Chapter 14

2K 186 99
                                    

Next morning,
Haseena woke up and got ready for thana.. As darsheena stepped out darsh saw two bouquets.. One with pink lily and other with lavenders

DM: ammi... Yeh kya hai..

HM: (saw them) are yeh phool.. Dekhte hai..

She picked them up and read "good morning haseenaji" In one and "good morning Mr. Handsome 2" In second.. She smiled and darsh asked..

DM: ichme kya hai ammi..

HM: yeh aapke abbu ne bheje hai.. Pink aapke liye aur red hamare liye.. (Gave him) yeh lo.. Aapka aur hamara bouquet room mai rakh do.. Hum gaadi nikalte hai..

DM: par aaj kya hai.. The flowere kyu..

HM: dekho ispe good morning likha hai na.. Toh good morning flowere hai.. Ok

DM: okk..

Darsh went upstairs to keep bouquet and haseena called anubhav..

HM: good morning.. (Sweetly)

AS: hmmm... Toh aapko phool mil gaya hamare... Kaise lage.. (Tinch of tiredness in voice)

HM: (sensed his voice) aap kya kar rahe hai... (Doubtful)

AS: kuch bhi toh nahi.. (Conscious)

HM: jhooth.. Aap kal hume ghar chhod ke headquarters gaye the na.. Soye nahi na aap raat bhar.. (Concerned)

AS: toh aapko hamari fikar ho rahi hai..? (Flirty tone)

HM: (fumbled while blushing) na.. Nahi hum kyun aapki fikar karen woh.. Haan maa tension lengi na isilye... (Sighed)

AS: (chuckles) pata hai... Hum thik hai.. Kaam toh kiya par abhi hum ghar par hi hai rest kar rahe hai.. Aapko phool bhi toh yahin se bheje.. Good morning.. (Chuckled)

HM: (wide smile) good morning.. Achha hum chalte hai.. Bye..

They day was about to complete in MPT,
Haseena's ammi went as she had to look after mansi...

Haseena called anubhav,
He was working on a file or maybe signing them.. His phone rang and he picked up..

HM: hello..

AS: kahiye haseenaji..

HM: aap busy hai.. (Trying to guess expression)

AS: (smiled) aapko hume dekhe bina samajh aa gaya ki hum busy hai.. (Smirkes) phir aap kehti hai ki pyaar nahi hai... Hm. (Flirtily)

HM: nahi woh toh hume yeh poochhna tha ki aap free hai to ghar aa jaaiye darsh ko aapke saath dinner karna hai.. Aur haan maa ko bhi laiyega.. (Covered up as well as invited)

AS: ji... Par maa ka pakka nahi hai.. Unki tabiyat theek nahi rehti na.. Toh.. (Bad face but lit up again) aur haan.. Aapke kamre ki. Khidki pe kuch hai.. Dekhna jaake. (And cut without listening to her)

HM: areee.. Kaat diya.. (Blushed as it was third time the day) ab pata nahi kya hoga..

She starts goind upstairs while thinking of his surprise in evening...

FLASHBACK
She was in cabin when a boy came with a black flower and a note..

"Hume is rose ka matlab nahi pata.. Par jab apko dekha toh aa iski tarah lagi bilkul.. Sunder aur aisi jis pe sirf sukoon ki safedi chadh sakti hai... "

She blushed and.... Before she can give any other reaction another kid come with a light purple rose.. And note..

"Is rose ka matlab hai..Love at first sight... Ju hume hua tha.. Par aapko dheere dheere ho jaayega..Bas apni journey batayi humne.. "

They Are Mine.... Where stories live. Discover now