Chapter 17

1.8K 187 17
                                    

All were settled on sofa.. Ammi and maa were looking tensed.. Anuseena also became serious... Darsh was just blinking his innocent eyes at everyone not understanding what is happening... He bowed his head down..

DM: (in mind) teh sab to aise baithe hai.. Chya charen hum.. Haan, inko ttoffee de dete hai... Happy ho jaayenge..

Darsh ran upstairs to anubhav's room and here mothers looked at each other..

A: beta.. (Softly) hum jante hai ki tum shadi se pehle kuch waqt chahte the.. Par panditji aur maulavi dono ka kehna hai ki tum dono ki kundali mai sab thik hai par milan ke yog kam hai.. Isiliye yah go shadi 10 din baad ho sakti hai ya phir..

HM: ya phir.. (Doubtfully)

M: ya phir agle teen saal tak koi bhi muhurat utna parbhavshali nahi hai.. Aur darsh ki kundali mai bhi kuch dosh hai jinka nivaran pita ke haathon hi ho sakta hai.. Panditji ka yeh kehna hai.. Aur maulaviji ka kehna hai ki uska nivaran tumhari shadi mai koi chhoti si rasam se ho skta hai..

AS: maa... Par aise achanak.. (Nervously look at haseena who was in deep thoughts)

A: beta ab itna to tum ek dusre ko samjh hi gaye ho ki darsh ka saath de sako.. Ek doosre ka saath de sako.. Isiliye agar kaho toh das din bad ka muhurat tay kar den..

HM: (stopped anu who was about to say something) hum dono taiyaar hai.. (Smiles)

AS: (shocked and happy) haseenaji yeh aap.. Matlab aap hi waqt chahti thi na..

HM: ammi ne sahi bola hum aapko samjh gaye hai aur baaki shaadi ke baad samajh lenge... (Natural and genuine smile)

M: haseena sahi keh rahi hai beta... Darsh ko bhi tera naam mil jaayega toh logon ka muh band hote waqt nahi lagega.. Har kisiko khushi hai isme...

All agreed and smiled... Mothers hugged each other and anuseena shared a heartwarming smile... Just then darsh came down with chocolates... He just gave each one a chocolate... Others were confused...

AS: bacche aap sabke liye chocolate kyu laaye..

M: haan.. Aapko to abhi..

DM: are woh nanno aur daadi aayi na.. Jabse sabcha mood chharb tha.. To hum chocholate le aaye isse mood sahi ho jaayega.. (Cutely making everyone chuckle)

HM: hmm.. Yahan aao.. (Pulled him in her  lap) aapko ammi abbu ki shadi kab karwani hai.. (Smiling shyly)

DM: abhi che abhi.. (Instantly)Phir hum yahin rahenge... (Excitedly)

AS: baccha abhi toh nahi par ten days baad hai ammi abbu ki shaadi.. Ab khush..? (Held  his chin)

DM: yay...!!!!!! Mazza aayega.. (Started dancing in haseena's lap)

HM: (to anubhav) thank you so much anubhavji... Iski is beparwah hansi ke liye.. Aapke aane se hum dono ki zindagi aur colourful ho gayi... (Held his hand hidingly)

AS: aur aap dono ke aane se pehle hamari life tih bilkul black and white thi.. Thank you.. (Mould their hands)

Next day, afternoon...
All were working accordingly.. (Aap samajh gaye honge😅🤣)... Anubhav enters in civil dress at the same time

All: jai hind sir...

AS: jai hind..

KS: anu bhaiya aap yahan..

AS: ji.. Hume aur haseenaji ko shopping pe jaana hai... (Smiling) aap sabko shayad maa batana bhool gayi muhurat 10 din baad ka hai..

PS: itni jaldi... Par aap dono to waqt chahte the na.. (Genuine concern)

KS: haan bhaiya.. Itni jaldi kahe.. (Tensed)

AS: are chinta mat kariye.. Woh pandit aur maulaviji ne bola is muhurat ke baad teen saal bad ka muhurat hai.. Isiliye..

HM: jai hind sir.. (Coming out) sir aap yahan..

AS: ji.. Hume shipping pe jaana hai... Aap bhool gayi..? (Jokingly)

HM: ji nahi.. Woh hume laga duty ke baad jaayenge isiliye.. (A little dramatically)

AS: ohhhh...

HM: jiiii... Lekin abhi kyun..

AS: ammi aur maa ne kaha ki darsh ko bhi jaana hai.. Aur raat ko thak ke so gaya toh shopping nahi ho payengi.. Isiliye abhi jaana hai..

HM: achha.. Hum change karke aate hai..

She changed and they went to market picking darsh up...

In mall,
Anuseena first went to men's apartment... He was just standing and she was choosing all the dresses... Darsh was also giving his very important suggestions...

HM: anubhavji yeh waala.. (Turned to him and he was lost leaning on shop counter) anubhavjiii... (Loudly)

AS: haan..(standing straight)Haan.. Haseenaji aapne kuch bola...

HM: aap yahan hume dekhne aaye hai ya kapde lene.. Hum kabse awaaz laga rahe hai.. Aap sunte kyun nahi hai.. (Annoyed and yelled at him)

DM: yay!!!... Abbu cho bhi daant padi.. Mazza aaya...(clapped and laughed)

AS; (baby face) aap hume daant lo hai na.. Aur yeh mazaaq uda lega.. (Grumpy face)

HM: (chuckled) achha sorry... Ab dekhen kya lena hai...

AS: hmm... Bas hume yeh rang birange nahi lene.. Black and white thik hai...

HM: nahi... Yeh kya aap boring se kapde pasand karte hai... Hum theme ke hisaab se lenge.. Haldi ke liye na yeh red usse contrasting..

DM: ammi... Hum bhi aap dono jaise hi pehnenge... Same cholor.. Red.. (Jumping on counter)

HM: Haan baccha... Par aise unchhal kud nahi.. Okay..?

DM: okay..

AS: haseenaji.. Darsh ke liye yeh waala kaisa hai... (Show a red three piece)

HM: haan.. Bahut achha hai.. Ek idea hai aap aur darsh same outfit pehniye na... Matlab twinning.. How is it..? (Raised eyebrow)

DM: yay...!!! Hum aur abbu ech jaise chapde pehnenge..

AS: yes... Perfect idea haseenaji..

HM: okay.. Ab haldi ke liye blue..

DM: ammi woh dechho ek jaisa.. (Point to a shelf)

AS: haan haseenaji woh achhha hai..

HM: thik hai abhi sangeet ke liye na yellow.. Yeh toh humne pehle hi dekh liya tha...

AS: aur pheron ke liye... (Huskily)

HM: (blushed) aaa... Cream colour..

DM: ammii.. (Cried) aap dono chya baat char re ho.. Hume bhi batao..

HM: are kuch nahi baccha yeh aapke abbu na... (Glared him) inki galati hai ghar chal ke na inki potai karenge abhi shopping poori kar len..

DM: ochayy... (Innocently and she stood up) humne aakchi daant lagwai... (Whisper to anubhav and showed his tounge)

AS: achha bacchu.. Aapko toh batate hai hum.. Yahan se nikal jaayen pehle..

HM: anubhavji yeh dekhiye na.. Isme yeh jo work hai inhone bola hai ki bride store mai bhi hai.. Hume matching outfits mil jaayengi..

AS: ji... Ab aapki shopping ke liye chalen..

UPCOMING
Bride shopping...
Stay tuned....
Bye...... 👋👋

After tomorrow's part I will be posting a special part with only costumes and jwellery... Also, I am adding shopping part kyunki isme anuseena, anursh,darsheen aur anuseerh ke bahut scenes hai.. Okay ab sach me bye... 😜

They Are Mine.... Where stories live. Discover now