.? (Panicked)

DM: ammi.. Hume bhookh lagi hai.. Kahin nahi lagi.. (Stopped crying as he was fake crying)

HM: (hugged him) aise mat roya karo.... Ammi ki jaan nikal jaati hai.. Aapko pata hai na ki aapko ek kharoch bhi Hume bardaasht nahi hai.. (Broke the hug and wipe her tears) hum abhi doodh laate hai..

She went in kitchen and waited for milk to get hot and till then she thought..

HM: (in mind) darsh ko ek bhi kharoch, uska ek bhi aansu humse sehen nahi hota.. Agar use kisine kuch bola, use sach pata chala ki woh najayaz hai toh kaise use sambhalenge.. Abhi woh chhota hai par kuch saalon mai woh bada jayega kaise use dur rakhenge in sab se... (She clutched krishna's locket in her neck) hey kanha ji.. Humne muslim hoke bachpan se aapko maana hai... Hamare bacche ko khush rakh na...

She brought milk out and gave it to darsh... He finishes it and said..

DM: ammi... Mr. Handsome ke ghar jaana hai na... Aap ready ho jaao na.. Unhone kaha tha ki Hume bhi jaana hai... Chalen.. (Cutely asking)

HM: hmm... Aap chalo hum aapko ready karte hai...

They went inside and got ready... Haseena wore a simple dress reaching above ankles...

HM: baccha aap na bahar jaake pasand ke shoes pehen lo

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

HM: baccha aap na bahar jaake pasand ke shoes pehen lo.. Ammi aa rahi hai abhi...

Darsh went out and haseena called anubhav.. On call..

HM: hello.. Sir hum haseena malik...

AS: ji haseenaji.. (Smile formed on his lips)

HM: sir.. Hum aapki request aur darsh ki ichha ke liye aa rahe hai and you may think I am being rude...(flat voice) but, Hume bas poochhna tha ki hamare unmarried mother hone pe humse aur darsh kisiko koi problem toh nahi hogi na.... (Straight forward and emotionless voice)

They Are Mine.... Where stories live. Discover now