36. Mr.Khadoos & Ms.Khargosh

517 20 6
                                    

Hello ! Welcome to part 36...

Mallika opened the door and found -

Mallika opened the door and found -

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

Saisha Bajaj as Arya 👆 

A/n : Arya is the cousin younger sister of mallika who has came to her house as her mom / masi of mallika is out of station due to important work for few days with mallika's mom... She left arya with mallika because her school Summer vacations are getting over so she can't take her along with her... 

Mallika : Tum ! Arya itni raat ko yaha kaya kar rahi ho soye nahi abhi tak ? 

Arya : Nahi mai is wakt Arya nahi Police Madam Arya hun...

Mallika : kya ! Ye kya naya drama hai arya...

Arya : ye koi drama nahi hai... Maine apni aankho se kisi ko tumhare room mein aate dekha...

Mallika: ye.. Ye kya keh rahi ho... Mere room mein koi nahi hai...

Arya : toh phir door kholne mein itni der kyun hui? 

Mallika :mujhe knock sunai nahi diya...

Arya : oh... toh theek hai mujhe andar aane do...Hato...

Mallika : Nahi ! m.mera matlab hai mai abhi kuch kaam rahi hun so nahi...

Arya : tum mujhe andar aane se nahi rok sakti...

Mallika : acha kya karlogi chutanki ?

Arya : bas ek call... Ruby masi ke pas or kam khatam...Isliye better hai tum mujhe andar aane do...

Mallika : number pata hai tumhe jo call karogi...

Arya : yaad hai... Sunao... 91XXXXXXXX...

Mallika : (in mind : ek number ki chalak hai mummy ka number bhi yaad kar liya....)

Arya : kya hua ? Andar aaon ki call karun ?

Mallika : theek hai aao...

Arya : (enters inside) cheee!!! Tumne kamre ka kya haal kardiya hai... Ek minute... samaan aise pada hai!.... Iska matlab yaha chor aaya tha...

mallika : (in mind : react toh aise kar rahi hai jaise sach ki police ho) oh hello... jayada dimag mat chalao... Yeh maine kiya hai... Kuch dhoondh rahi thi...

Sumedh peeps from behind the curtain in the balcony...

Arya : jooth mat bolo... Yaha pucca chor tha... knanoon ka ke haat bahot lambe hote hai... Woh chor ko dhudh legi...

Sumedh : knanoon?

Mallika : pehele dialogue toh theek se bolo phir chor dhundhna... Knanoon nahi kaanoon hota hai...

Arya : ha... Ha bade bade sheron mein aise choti bate hoti rehti hai...

Mallika : sheron nahi shehero.... Or tum ye batao ye tumhe aaj police banne ka or ye dialogue kahan se yaad aaya?

Ek Duje Ke VaasteWhere stories live. Discover now