Chapter 19

1.8K 191 21
                                    

They both got ready in uniform and went to the press conference...

Security guard (SG) : jai hind sir.. Maddam sir..

HM and AS: jai hind...

AS: ander reporters aa gaye hai na..?

SG: ji sir..

Both of them nodded and entered in the Hall with stern faces... Haseena looked at anubhav as she was nervous and he blinked... They sat on stage and every reporter too sat down...

AS: ji... Toh aap apne sawaal poochhte sakte hai.. (Professional smile)

Reperter 1: sir... Aapka aur haseena mam ka kya rishta hai.. Aap dono lucknow ki famous personalities hai.. Kya aap dono ka affair hai ya phir aapki shadi ho chuki hai...

AS: dekhiye hamari shadi 9 din baad hai.. Abhi haseenaji hamari magetar hai...

HM: ji... Toh jo kuch aapne likha usse pehle ar least confirm kar lena chahiye tha.. (Little angry voice)

Reporter 2: sorry mam... But, aap dono ki engagement ke baare main kisi ko pata kyun nahi hai..

HM: kyunki woh ek family function rakha tha humne..

AS: hum sab ko laga ki shadi mai pata chal hi jaayega is baare mai par aap logon ki reports ka kya hi kehna... (Sarcastic voice)

Reporter 3: toh sir same department is it love marriage.. Ya aapki families ne arrange ki hai marriage..

AS: ji hai toh arrange par humne khud ek dusre ko pasand kiya.. Families ki baat maan ke.. (Smiling)

HM: ji.. It's arrange marriage..

Reporter 1: one more question..

HM: ji...

Reporter 1: phir us photo mai woh baccha kon hai... Kya woh aap dono ne God liya ya shadi se pehle hi..

AS: (instantly in loud voice) woh hamara baccha hai.. Dono ka.. (Angry expression)

Reporter 2: toh shadi se pehle baccha.. Kya woh najaayaz hai..?

HM: shut up.. Just shut up... (Stood up angrily) woh hamara baccha hai.. Kisi wajah se hum shadi nahi kar paaye aur ab anubhav sir ne hum dono ko apnaya hai.. Isse zyada aapke liye kuch bhi janna zaroori nahi hai.. Aise kisi ki pedaayish pe sawaal nahi utha sakte aap.. Uske aatma samman ko thes pahunchti hai.. Isiliye aisa sawaal poochhne se pehle apne maa baap ke yaad karna.. (Tear escaped and all clapped)

AS: sahi kaha haseenaji ne.. Filhal sirf ek baat maayne rakhti hai ki ab uska naam darsh anubhav singh hai... Hum dono ka baccha..

Reporter 2: ji sir.. Thank you for precious Utime of this power couple..

AS and HM: your welcome..

They leave the press conference after getting a picture clicked in uniform as a couple... Sorry power couple..

They then went to MPT as anubhav has to take darsh with him and haseena have to go there..

MPT,
They enter to find them discussing something.. They coughed and said together..

AS and HM: jai hind....

All: jai hind sir.. Maddam sir..

HM: kya important discussion ho raha tha.. (Keeping cap and stick on table)

SS: woh maddam sir.. Aap dono ka interview discuss kar rahe the.. Kya jawaab diya na maddam sir ne.. Aur bas tabhi se pushpaji karishma maddam ko taana maar rahi hai ki ab toh woh unhe pota poti ka muh dikha den aur as usual woh ladne lage.. Ek do baar cheetah ne uff yeh maasoomiyat bhi bola par samjah nahi aaya kyun... Bas itna hi.. (In one go and all gave her a helpless look)

CC: ufff yeh masooomiyat...

KS: Pata nahin kyun bahut dinon se hun kisike ki terhwi mai khana nahi khaaye cheete... Tumhari terhwi arrange karwa den.. (Keeping hand on shoulder angrily)

CC: sorry sorry maddam... (Afraid)

HM: bas kariye aur kaam pe lagiye sab log..

DM: ammi... Abbu.. (Ran and hugged them)

HM: kya hua ammi abbu ki jaan.. (Kissing his cheek)

DM: aap dono abhi TV pe aaye the na.. Humne dechha tha na.. Aap dono chute lage the.. (Pulling their cheek)

HM: darsh nahi.. (Annoyed and removed his hand from cheek) not cheek.. Jaao apne abbu ke paas.. (Making faces)

AS: aa jaao baccha.. (Pulling him is his lap) chalo baccha..

All: jai hind sir...

AS: jai hind..

He went and all get to work... In evening they went home and anubhav dropped darsh early..

Haseena's home
She was on dining table feeding darsh..

A: haseena kal vinayak sthapna hai.. Aur kal se tum dono mil nahi sakte..

HM: kyun ammi... Yeh galat baat hai.. (Sad face)

DM: nanno... Hum dhyaan rachhenge chi yeh dono ni milenge.. (Stern cute voice)

A: haan mera baccha.. Ab jaao so jaao..

HM: ji ammi... (Sadly)

Haseena took darsh upstairs and put him to the bed..

DM: ammi.. Ab aap abbu se nahi miloge na... (Sadness in voice cutely)

HM: nahi.. Aapki nanno ne mana kiya.. (Sadly)

DM: koi baat nahi ammi.. Hum na aap dono cho..(sympathy face)

HM: milne doge.. (Happy)

DM: nahi.. Hum aap dono cho phone pe baat allow charenge.. Hmm.. (Touched her cheek and laughed)

HM: (slapped his hand) kya baccha.. Aap aise ammi ka mazzaq uda rahe ho.. (Cute sad face)

DM: sorry ammi...

Kissed her cheek and she hugged him tightly.. They slept like this...

Here, anubhav's home,
He came a little late and maa was awake.. He sat beside her and asked...

AS: maa aap ab tak kyun jagi hai..

M: tujhe khana khilana hai na... Nalayak abhi teri biwi ko aane mai 8 din baaki hai.. Chal.

AS: ji maa.. Pata hai par hum kha lete aap ab tak kyun jaagi.. (Tensed) aapki sehat oe asar padega na..

M: abse nahi jaagungi... Aaja..

He sat down with her to eat and ahe seved him... While eating she said...

M: mal vinayak sthapne hai.. Aur kal se tum dono sirf rasmon ke waqt mil sakte ho.. (Strictly)

AS: kyun.. (Wide eyes)

M: rasm hai isiliye... Aur thaane mai bhi na milo yeh dhyaan rakhna..

AS: par maa thane mai to milna padega na..

M: koi zarurat nahi hai.. Mai karishma ko keh dungi.. Samjh gaya. (Sternly)

AS: ji maa... (Face fell)

He completed dinner and went to his room...

UPCOMING
Vinayak sthapna..
Stay tuned.....
Bye...... 👋👋

They Are Mine.... Where stories live. Discover now