Chapter 30

2.3K 187 15
                                    

Haseena bid a teary farewell to her ammi and abbu... Haseena was very emotional as she just got her abbu and she had to left him today itself..

Anuseersh get seated in a car,
They were seated in middle seat... Darsh was nearly slept on haseena's stomach... She was continously moving in her seat..

AS: kya hua jaan.. (Touching her shoulder)

HM: anu.. (Annoyed) yeh lehanga aur sab.. Subah se humne itne heavy kapde pehen rakhe hai.. Bahut thak gaye hai ab hum.. (She frustratedly rests on backrest behind)

AS: hmm... Achha rukiye.. (He placed darsh on front seat comfortably and pulled her in a soothing and comforting hug) ab achha lag raha hai.. Hmm.. (Lovingly)

HM: hmm.. Waise aapke paas hamare kuch kapde hai kya.. (Cutely looking in his eyes) humne us di kharide the na.. (The day they shop clothes)

AS: shayad par unme night dress nahi hai jaan.. Hum pehle aapke bags nikalwa lenge na.. Thik hai.. (Kissed her head)

HM: thank you anu... (Closed her eyes and slept on his chest)

They reached anubhav's home and anuseena get down... Haseena was sleepy so she corrects herself and anubhav wake darsh up...

The door opened and maa was standing with karishma, pushpaji and rehan.. Santu and cheetah stayed with ammi and abbu for some emotional support..

M: are beta darsh ko bhi jagao.. Grih pravesh to uska bhi hoga na.. (Patted darsh) darsh uth ja beta.. Dekh aa gaya tu apne abbu ke ghar..

DM: (slowly opening eyes) haa.. Ammi.. (Sleepily)

HM: haan baccha dekho na aa gaye hum... Uth jao daadu wait kar rahi hai na..

He woke up a little and maa applied tika to them.. She did aarti and then placed that kalash of Rice on floor.. Until karishma came with a nose ring..

HM: yeh nath kyun maa.. (Confused smile)

M: beta kehte hai nath lakshmi ka pratik hoti hai to isiliye tum jab is nath ke saath ghar mai pair rakhogi to shubh hoga..

KS: ji bhabhi.. (She stick that nath's hook in lehanga)

M: ab aao..

Haseena slowly pushed the kalash and stepped in vessel of Vermilion.. She them placed her foot out on a white cloth placed till a length.. Her footsteps were imprinted on it..

DM: ammi... Aapke pair pe khoon aaya.. (Scared) aapko chot lagi kya.. (Cutely and sadly)

AS: (chuckled) nahi baccha... Yeh khoon nahi hai sindoor hai sab dulhan ko aise karna padta hai..

DM: ohh... Phir thik hai.. (Smiled cutely And kept head on anubhav's shoulder)

KS: bhabhi aaiye ab rasmen karte hai.. Inme mazza aayega.. (Like kids making all chuckle)

PS: maddam sir.. Aap..

HM: pushpaji aap off duty kyun maddam sir bolti hai... Please hume nahi pasand.. (Narrow eyes)

PS: thik hai.. Haseena yeh saath chawal gole aur uske aage thaal hai... Isme gole mai rakhi supari pe pair rakho aur phir bina awaaz kiye saaton thaal sameto.. Hmm..

HM: ji...

M: anu, darsh supari pe pair tum bhi rakhna..

DM: par ispe pair kyun rakhna hai daadu.. Yeh khaane ki supaari hai na.. Aise khane ki cheez pe pair nahi rakte.. (Innocently)

RS: darsh...(picked him up) Yeh in badon ki baat hai aap to chup chap maan lo.. Is sabke baad gifts milenge bahut saare.. (Cutely and dramatically)

They Are Mine.... Where stories live. Discover now