29. Party turned into Nightmare

486 25 12
                                    

Hey ! welcome to 29th part...

Basant opens the door...

Basant : (angrily) kaun hai... Abhi ke abhi wapas....

He stopped seeing mallika , monika and shivya there , his words remained in his mouth as he smiled nervously...

Basant : aap log hai... Sorry woh mujhe laga phir koi hotel staff hai...

Mallika : koi baat nahi dau ham toh bas sorry kehne aaye the par lagta hai aapko hamara aana acha nahi laga... Sorry to disturb you ! H..hum chalte hai... kyun monika ?

Monika nodded and they turned to go but basant stops them...

Basant : nahi nahi nahi ruko ! Aisi baat nahi hai... Maine kaha na pata nahi tha ki tum log ho.. Mujhe laga koi aur hai... khair woh sab chhodo , andar aao na...

They suppressed their chuckle and again made a guilty face and turned back to him... He gestures them to come inside...

They entered and basant quietly went beside sumedh...

Sumedh : (slowly) kya hua ab nahi bhagana ? Monika ko dekh ke saara gussa udan choo...

Basant glares at him...

Kinshuk : shivya , mallika , monika tum log is wakt yaha kya kar rahi ho ?

Girls look at them with a sad face...

Shivya : woh kinshuk... Ham tum log se sorry kehne aaye the...

Sumedh : sorry ! Kis liye ?

Mallika : woh kal ke liye , Actually kal jab tumlog ne drink kar rakhi thi na toh hame tum par bahot gussa aa raha tha hame laga ki tumlogo ne jaan booch kar drink kiya or hamne tumlog se baat bhi nahi kiya.. Or gussa bhi hogye uske liye sorry...

Kinshuk : oh toh ye baat hai... Hm... lekin shivya tum kyun sorry bol rahi ho?

Shivya : woh kal maine tum par bhi shak kiya ki tumhe pata tha ki inlogo ne drink ki hai or tumne roka nahi... Par ab pata chal gaya ki aisa kuch nahi tha toh sorry...

Kinshuk : kya ?  Tum aisa soch bhi kaisa sakti ho agar mujhe pata hota toh mai inhe rokta nahi kya ?

Shivya : sorry bola na... Galati ho gyi...

Basant : acha aise toh ham bhi bol rahe the kal maaf kiya tha hame ?

Monika : sorry... tabhi nahi pata tha na ki tum logo ne intentionally nahi kiya...

Mallika : tumhe toh pata hai na sumedh ki mujhe insab cheezo se kitni nafrat hai... Mera toh sar ghoomne lagta hai uski smell se hi... Isi wajah se gussa aa gya... par mai sorry bol rahi hun... please maaf kardo na...

Sumedh : hm... Hame sochne do...

They go aside and were discussing something but girls couldn't hear them though they were trying to hear them but couldn't...

Basant : dekha kaha tha na , kuch der chhod do apne aap hi man jaenge dekha kaise sorry bol rahi hai...

Sumedh : mujhe toh yakeen nahi ho raha kahin kuch gadbad toh nahi hai ?

Kinshuk : mujhe toh nahi lagta... dekh rahe ho shakal se hi pata chal raha hai guilty hai...

Basant : ha mai toh kehta hun maaf kar dete hai...

Sumedh : theek hai par thoda maza lete hai... In logo ne hame itna pareshan kiya hai thoda ham bhi karte hai...

Basant : par party ka kya ?

Ek Duje Ke VaasteWhere stories live. Discover now