Chapter 37

1.6K 164 15
                                    

After dinner,
All of them leave for their houses... Anuseen made darsh sleep and he slept as soon as his back hit bed.... He was very tired... Anuseena too get changed and haseena was sitting on couch near window  when anubhav came with coffee cups...

AS: (settling beside her) kya soch rahi thi aap..? (Calmly)

HM: life is so small.. Aapko pata hai.. Darsh ka pehle birthday manane ke liye humne poora hotel book kiya tha.. Chachaji ne bola poore month ki salary chali jaayegi... Although, har financial problem.. In fact unhone kabhi hume kisi cheez ke liye intezaar nahi karaaya.. (Smiled)

AS: (sidehugging her) aap bahut pyaar karti ho na unse..

HM: haan... (Coming back to point) haan toh humne apni poori salary lagake  poora hotel book kiya.. Jitne logon ko jaante the na sabki invite kiya.. (Chuckling) I felt ki kisine hamare ander energy ka dose daal diya ho.. Bahut preparation ki.. Har ek phool apne haath se lagaya.. Koi decorator nahi bulaya.. I did all of that.. Pata hai darsh hamre paas hi paalne mai tha.. Woh hans raha tha jaise sab samajh gaya ki uski ammi ne uske liye yeh kiya... (Gets some tears while chuckling) ek saal ka baccha bhi apni party ke liye itna excited tha na kya batayen... (Her voice broke)

AS: (tensed) kya hua tha aisa jaan..

HM: koi nahi aaya... (Sighed)Just because darsh ke father nahi the.. Hume hamare paise, mehnat kisi cheez ka bura nahi laga par hamara itna sa darsh..(indicat through hands) woh poori raat roya.. (Started crying)Har mumkin koshish ki but I failed...(closed eyes in pain) Kisi bhi tarah se chup nahi hua... Agle din Humne uske liye cake cut kiya games khele ammi ke saath aur chachaji ke saath.. (Smiled painfully) kuch waqt le liye chup hua aur phir rone laga.. Ek pal ke liye toh laga ki bass.. I failed to be a good mother... Phir ammi ne kuch basti waale bacchon ko bulaya.. Humne wahin hotel mai unke saath party ki thi.. Tab jaake hamara baccha chup hua... (She had tears in her eyes)

AS: jaan waqt ke saath sab badal jaata hai jaan.. Dekha na Aaj wahi sab log use aashirvaad bhi deke gaye yahan aane ke saath saath... Hmm.. Ab rona nahi.. (Softly)

HM: hmm...

She kissed his lips in a swift making him shock... He reciprocated in a moment recovering from the shock.. He held her waist pulling her into himself and she moved hands in his hair from his arms... She herself deepened the kiss sucking his lip and tounge.. And in a matter of minutes they were breathless forcing them to break the kiss... And, haseena immediately hugged him tight...

AS: kya baat hai.. Aap aaj romance kar rahi hai.. (Teasing)

HM: mhmm.. (Denied looking in his eyes) hume aapko thank you bolna tha itne saare emotional support ke liye.. (Cutely)

AS: aa.. Haseena.. (Nervous)

HM: kya bolna hai aapko.. (Looking at moon)

AS: kaise pata chala.. (Amazed)

HM: aapne haseena bola na.. Bataiye kya baat hai.. (Confidently)

AS: aapne apne us boyfriend ke baare mai bataya tha na.. Kon tha woh.. Matlab aap usse alag kyun hui.. (Blankly)

HM: (emotional) hume aapse kuch chhupana nahi hai... Uska naam armaan tha... Hum dono aur ragini bhi same batch mai the... Woh hume bahut pehle se like karta tha, waqt ke saath saath hum bhi use pasand karne lage.. Woh bahut saccha aur Imaamdaar tha.. Hum dono ne saath kaafi waqt bitaya tha.. (Smiling)

AS: (jealous) achha.. Phir aap dono ne saath mai kuch.. Matlab.. (Nervous)

HM: (laughed) samajh gaye hum.. Woh toh itna zyada bhola tha na ki use hume hug karne mai bhi sharam aati thi... (Chuckled) bahut sharmata tha woh, hamara haath pakadne mai bhi use dar lagta tha... (Went silent)

AS: phir... Aap dono ne shaadi ka nahi socha.. (Obvious look)

HM: (looked down controlling her tears) usee pehle hi kismat played it's card.. Hum sab last year mai the.. Aur use ek din bahut pet dard hua, ulti hui aur usme khoon aaya.. Sabko laga food poisoning jaisa kuch hai.. Par.. (Her voice break)

AS: use kya hua haseena.. I mean aise khoon ki ulti aur yeh sab.. (Concerned)

HM: use stomach cancer tha.. (She faced him)

AS: (shocked) kyaa..

HM: haan... Third stage.. Aur uper se middle class family se tha.. Humne aur chachaji dono ne bahut bola use ki treatment karwae.. Par usne kaha ki third stage se cure nahi hi sakta woh kuch din shanti se rehnav chahta hai apnon ke saath.. Hum logon ne use khush rakhne ki bahut koshish ki aur uske birthday ke din woh... (Started crying)

AS: jaan... Shh.. Chup ho jaao.. (Hugged her)

HM: pata hai woh na kitna bharosa karta tha humpe aur hum use nahi bacha paaye.. Ek last baar use bye bhi nahi bol paaye.. Hum ready hoke use date pe le jaana chahte the par hum pahunche jab tak woh chala gaya..

She was crying in guilt and anubhav being her husband felt a little jealous first... But, as he listened this he felt her pain she must be feeling on losing a true friend.. In some time, she gets normal and said..

HM: shayad hume usse pyaar nahi tha anu.. Kyunki woh toh hum aapse hi karte hai lekin ajeeb aa bond tha uske saath... Jab hum uske saath the to humein lagta tha hum uska dhyaan rakhen jo dosti hai.. (Felt that feeling) Aur jab aapke saath hote hai toh i feel ki aap hamara dhyaan rakhen hume pamper karen.. (Cutely)Woh sabse achha dost tha hamara jise humne pyaar ka naam de diya... (Guilty and sad face) Aur aapse shayad pehle se hi pyaar tha jise humne dosti ka naam de diya... (She smiled looking in his eyes)

AS: i love you..

HM: i love you too..

And, without knowing the one who made first move but they kissed the next moment..

UPCOMING
darsh, romance ka dushman.
Stay tuned....
Bye... 👋👋

They Are Mine.... Where stories live. Discover now