85. Separation

441 30 44
                                    

Hello ! welcome to part 85...

Ruby maa : mallika aise baat karte hai apne bhai se ? Sorry bolo !

Mahi : mami rehne dijiye... Mallika bas naaraz hai mujhse itne dino se milne nahi aaya na isliye Aisa bol rahi hai aapko toh pata hai na Hum dono mein ladaiya hoti rehti hai... aap tension mat lijiye...

He turned towards mallika to talk but before that she went upstairs leaving others in confusion... Mahi also goes behind her...

Ruby maa : ise achanak kya hogya waise toh Bhai Bhai karte rehti hai aaj jab bechara aaya bhi itni door se toh upar bhag gyi... Indono bhai behno ka kuch samjh nahi aata...

Sumedh came there 

Sumedh : kya hua ? 

Basant : Woh mallika abhi...(he narrated him)

Sumedh : it ok dau Bhai behen mein chalta rehta hai mere or samriddhi ke beech mein bhi toh ladai hoti rehti hai na... waise dau aai ka phone tha bahot late ho raha hai nikalna padega warna pahuchne mein der hojaegi...

Mom : par beta khana toh kha kar jao...

Sumedh : nahi aunty bahot der hogyi hai... Next time Pucca ! Waise Mallika kahan hai ?

Ruby maa : woh toh upar gyi hai... Apne room mein hi hogi jao mil lo...

He nodded and went upstairs...

Upstairs ;

Mallika was on the terrace standing in the corner resting her hands on railing gazing the moon with tearful eyes.. mahi came there and saw her... 

As he took steps towards her , mallika stopped him...

Mallika : Stop ! Mr. Mahi Shekhar... Stop Right There !

Mahi was astonished listening mallika as for the first time she spoke to him like that...

Mallika : (painful voice) jaha se aaye hai wahi laut jaiye kyunki jo ap chahate hai jo aap karne aaye hai woh nahi hoga ! Isliye please go ! 

Mahi : mallika baat samjho...

Mallika : (turns to him) KUCH NAHI SAMJHNA MUJHE ! KUCH BHI NAHI ! PARESHAN HO CHUKI HUN MAI !

Pata bhi hai jab se aapke messages aaye hai mere haalat kya ho chuki hai ? Meri wajah se sab kitne udas the itne din se Pata Bhi Hai Aapko ? Ek message kardiya Jammu laut aao bas hogya ! Yahi life hai meri ! Ha ? Ek jagah se doosri jagah doosri jagah se phir pehli jagah... 

Sumedh was about to enter but he stopped listening her....

Mallika : (painful voice) kabhi socha hai mere baare mein? Meri feelings ke baare mein ? Mere chhodo mumma , Nani Nanu , Monika or ab toh sumedh or dau unpar kya beetegi ? Kaisa lagega unhe ? Mat karo bhai please haath jodti hun mai aapke aage please... Nahi hoga mujhse... Aise baar baar sabke feelings sabke emotions ke saath khelna nahi hoga mujhse ! Doosro ko hurt karne mein khoon jalta hai mera... Khud se nafrat hojati hai mujhe... jab unka Dil dukhta hai meri wajah se jab baar baar unse door jaana padta hai....

Mahi : mai samajhta hun Mallika par humare paas or koi option nahi hai or ye toh pehle hi decide tha na ki tujhe ek na ek din wapas jammu lautna hi hai ! Tune khud vada kiya tha na waha pe sabko ki college life complete hote hi tu jammu wapas ajaegi !

Mallika tu yaha pe hai or waha pe sab tere intezaar mein hai tujhe Jammu se gye poore 2 saal ho chuke hai... Ek baar unke baare mein soch mom dad sab Tera wait kar rahe hai...Teri kuch responsibility hai jinse tu bhaag nahi sakti... Or sabse badi baat kya tera man nahi karta hai Jammu aane ka ek baar bhi apni family se milne ka chachu , chachi , Teri bua , fuffa or baki sab se milne ka kya ab yahi sirf teri family hai ?

Ek Duje Ke VaasteWhere stories live. Discover now